Reall signals ko kis terha say verify kiya jata hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Reall signals ko kis terha say verify kiya jata hay ?

    As sallam o allaikom dear Forex Forum Member's
    jaisa k hum sab jantay hain k Foex trading main profit and loss sath sath chaltay hain isliye hum kisi expert kay signal ka wait kartay hain or jab humain signal mil jata hai to hum is pareshani main mubtala ho jatay hain k pata nahe ye signal sahi hai work karay ga ya nahe ager signal work kar jata hai to choti si tip say bara faida hasil ho jata hai jabke ager signal ghalat ho jata hai to market opposite move ho jati hai to loss ho jata hai. signal kahtay kissay hain basically signal us tip ko kahtay hain jo senior or executive trader apnay personal experience or analysis k zirye say assume kartay hain k market is waqt is wajah say itnay pips move hogi. ager to humari market par gehri nazar hai to hum perfectly tor pe signal ko asani say verify kar lete hain k ye sahi hai ya nahi lekin ager aysa nahe hai to doosri soorat main hum blindly signal per work kartay hain jo k risky situation hoti hai is liye signal ko verify karnay k liye humain us pe kafi gehri nazar rakhni parti hai or signal ko verify karnay k liye humain knowledge hona lazmi hai. tabhi hum hum signals say acha profit kama saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Reall signals ko kis terha say verify kiya jata hay ?

      Forex trading Mein Jab ham kam karte hain to use Waqt Hamen market ka acchi Tarah Se knowledge hassil kar lena chahie market ke signals aur iski movement ko samajhna Har member ke liye bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki without knowledge ke Ham market Mein Kabhi Bhi acchi trade Nahin Laga Patte aur na hi apni trade Se Achcha profit Hasil kar paate Hain isliye Tamam members ko chahie ki Forex trading co join Karte market market ke signals aur uski movement ko bhi acchi Tarah Se understand kar len

      Agar Ham market Mein without signals ko understand Kiye Ja Dekhen bagair market Mein Apni trade Laga Denge Tu Is Tarah Se Ham Apne trade se acche benefits Hasil nahin kar Payenge Agar Ham market Mein update trade se acche advantage Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen market ke signals ko acchi Tarah Se check kar lena chahie Agar market Hamen uptrend aur downtrend main trade Lagane ke signals De To Hamen use Waqt hi market me trade Lagani chahie aur Agar market uptrend Aur downtrend Ke singles Nahin Deti to use per Katha Mein market Mein Apni trade Nahin Lagani chahie

      Jab Ham market Mein in signal ko dekhte hain to use Waqt Hamen yah samajh nahin aati ke yah singles ki vajah se Ham market Mein acchi success Hasil kar Payenge ya nahin iske liye Hamen Apne in signals ko acchi Tarah Se verify kar lena chahie Jab Hamen ko acchi Tarah Se verify kar lenge tab bhi Ham yah samajh Payenge ki Ham Hamare liye yah single kitne Jyada profitable sabit ho sakte hain tab hi Hamen in signals ko use karna chahie aur inke hisab Se Hi market Mein Apne trade Lagani chahie Agar Ham market Mein in signals ko verify Nahin Karte Tu Is Tarah Se Hamen market mein bahut bade Les ka Samna karna pad sakta hai agar Ham apni trade Se Achcha profit Hasil karna chahte hain aur nuksan Se Bachana Chahte Hain to market ke signals ko acchi Tarah Se verify karne ke bad hi unhen use karna chahie
      • #18 Collapse

        Re: Reall signals ko kis terha say verify kiya jata hay ?

        Assalamu Alaikum dear Forex trading mein aap Jab kam Kahate Hain To Aap Ko Kisi bhi brokers ki taraf se Yahan per aapko Kisi bhi expert trader ki taraf se koi bhi signal Milta Hai To usko pahle aapko verify karna hote hain Agar signal confirm ho aur Achcha signal ho aur aapko bhi Agar market ki movement ISI Tarah Najar a rahi ho to aap use per trade kar sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ki market mein bahut jyada Aise traders Hote Hain Jo ke fek signals provide karte hain Jiski vajah se traders ko loss ho jata hai isliye signal to apply karne se pahle aapko market ko watch karna Hota Hai.

        Dear Ham Forex trading Mein dekhte hain ki Jab Ham Forex trading Mein Nahin Karte Hain To unko Ham Apne friends ke sath share karte hain aur Agar Ham usko acche se Tarah Se market ki movement ke mutabik Dekhenge aur uske mutabik kam kam Karenge To Hamen isliye fayda ho sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ki yah Ek Aisa business hai jismein aap Itni Jyada mehnat karte hain aur aap ismein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam karte hain aapko ismein itna hi jyada fayda ho sakta hai.

        Dear aapko Jab koi bhi kisi ki taraf se signal Milta Hai To aapko chahie kya aap usko demo account per kam Karen aur aap Khush per apni signals ko apply Karen aap Jab Kisi bhi signal ko apply Karte Hain To aap sabse pahle demo account par uska result check karne aur uske bad aap apne account mein vah trade open Karen Kyunki real account main aapko was bhi ho sakta hai isliye kisi ke signal ko check karne se pahle aapko demo Kaun per practis karna hoti hai.
        • #19 Collapse

          Re: Reall signals ko kis terha say verify kiya jata hay ?

          Bahut se members Aise Hote Hain Jo ki market ke signals ko acchi Tarah Se samajh Nahin paate Ki kaun sa signals unke liye b best hai aur Vahi yah Nahin Samajh paate Ke kaun se signals ke jariye se unhen market Mein Apni trade Lagani chahie aur kis signals ko avoid karna chahie bahut se new members Aise Hote Hain Jo ke market Mein Apna Kam to start kar dete hain lekin market ko acchi Tarah Se samajh Nahin paate aur na hi market ke signal ki movement ko acchi Tarah Se samajh paate Hain isliye unhen chahie Ke vah Jab market Mein Lagate Hain aur Market use Waqt unhen Koi market ke signal ko sabse pahle verify kar lena chahie Kyunki verify ke bagair Ham yah samajh Nahin paate ke Hamen kaun se signals ko accept karna chahie aur kaun se ko avoid karna chahie isliye Jab Ham use signals ko verify kar lenge tab Ham yah samajh Payenge ki Hamen kis signals per market Mein Apni trade Lagani Hai Aur Is Tarah Se Ham real signals ko verify karke hi Uske hisab Se Hi market Mein Apni trade Laga Payenge aur real signals ko accept kar Sakenge aur use ko market Mein use Karke apni trade ko ek informative trade Bana Sakenge aur apni trade se bahut hi Achcha profit bhi Haasil kar Sakenge Hamen market Mein trade Lagate Waqt Kisi Kism Ki jaldbaji Nahin Karni chahie aur na hi emotional Hona chahie Hamen Khud par Yakeen Rakhna chahie aur Market ke signals ko Dekhte Rahana chahie Kyunki without signals ke Ham market Mein Kabhi Bhi acchi success Hasil nahin kar Sakenge aur na hi Apne Forex ke business ko ek profitable business per Na Sakenge aur na hi Khud Ek acche trader Ban Payenge
          • #20 Collapse

            Re: Reall signals ko kis terha say verify kiya jata hay ?

            Forex trading mein kuch log signals par kam karty hain aur signals ky milty hi trade laga dety hain. Kuch signals false hony ki wjha se un ko loss ka samna karna parta hai. Is trha woh signals par dobra yaqeen karny se darty hain. Aur un ko yeh bat confirm nahin ho skti ky konsa signal real hai aur konsa signal fake hai. Esy log confusions ka shikar rehty hain aur trading mein beyaqeeni ki kaifyat pajda ho jati hai. Is trha fake signals aap ka loss karwa dety han. Aapko signals ki confrontation honi chahye.

            Signals ki confirmations ky liye aapka apna knowledge aur experience bhi zaruri hai. Jab tak aap khud achy signals find nahin kar skty tab tak aap dusry signals ky bary mein bhi nahin bta sakty ky woh signal aapka loss karyn gy ya apko profit den gay. Islye self knowledge hona chahye aur aap ko chahye ky khud bhi analysis karty rahyn ajr achi practice ky bad aap khud hi achy signals find kar lety hain.​Aur aap ko ksi aur trader ki zarueat nahin parti.​Aur aap independently kam kar skty hain. Islye signals ki clarification ky liye bhi aapka apna knowledge bhut zaruri hai.

            Agar aap khud differnet pairs mein analysis nahin karty aur signals par work karty hain to aap ki apni practice nahin hoti. Is trha agar aap ko koi false signal de kar trade lagany ka boly to aap uski confirmation bhi lack of knowledge ki wjha se nahin kr skty.​Islye aapko minimum itna knowledge hona zaruri hai ky aap signals ki confirmations ky liye apna analysis karyn aur signals ky confirm hony ky bad hi un pairs mein trading karyn.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Reall signals ko kis terha say verify kiya jata hay ?

              Forex main trading karna easy nai hay is liye hamain is main trend ko find karna lazim hota hay ta keh ham is main earning kar sakain. Trend say murad market ki wo movement hoti hay jo hamain profitable trading day saky. Market kay utar charhao ko samjhny kay liye hamain in tamam androoni aur berooni factors ki involvement ko mad e nazar rakhna hota hay jo forex market main price ki kami baishi ka sabab banti hain. Bila shuba jab tak in factors ka ilam nai hoga tab tak koi trader successful trading nai kar sakta.

              Price ki movement ko judge karny kay liye mukhtalif kisam kay indicators ka use kia jata hay ta keh volume aur momentum ki samjh a saky aur ham in ki help say signals ki strength aur verification kar sakain. Aur is kay mutabiq profit target set kia ja saky. Trading strategy tab he planned aur implement ho sakti hay jab hamain kuch profit bhi nazar aye. Yani hamain ye indication mil saky keh jis simat main ham trading order place karain gay us simat main kitni aor kis momentum say price movement hogi. Ager to ye movement ziada ho to phir small lot say bhi achi earning mil jati hay. Laikin ager ye movement small aur bahut slow ho to baz dafa bamushkil kuch earning hoti hay.

              Market ki mivement ki up ya down ward movement ko trend kehty hain. Aur indicators ka use isi liye kia jata hay keh is say hamain market ki movement yani up ya down trend kay signals milaian. Isi liye aik say ziada indicators ka use kia jata hay ta keh, trend ki movement, volume aur momentum ko bhi ham judge kar sakain aur in signals ki mukamal confirmation kay bad achi trading kar sakain.

              اب آن لائن

              Working...
              X