importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    mistakes har trader karta ha but important bat yahia ha ka kitna trader hai jo apni mistakes ko samjhta ha our mistakes sa learning karte ha our again apni mistake ko repeat na karte ho us ka liya mistakes ki important ko smajhna bht usful hota ha aga ja ka .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      han jee bhai jaan har bandy se hiu yahan per mistakes ho jati hai har bandaa hi yahan per ki na koi mistakes ker skta hai lekin yahan per hamy mehnat se himmat se lena chhaiye ta k haaamy koi tention na ho trading mai
      • #333 Collapse

        mery bhai men ap ki bat samajh gaya hoon mery hai ap ka sawal ye hy ky forex trading business men mistakes ki kia importance hy to mery bhai forex trading business men mistakes ki boht zayada ehmiat hy q ky mistakes ki waja sy hi hun knowledge or experience hasil karty hen bagher mistakes hum forex men kamyabi nahi ho sakty
        • #334 Collapse

          trading me apko profit karne ke liye knowledge or experience ki bohat need hoti he agar apke pas trading ka acha experience ho to ap achi trading karte hen warna apko trading me loss hi loss hota rehta he trading me profit karne ke liye apko learning ki bohat need hoti he
           
          • #335 Collapse

            asa bhi forex main mistake assa bat na hi hai lakin app agar mistake se kus learn kar sakta hai to app ko lyea mistake bohut hi assi bat hai . lakin app ko mistake se learn karna hoga or fir us mistake kabhi bih na hi karna hoga.
            • #336 Collapse

              Trading main mistake ka bohat ahm role he ais se apko bohat bara loss bhi ho sakta he aur profit bhi profit ais sense main k agr ek baar mistake hone ki surat main ap apni mistake ko ignore krne ki bajae us pe focus kr k us ko analyze kro ta k wo next time na ho to future main benefit he ap k liy.
              • #337 Collapse

                trading karna ka pahla ap demo account sa start karea tab ap smaj sakta ha kaca or kisliya ap ka trading pa loss hota ha. ap apna emotion ko control karna hoga. nahi to ap thik sa trading nahi karcakta ha.
                • #338 Collapse

                  bhi mistake hi to hoti han jo free main ati hy or free main hi sekhti han humain bas is ko dekh kr sekhna parta hy hum mistke se itna ghbra jaty han k na kuch sekh pata han or na kuch kar sakty han ....
                  • #339 Collapse

                    mistakes ki boht barhi importance hey forex trading mey kiok ey aapp ko agar mistake nahi hiogi tho aap ko kuh pata nahi chalye ga or agar aap sey aik baar mistakes ho bi gayi thab aap dooserey time us ko ignore zarur kya karey
                    • #340 Collapse

                      If you want to make profit from this market then you will need to leave from all kind of mistakes and also needed to be care always that you will didn't make any kind of mistakes because this will so much hurt you !
                      • #341 Collapse

                        Forex trading main jb hm mistakes krte hain to wo hmare liye aik lesson provide krti hain us pe amal kr k hm apni mistakes ko improve krte hain or next time apnay ap ko loss say bachate hain
                        :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                        • #342 Collapse

                          Forex trading main app ko jitna zada loss ho aur app ko is main kam ko karne ka pata bhi zada ho ga aur app ko is main kam ko karna easy ho ga jab app ko is main kuch na kuch experience bhi mile ge .
                          • #343 Collapse

                            forex trader ek acha learner hota hai or wo apni har trader se sabaq leta hai chahae usey profit mile ya loss yo apni mistakes se seekhta hai mistake in trading is very important ager ap chahatey hai ka ap ki koi ghalti na ho to us ka liye ap ko apni learning ko improve karna hoga
                            • #344 Collapse

                              forex mein mistake se jo learning karta hai aur wo apni mistake se theak karta hai tu wo forex mein bhut ziada success full ho jata hai forex mein har kase se mistake hoti hain lakin iss business mein wo he success full hota hain jo apni mistake ko accept karta hain aur us ko look karta hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Forex main jb hum ghaltiya kkrty hia to un apni ghaltion sy he hum sekhty hai aur uss sy he hamein is smain baad main profit bhi hota hai . Forex ek best business hai dunia ka .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X