importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    you are right dear, hamari life main hamari ghaltian he humen sab sy ziada sekhati hain aur icy waja sy hum sekhtay hain.. forex main ghalti ka matlab loss k sth sth expereince bhi hota hai aur ya experience humen learn karnay main madad deta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      jee brother forex mn kamyabi ke leye ap ko apni mistake se learn karna ho ja ur dobara un mistakes se bachna ho ga tab ap ko kamyabi ho ge
      • #303 Collapse

        Friends forex main mistakes ki bohat importance hai is main ap ko loss ho sakhta hai is se bachney ki liey ap ko focus se aur practices se aur experineces se kam kerna chahiye.
        • #304 Collapse

          brother humien forex mein mistake ko avoid kerna chaie qiun k forex aik risky business he or is mien hamari little mistake humien big loss ka result ho sakti he so humien knowledge gain kerna chaie and minimum risk gain kerna chaie.
          • #305 Collapse

            Jab tak hum mistakes nhi kartey hum kuch nhi sekh sakty jb hum mistakes karty hain to humein us sy sekhna chahye ke humein pata hona chahye hum ny mistake kahan ki hai..
            • #306 Collapse

              Foex trading mein mistakes ki bht zayada importance hai kyun k trader agar koi trading mein mistake karta hai to usko apni mistakes se seekhne ka mauqa milta hai aand hamesha apni mistakes ko lesson samjh kr un se seekhna chahiye and apni mistakes se depressed nahi hona chahiye.
              • #307 Collapse

                sir her insan mistakes kerta hai lahin wohi insan success hasil kerta hai jo apni mistakes ko over come kerta hai isi tarah trading main jb aap mistaes kertay hain to aap un ko next time repeat na karain takay aap achay trader bn jayin .
                • #308 Collapse

                  Insan apni galtiyon se sikhta ha main ye manta hon or Forex main hum apni galti se hi sikhte hian zyda, but Forex ko phele sae tra learn krain kindly.
                  • #309 Collapse

                    ap sy agr forex trading my mistake ho jay to phr ap dobara sy us mistake sy avoide krna ho ga qun ky jab ap phr sy us ko kro gy to phr ap or bi zeyada loss kr jao gy is ley forex trading market my ap ko loss nahi krna hy or mistake bi nahi krna hy
                    • #310 Collapse

                      ha trading mai oj ap galti kartay hai un se sekho aur bohat zeyada twajo se dekh o k kaha kis kwaqt ap ne galti ke thi aur market ki situation keya thi ab keya ho ge
                      • #311 Collapse

                        ham zindagi me mistake karten hai thabhi to us mistake se sekh paten hai forex trade me b kuch aysa h sin sila hai k ap achi trade karo g to profit or ager galat karo g to loss.
                         
                        • #312 Collapse

                          Assalam o alikum ji janab baat ye hay forex trading main mistake ki bhi bohat importance hay kun kay mistake to har koi karta hay but jab aap un mistake say seekhtay hain to ussay aap ko bohat faida hota hay aur success multi hay
                          • #313 Collapse

                            hye dear brothers aur aap ne aik bohaat zabardast bhaat kahi yahaan pe ke bohat se log jab mistakes karte hain tho kuch losses karte hain aur us ke bhaad un kaa dil bilkul bhi naheen chahtaa ke wo aur traiding karen balke aisa nahin karni chahye hum ko chahye ke hum hum apne mistakes ko accpet karen aur aik sabaq sekhen en se
                            • #314 Collapse

                              Brother jo bhi person trading me enter hota hay tou wo lazmi ghaltiyan kerta hai start may agar ap start may hi trading ki complete practice ker len complete learning lay len iss kay baad agar ap trading may paisa invest kren gay aur trade kren gay tou inshallah mistake nhi ho gi or loss bhi kum ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                g bilkul bhai jan forex me kamyb wo hi ho skta hai jo apni ghaltion ko smjh kr aynda use na doraye or wo apni ghaltion se kafi kch sbk sekh skta hai us se isk\ k experiance me ezafa ho jata hai
                                اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                                forex trading me kamyab hony k liye learning boht zarori hai ,, ap ko apni ghaltiyo se sekhna chayay wrna ap kbhi bhi ec business me survive ni kr skty .. ap ki mistakes ap ko boht kuch sekhti hen jin se ap k experience me ezafA hota hai ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X