control your emotions and stay focused
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    g bilkul forex treading mein acha treader ban ne k liye hume apne emotions py cntrol karna chahye agr hum asya kar lete hein to hume lose bhi kam ho ga or hum jald hi apne maqsid ma kamyaab ho jaye gy,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      yes, forex trading men humen apne emotions ko control men rakhna chaye kun k agar hum emotionaly trading karen gay to humen forex men loss ho sakta hai kun k forex ek risky business hai is leye is men bohat soch samajh k kam karna parhta hai taa k humara loss na ho or hum ziada profit earn kar saken
      • #1023 Collapse

        control your emotion and stay focused because forex aik quick making money business hai aur forex mein aap sab sy phlay learning kary pir aap earning kary yeh best hai aap ky liye aur forex ko sab join kar saktay hain yeh risky business hai pir bi yeh trusted business hai aur sab join kar saktay hain.
        • #1024 Collapse

          bilkul theak kaha emotion ko control krna he profit hai or humai market k barai mai janana chahye is ki working ko daikho zyahda lalach mai na ao or cool reh kar trading krtai raho thorai profit ko accept kro to ap achi earning kar saktai ho warna loss ho gya to zahri bat hai ap forex ko choro gai he but humai learning kar k earning krni chahye.
          • #1025 Collapse

            in Forex if we will control on emotion then we will done well there my friend other wise we will do nothing there my friend in Forex we will work hard then we will done well my friend from there my friend so work with interste my friend
            • #1026 Collapse

              agar aap emotional ho kar trade karoo gay tu kabhi beh kamyab nahe ho saktay ho is liya aap ko emotonal nahee aik money management say trade karna ho ga woh sab say behtar ho ga ehsay tu men beh agar trade karoon tu phir loss he karoon ga na
              • #1027 Collapse

                control your emotion bcz forex business mein aap ko effort karni hoti hai aur market ko analyze karna hota hai so tab ja kar aap ka descion sahi or wrong sabit hota hai so forex mein aap ki good or bad luck both hoti haia ur agar aap ka experince forex mein acha hai tu pir bi aap acha profit aap make karo gy aur acha profit make karo gy.
                • #1028 Collapse

                  dear yes app ne bohat he achi bat kahi ha aur ye hamare liye ek bohat he zarori bat hai k ham apne emotions per muakaml tor per control rakhen aur emotions ko control karte howe he kam karen
                  • #1029 Collapse

                    control emotion bcz forex mein success honay kay liye ap ko hardworking karni chayie kiyon kay ager ap forex mein kamiyabi hasil karna chatay hay tu phir ap forex ko achi tarha say learn kro aur kisi bhi friend say bhi learn karo kiyon kay mein ab forex mein good profit made kar leta hon .
                    • #1030 Collapse

                      control yoru emotion and agr ap log forex mein good trader banna chatay ho tu ap ko demo practice karni paray gi kiyon kay demo practice say ap forex ko samjh sakty hay aur market analaysis bhi kar sakay gayn kiyon kay yeh aik risky business hay aur is mein loss bhi hota hay .
                       
                      • #1031 Collapse

                        jee jaanb aap nay bikul he theak kaha hai yeh aik online busnsie hai is amin aap k apny emotions ko control main rahk k kam karna ho ga tah k aapk oloss na ho
                        • #1032 Collapse

                          ji han app ki bat sahe hy kay ager app na yahan pa kam karna hy to app ko apni emotion ko control may rakna ho ga jab app ki emotion control may ho ge or app apni full focus sa kam karo ga to app yahan pa aik ache trader ban sakte ho or app ache profit bana sakte ho yahan pa is waja sa ye zarori hy yahan pa
                          • #1033 Collapse

                            Controlling emotions is not so easy but so essential to run a better trade in the market without facing the great loss of your trade.
                            • #1034 Collapse

                              dear brother.......yeh baat thek hai k forex trader ko apny emotion per zrore control rakhna chahiye agr aesa nai kery gye to phir ap jaanty hai k forex trading merkit kitni riski hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                je haan forex mein kaam kartay howay kosis karay es mein jaldbazi na ho ap ku forex mein loose he loose ho ga aur es mein mind se traiding karay agar achi kashi money earn karna chatay
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X