importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    you are right forex trading main mistakes ki bhot importance hai kiun ke jab tak hum koi ghalti ya apni trade main loss nai karenge jab tak hum ache trader aur apni ghalti ko kabhi bhi improve nai kar payenge kiun ke agra ap is main sucess hasil karna chate hain to apko apne mind se stress ko nikal ke aur emotions ko control kar ke trading start karni chaye jabhi hum ghaltiyon ko sudhar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ji han sahi baat hai mistakes se hi insan learn karta hai aur mistakes hi pehli seerhi hti hai insan kay aage jaane kay liye aur forex trade main aap ko apni mistakes se hi pata chalta hai kay aap ainda aisa na karen aur losses se bachen
      • #78 Collapse

        Mistakes are so much important in the trading as it gives the loss to the traders it gives the lessons too to the traders that they should not trade in this way but it is harmful to the traders
        • #79 Collapse

          forex trading men galtiyan bohot importance rakhti hen koi bhi ak galati forex user ko is k istamaal sy door kar sakti hai q k agar wo forex k usool ka mutabiq nahen chaly ga tou forex k admins us ka accoun block kar sakty hain or phir wo us computer sy kahi account nahen bana sakta
          • #80 Collapse

            Well, aap ki mistakes aap k kaam usi wakt askti hen ager aap apni mistakes ki waja jantay hen or un tama reasons ko smjhnay ki koshish kerty hen or un per kaboo patay hen, ager aap apni mistakes ko doore kerna jaan gaye hen tou aap ki mistakes bhee aap ko learning may madad den gen.
            • #81 Collapse

              forex tardingh mai mistakes ki bohat ziada ahmiat hai kioin ke mistakes se hi insaan ko experience ho jata hai next time wo mistakes nahi kar sata kion ke us ko pata hai last time mai us ka crdit jis waja se loss hoa
               
              • #82 Collapse

                mistakes ki trading me bohat value he apki har mistake apko bohat kuch sheekne ko de jati he or agar ap ache trader hen to ap apni har mistake se bohat kuch sheek lete hen so ap ko chaiye k trading me jab bhi koi mistake ho to us se sabaq sheeke or us mistake ko kabhi again naa karen ku k mistake se apko bohat loss hota he or apka sara balance end ho jata he
                 
                • #83 Collapse

                  mara khayal main sb sy importance miskat lalah hai jo humay nloss ke taraf lay jata hai or hum llitr prifit ko accpert ni katy hai or jhum lalach main a kar bari trading karty hai or hum apna passia apny hath sy naklawa data hai
                  • #84 Collapse

                    jee my dear me ap ko bath do ky forex me ap mistake kar kr hy learn our zayda karty ho our ap care full bhh ho jaty ho is laya forex me mistake bh bhot important rhakty ah our ap is sa bhot zayda learn bh kar jaty ho
                    • #85 Collapse

                      Yes important of mistakes in trading because forex market is hard .it learning need lot of time invest because it is world wide online smart huge business .for this need lot of good knowledge experience and the good others knowledge .
                      • #86 Collapse

                        janab baat aisi hey key agar aap musalsaal mistakes pey mistake kartey hey thab aap ko is busienss mey ko kamyaabi nahi mil sakti or haan agar aap usi mistakey sey sabaq seeko gey thab aap success paa saktey hey
                        • #87 Collapse

                          ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay ke aap forex me apni ghalatiyo say seekh tay ho our mare kyayal me aap ko lalach nahi karni chahiye jab aap lalach kartay ho to aap ki trade aap ke mulhalif jale jati hay our aap ka nuqsan hojata hay.
                             
                          • #88 Collapse

                            forex trading business aik bohat hi acha aur bohat hi risky online business hai jiss per humein little mistake humein bohat hi ziyada loss de sakti hai iss liaye mein iss ko mistake k begheir kerney ki koshish kerta hoon.
                            • #89 Collapse

                              Yes dear aap nay theek kaha hay . Forex Trading main hum ko apni galtioon say learn karna chaye. Forex Trading mian successful honay kay liye in mistakes ko control karna bohat zroori ahy . Forex Trading main agr aap apni mistakes ko control nhi karty to aap ko loss hot ahy .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                                forex trading me kamyab hony k liye learning boht zarori hai ,, ap ko apni ghaltiyo se sekhna chayay wrna ap kbhi bhi ec business me survive ni kr skty .. ap ki mistakes ap ko boht kuch sekhti hen jin se ap k experience me ezafA hota hai ..
                                Forex trading main agar hum koi galti karty hay to us say humy loss hota hay to humy chahiey keh en sab galtio ko eham jan kar ainda aisi galti say guraiz karen aur acha profit gain karny ki koshish karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X