importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    ek successful trader banne k lye ap ko chahye k ap se kaam k doran jo bhi mistakes hon un se learn kren!!! mistakes per dishaert na hon bal k apni galtion se siken or next time k lye aware rehen!
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Dear forex mai loss ap ki mistakes ki waja se he hota hy aur jab ap loss ko kam karna start karte hain tu its mean ap ne forex mai mistake ko set karna start kar diya hy tu ap wait karo aur es business mai hone wali mistakes k bare mai seekho
      • #228 Collapse

        bhai har wo ghalti jisay karnay k bad trader us sy kuch seekhay to wo trading main importance rakhti hai lekin agar ghalti kar k phir wohi ghalti karni hai phir wo adat ban jati hai.
        • #229 Collapse

          Dear forex forum may agr ham koi mistake karty han to us say loss hota hay lakin asal baat yeh hay k aap ko apni mistake say bhe learn karna chaiya aur us par control karna chaiya aur usy next time repeat nahe karna chaiya agr aap apni ghaltiyon par kabu pa laity han to aap aik sucessful trader ban jaty han
           
          • #230 Collapse

            dear agar aap ne forex me profit earn karna hai to aap ko is me mistakes se bachna ho ga jis ki waja se hume loss hota hai or hume apni mistakes se learn karna chaiye ke hume kis waja se loss howa hai or is se bachne ki koshisg karni chaiye
            • #231 Collapse

              bhai jaan jab tak app forex mein profit kar rahay hotey hain aur app se forex mein koi b ghalti nahi horahi hoti tab tak sab hi appki wah wah karthey hain aur appko us waqt appna weak point dekhiya nahi dey tha aur app forex ko study aur learn karna chor dey they aur sirf profit ki taraf dehan dey they hain yeh mistakes hi toh hai jo appko appki weakness dekh thi hai aur appko forex study karney k liya dobara se majboor karthi hai mistakes se hi insaan bohut kuch learn kartha hai forex business mein,.
              • #232 Collapse

                A good trader never looses his heart on mistakes and loss instead he finds the cause of his mistake and learn form his mistake and never commit that mistake again. Mistakes are also a part of learning that makes you realize of flaws in your strategy and saves your from further mistakes if you learn from them.
                • #233 Collapse

                  insan jab koi galti krta hy to wo us say bhot kch seekhta hy aur next time wesi galti nh krta isi trha forex myn ki gai galtian bhi aik trader ko acha lesson deti hyn k trader jab bhi galti kry to next time trade krty wakt us galti say bach jay
                  • #234 Collapse

                    yes dear i agree with you that importance of our mistakes in forex trading is very high we should learn from our mistakes every mistake in the forex trading give us a lesson who to earn regular profit in forex trading market so we should learn our mistakes and try not to repeat our mistakes again from which we go into loss
                    • #235 Collapse

                      mistakes ki to kch had tak importance hai forex me kyn k ap jitni mistakes kren ge forex trading me ap utna hi learn kren ge...or ap utna hi kaam me perfection laane ki try kren ge!!!
                       
                      • #236 Collapse

                        ji janab forex trading main mistakes ki boht value ahi kiuke acha trader wohi hai jo apni mistakes se seekhta hai aur next time aur acha knowledge aur practice akr ke achi trade karta hai aur monthly good earning kar sakta hai mistakes is the power key of success
                        • #237 Collapse

                          ghaltian to her business mein hoti hen lekin jab tak in ko control na kia jae to ye loss hi deti hen to ap ko jab is mein kuch ghalat ho jae to jis ki waja sy ap ko loss ho to ap us sy sekho gy jab to next time ap ko loss nahi ho ga.
                          • #238 Collapse

                            Insan jub bi galti kara hay aur us galti say usay nuqsan hota hay to wo koshish karta hay kay aina aise galti na karon so trading main jub bi hum koi galti karty hain to next time hum koshish karty hain kay wo galti repeat na ho
                            • #239 Collapse

                              Mere bhai ap ne sai kaha ke forex trading mein agar ap ko success hasil karni hai to phir ap ko learning karna bhot zaroori hai aur agar ap apni hi ki hoi mistakes se leaning hasil kare ge to ap ke liye bhot acha hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                forex me ager ap mistakes kro gay tou apni mistakes sey seekho gay tou behter hai nai tou apko koie faida nai hai iska, ager demo me kro to best hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X