importance of mistakes in trading .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    asala o alikummm .. jee mistakes tou hrr kam mei hotii hai chhey koi chota kam hi q na ho .. forex ki yhhaha bt ho rai hai tou mei ye kehna chahu ga jb tk insan kuc nuqsaan nae uthata ya mistakes nae krta wo acha trader nae ban saktta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      her ghalti se sabak milta he or yaha pr ahtyat se kam krne ki bhi zarurat he hazir dmagh reh kr kam krna chahye khas tor per traders ko qk unk loss or profit hone k zada chances hte hn.
      • #288 Collapse

        har koi yaha khali hath ata hy lekin forex ak esa bussines hy jo k hmy bht kuch sikhat bhi hy or hm sy is kamm my jo gakltia hoti hn un galtio ko sikh kar bhi hm forx my achy trader ban sakty hn
         
        • #289 Collapse

          g ha bhai is business main learning kay liya is business ka knowledge ka hona buhat zarori hota ha.bhai trading main ap jitna bi experience hasil ker lo ap tab tak 1 achay trader nahi ban sakty ho jab tak ap is business ka knowledge hasil nahi karo ga.or bhai is business main miss takes kay bad hi is business main hum acha profit hasil ker sakty hai..
          • #290 Collapse

            Mistakes se he insan seekhta hai.Or ap yo jante he hain k insaan galtion ka putla hao.koe bhe insan perfect nahe hota wo apni galtion se seekh seekh kar he perfect or successful banta hai.
            • #291 Collapse

              A good trader never looses his heart on mistakes and loss instead he finds the cause of his mistake and learn form his mistake and never commit that mistake again. Mistakes are also a part of learning that makes you realize of flaws in your strategy and saves your from further mistakes if you learn from them.
              • #292 Collapse

                salam dosto,apki bt thk ha or hamy learning karni chaye isi ma hamari kamyabi ha or jo insan galti karta ha to wo us sa he sekhta ha .
                • #293 Collapse

                  trading main bohat zarori ha kh ap jo bhi step lain wo soch samjh kar lia karin. kun kh ager pako na mistake ki tp ko loss ka smana karna par sukta ha or baz ukat ager ap ki investment bari ha to bary loss ka bhi samna karna par sukta ha to bether ha kam karna sa phla acha sa seekh lain
                  • #294 Collapse

                    Forex trading main jo bhi mistakes hoti hain hum sey unka sab se bara importance yeh hota he keh is sey hum apni ghaltiyon se forex ko mazeed achi trha se learn kar saktey hain aur is main achi trha se kamiyab ho saktey hai
                    • #295 Collapse

                      yes sir humay apni mistake se sikhana chahiye warna humay kafi loss ka samana par sakta hain yaha pay agar aap mistakes karty rahay gaye tu aap kabi bhi is business mai survive nahi kar sakty is liye har cheez ki kanowlegde rakhy agar mistake ho rahi hai tu sikhay ..
                       
                      • #296 Collapse

                        G ah busniess me mistake ki kafi ahmait hai.. agar ap apni kye hwi galtiyon say nh skkhayngay to ap phe loss k elawa kuch nh hasil kar payengay.....
                        • #297 Collapse

                          mistakes are the most usefull point for the next time at the same situation ap mistakes sy sekhtay hy or next time k liye muhtat rehtay hyn
                          • #298 Collapse

                            mistakes ki boht ziada importance hai forex me!!! agar ap mistakes krte hain or ap ko loss hota hai!! to ap ko chahye k ap un mistakes se learn kren!!!taake ap wo mistakes dobara na kren jin se ap ko loss hua tha trading me!!
                            • #299 Collapse

                              Forex may kam krny ky ley hmy knowledge hna zrori hy,ham forex may apni mistake sy be knowledge aor experience hasil kr skty hyn,yh bot acha karobar hy aor ham es may kamyabi hasil krny key ley confidence sy kam kr skty hyn aor profit hasil kr skty hyn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                jee han is business main mistake ko bohot hi ziada importance hasil hay or is business main ho hi kamyab hay jo apni galtion say sabaq seekhay or apni galtion say ainda bachnay ki bharpoor koshish karay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X