importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    asslam oa likum dear's yes dear forex ma mistake bohat important ha matlab agar hum sy forex ma mistake ho be jay to humy us mistake sy kuch na kuch zoror sikhan chaye. our na he dobara wohe mistake repeat karne chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      dear, forex k buisness men haman mistakes sy sirf usi waqat he faida mil sakta hai jab ham apni mistakes sy learning karen gay is liye hemen chahiye k ham ak achi learning karne k liye aur kamyabi hasil karne k liye mistakes sy b learn kren aur in mistakes ko avoid karne ki koshish karen
      • #423 Collapse

        g han apnay bilkul theek kaha forex trading main jub bhi humain loss hojaye tou afsurda honay kay bajaye humain tyeh dekhna chahye kay kis galti ki waja say loss hua aur jub galti pata chal jaye tou humain us say seekhna chahye takay agay woh galti humsay nai ho
        • #424 Collapse

          YE forex bhot hi ch business h y per jo mistke bhi hoti hn woo bhi humhe koi n koi lesson de rhi hoti hn is liye humhe in se sb len chiye ur phir se un mistke ko pni trding me voide krn chiye tke profit ch ern kr ske
           
          • #425 Collapse

            forex main mistakes ki bht importance hai is se hmain pata chalta hai ke hum ne kia galti ki hai or us ko kis trha improve krna hai.
             
            • #426 Collapse

              forex business boht risky ha. or is ma successful honay k lye hamin apni mistakes sa he learn karna parhta ha. kyn k chye hum jetni marzi learning kar lain but hum us wakt tak kamyabi get nhe kar sakhty hn. jub tak hum trading ma mistakes nhe karty hn. kyn mistakes sa hamian experience get hota ha.
              • #427 Collapse

                g bilkul trading mein mistakes ki buht importance hoti hy...q k jab tk hum apni ghaltio ko sudharty nai hum tak hum ek achy tarder bhi ban paty.....apni mistakes ki hi waja se hum zayada se zayada learning kerty hy n apni knolwedge ko or strong banaty hy jabhi hum achay trader bn paty hy...........
                • #428 Collapse

                  sir trading karty han to yah lazmi ha ky ham mistake karin bhot sari mistakes hoti han aur in sy he ham sakhty han, jo apni mistakes sy sabak hasal karta......................
                  • #429 Collapse

                    yes i m agree with u. its a saying that mistakes comes in our life to teach us a lesson. so instead of getting disappointed and dis heart we have to realize and learn from our mistakes. so that we will not able to repeat that same mistake in our future trade
                    • #430 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                      forex trading me kamyab hony k liye learning boht zarori hai ,, ap ko apni ghaltiyo se sekhna chayay wrna ap kbhi bhi ec business me survive ni kr skty .. ap ki mistakes ap ko boht kuch sekhti hen jin se ap k experience me ezafA hota hai ..
                      yeah its hapend to with me last time i was earned 1600 points but due to my little mistake i lost my half points thts y i was became to much disheart but its give me a hope to do more work
                      • #431 Collapse

                        Forex trading aik aisi field hai jis mei kamyaab hone ke liye learning aur iss field ki knowledge hona bohat zaroori hai . Is mei hum agar sahi kaam karen tou bohat achi earning kar sakte hain . But agar hum se koi ghalti hojaye tou humein un ghaltiyon se seekhna chahiye aur koshish karni chahiye ke hum wo ghaltiyan repeat na karen.
                        • #432 Collapse

                          mistake ki forex me is liye bhut importance hai kyun ke hamein jab tak mistake ka ni pata chalta ya jab tak hum khud mistake nai karte tab tak hamein nai cheez seekhne ko nai milti ke forex me kese chlna hai or kiya mistake nai karni hai
                             
                          • #433 Collapse

                            dear sir apki bat bulkul thek hai mere khayal k mutabiq me to kehti hun k insan to ghaltiyon ka putla hai or ghaltiyan kar kar k to insan sekhta hai forex bhi isi trha hain hum isme koi ghalti karte hain to hum is me mistake ko dekhte hain or agli bar hum who mistake nhe karte hain..
                            • #434 Collapse

                              Friends forex main mistakers ki bohat ahmiyat hai kyun ke is se apko sabak milta hai keh ap dobara koi mistake na karo kyun ke ismain apko loss ho ta hai jis ke bad ap zada secure andaz main trading ko kartey ho. agar kabhe kisi se galti ho bhe jati hai to insan apni har galti se kuch na kuch seekhta hai to phr ainda wo galti phr nahe karen gay jis se humain loss ho...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                we need to understand our trades properly otherwise we might have to lose in our trades.And if we donot prepare plans while trading then the chances of us gaining can be really hard too.So it is really essential for a trader to become prepared for the losses.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X