importance of mistakes in trading .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    i think forex me kam krty hoy banda her time sekhta hy apny profit py bhi or apny loss py bhi or jo koi isy apna experience nahi banata wo kamyab nahi hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      Friends trading main mistakes kay bohat amal dakhal ha. kyon kay within option waja say he hamarey investment kaloss hota ha. or perhaps inpar kabo pa kar ham ham aik successful trader ban saiikan gay .
      • #498 Collapse

        mistakes aik aisi cheiz hai jis se app sab se zaida learn kar sakte hain or aik bar aggr app loss kar bi jate hain to next time app apni mistakes se sirf win karte hain ya success pate hain or is me mistakes ki importance hai aksar log is ko avoid kar dete hain .
        • #499 Collapse

          ji han bilkul hamain hamari galtiyan bht kch sekhati hai aur isi tarah trading me mistakes ki bht zayada importance hain jb kisi se koi mistake hoti hai to loss hota hai aur trading aik choti si bhi galti bht bhari parti hai isilye wo hamesha yad rehti hai aur bht kch sekha daiti hai isilye hamain apni mistakes se bht sekhna chahiye q k is tarah hum experiance bhi hotay hain thats y bht importance hai trading me mistakes ki.......
          • #500 Collapse

            good question jab tak ap ko mistakes ka nai pata ho ga tab tak nai kama skte qun ke jab tak ap ko aik mistake ka na pata ho or ap wo mistake karte rahe tab tak ap kis tarha earning karen ge
            • #501 Collapse

              ksis b trade main learning k bhot say zarteye hote hain leki sab say best vo learning hai jo insan apne mintakes say sekhta hai or ye common c bat hai k jo chez banda apne mistake say sekhta hai vo dobara kabi vo galti nai kerta or hum jab forex min apne geltion ko realize ker k on say sekhen gay nai to pher kiabi b earn nai ker sakty balkay hmen hamesha loss he hota rhe ga...
              • #502 Collapse

                forex trading ma sab se zyead mistakes hmko ye hoti hain k hm ksapna accnt kse dosry ko handle krny k lkye dy dety hain jiske wja se hm to seekh paty ni hain loss ho ya profit....
                • #503 Collapse

                  yes you r rite mistakes sh insan kafi kuch seekhta hy or aisey busniess mh toh bht hi ziyada mainy rkhta hy.
                  • #504 Collapse

                    jii han bilkul trading mai mistakes ki importance ko samajhna bohot zaruri hota hai kyun ke insan apni galtio se hi seekh seekh ke aage barhta hai aur koshish karta hai aainda aesi galtiyan dubara na dohraye jinse usse loss hone ka khatra laahak ho aur insan ka ek fitrati amal hai jab wo galti karta hai to apni galti maanne mai jhijhakta hai to aesa bilkul na karein apni galti maanein aur sudhaarein
                    • #505 Collapse

                      experience is the key to success. we learn from the mistakes we do, so mistakes are very much important for us in forex trading by which we can learn much more .
                      • #506 Collapse

                        jesa k hmein pata hai k aik acha businessman wo hai jo k apni mistakes apni galtion se seekhta hai aur dubara wo mistakes nahi krta aur apne business me aik proper planning k sath phir aage bharta hai lihaza hmein trading krte time bhi apni mistakes se seekhna hoga aur unme behtri lani hogi.
                        • #507 Collapse

                          importance of mistake mm mistake ko avoid nhe krna chaiye hmain mistakes se sekhna chaiye learn krna chaiye k kis wajah se hmain loss huwa then us loss se sekho k kn se cheex ki ap man kami then us k bre man learn kro and deep ja kr is k bre man jano is se ap k ander experience b ata ha or ap ko faida bht hota ha :)
                          TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                          • #508 Collapse

                            my dear friend ham jab trading karta hai to lazmey ham sy mistake hoge aur ham ko apney mistake se seekna chahye na aur sath agar mistake demo account mai ho to ye achey baat hai ky ap seek be jaye ge aur ap ko loss be nahe hoga;;;;;;;;;;;;;
                            • #509 Collapse

                              Instead, because of his mistakes and not make the same mistake again their mistakes and read from mistakes and is bi form with a wagerer acting man never loses his courage in damages. Intellect the flaws in his strategy also makes mistakes and author mistakes if you learn from them that learning is a part of your savings.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                agar app ko lagta hy app forex traidng main bht mistake karty hain too app ko preshan ya dishart hony ki zarorat nhi hy app ki mistake hi app ko aik din perfect bna dain gi is liay keep it up

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X