control your emotions and stay focused
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    yes brother me apke post ke sath agree ho trading krte howe har trader ko chaye ke o apne emotional se bache q ke emoitonal ke wajah se ap loss ke tarf ja sakte he trading me
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      G han app ne sahi kaha ham e app ki is baat se garee karta hn hmen is busienss me hmeshah apni emotions par cantrol karna chahye kyun k ye iak asa business ha jis hm success tb hi hasil kar sakty hain jb emotions par cantrol karty hain
      • #1008 Collapse

        han dear bilkul sai kaha hai enotion per control krna bht e zarori hmy chaiyeh zaia sy zaida mehant kry tub e akmyab ho sjty or forex world ka best kaaam yeh mehnat mangta bht zaida tub e kamybi mil
        skti
        • #1009 Collapse

          trading ma profit ko get karnay or better earning k lye hamain hard working karni parhti ha. or is k sath sath hamain khd par control karna cahye or apni trading par focuse karna chaye. tabhi hum yhn par earning kar sakhty hn otherwise hamain losses ko he face karna paray ga.
          :):) i want to earn more money with forex :cool::cool:
          • #1010 Collapse

            control your emotion and stay focus and ap forex demo trading kar kay knowledge gain kar saktay hay kiyon kay forex aik bahot acha business hay isi liye mein chata hon kay forex mein daily good income made kar liya karon kiyon kay ab forex meray liye enough hay mjhy kisi aur busness ki need nahi hay sirf forex hi mery life change kar sakta hay .
            • #1011 Collapse

              ji hamy itna jadbazi nai hona cahya kay ham jald bazi may a kar galat decission bi nai lana cahya is may apko andaza nai ha kay apki choti si galti ap ko loss karwa sakhti ha is lya trade karty waqat dahan say kary
              • #1012 Collapse

                mujhy as k bary men andazanai hy keaap kopta hy to kindly mujhy bhe bta den taky mery knowledge men bhe azafa hojaey
                • #1013 Collapse

                  Controlling emotions ki humin kamyabi deiti he hum agar soch samjh kar karobar karte hin to humari knowledge aur humari information es business min kafi bari earning aur kamyabi de deiti he hum lagatar trading k nateeje min earning bhi kar sakte hin aur emotions min to loss bhi ho jata he.
                  • #1014 Collapse

                    jee han maray bahi forex main hamain apnay kam oe focous kerna hai or saber se jam lana hai is main mehay krin zarur sila milay ga or is main greedy n hon.
                    • #1015 Collapse

                      bilkul forex mai zarori hai keh hum apny emotion ko control mai rakhy kiyon ke emotions ke koi jaga nai hai forex mai forex mai wohi insan kamyab hai jo mind ke sath kaam kary agar insan mind ke sath kaam kary ga to wo profit kama saky ga lekin agar emotions mai agaya to loss ka samna karna parh sakta hai os ko.
                      • #1016 Collapse

                        gg han mai aapp ki baat sy agree karta hon ky logo koo cool mind rah kay forex mai trade karni chy or bilkul bi emotional ni hona chy chay kuch b hoo jy to inshallah app ko loss ni hoo ga or profit hi profit hai forx mai thnx
                        • #1017 Collapse

                          Forex mai emotion control karna bahot mushkil hai qk forex mai jab ham profit earn karte hia to per ham emotion start karte hai and greed be start karte hia. mere khyal mai forex emotion ka control karna bahot mushkil hia lekin hamain koshish karna chahye kah ham emotion control karee
                          • #1018 Collapse

                            zindgi mein wohi insan kamiyab hota hai jo apne emotions pa control rakhta hai. esi tarha se forex trading krty hoye b insan ko apne jazbaat par pura control hona chahiye takay woh koi galat faisla na kray. jab insan apne emotions par control krna seekh jata hai woh ek acha trader ban sakta hai aur jazbaat pr kabu pani se hmara focus bhi kharab nai hota hai.
                            • #1019 Collapse

                              yes, hum trading k doran apne emotions pe control rakhna chaye humara loss tab he hota hai jab hum emotionless ho jate hen yani ziada profit kamane k chakr men hum ziada trade laga dete hen or wo minas men b chali jati hai is leye humen forex trading men emotion pe control rakhna chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                jab app trading main loss hota hai to app ko trade main emotion al ho k over trade kar latey ho to app ko big loss hoja hai es main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X