Re: Reall signals ko kis terha say verify kiya jata hay ?
As sallam o allaikom dear Forex Forum Member's
jaisa k hum sab jantay hain k Foex trading main profit and loss sath sath chaltay hain isliye hum kisi expert kay signal ka wait kartay hain or jab humain signal mil jata hai to hum is pareshani main mubtala ho jatay hain k pata nahe ye signal sahi hai work karay ga ya nahe ager signal work kar jata hai to choti si tip say bara faida hasil ho jata hai jabke ager signal ghalat ho jata hai to market opposite move ho jati hai to loss ho jata hai. signal kahtay kissay hain basically signal us tip ko kahtay hain jo senior or executive trader apnay personal experience or analysis k zirye say assume kartay hain k market is waqt is wajah say itnay pips move hogi. ager to humari market par gehri nazar hai to hum perfectly tor pe signal ko asani say verify kar lete hain k ye sahi hai ya nahi lekin ager aysa nahe hai to doosri soorat main hum blindly signal per work kartay hain jo k risky situation hoti hai is liye signal ko verify karnay k liye humain us pe kafi gehri nazar rakhni parti hai or signal ko verify karnay k liye humain knowledge hona lazmi hai. tabhi hum hum signals say acha profit kama saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим