importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    koi bhi business ho us men mistakes ki bohat ziada ahmieat hoti hy is liy keh ham ghaltioun sy hi seekhty hain or hamin chahiey kih ham sy agar koi mistake hwi hy to dobara ham waisi ghaiti na dohraien is tarah ham loss sy bach sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Wesy toh mistakes se jub hum learn kerty hain oor per next time of trader k ley wo ignore krty hy oth wahe faeda melta hy. lakin bar bar wahe mistakes repeat krky uska faeda nahi hota q k us se real loss hoti hy.
      • #93 Collapse

        forex trading mai mistake to ho jati hain but un mistake se insaan sekhta hai or trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex
        • #94 Collapse

          Forex treading ko jitna seekha jaye utna e kam hai wase apko apni mistake me jitna learning ka muqa milta agr ap us se b na seekh sakho to ap kabi b kamyab reader nahi ban sakte ho apko demo account b learning ka muqa deta hai jis se achi learning milti hai .
          • #95 Collapse

            han g agr ap forex trading mein mistake ko cover karne ki try karain gain to ap is mein buht achi earning
            kar skte hain per shirt ye hain ke ap analyze karne ki try karain
            • #96 Collapse

              ak acha trader boht kum mistake karta hy our jo us sey mistake hoti hy us sey wo sabaq seekhta hy forex main aksar mistake ho jati hy
              • #97 Collapse

                yes you are right forex trading main hum jo mistakes kartey hain woh hamarey liye bohot hi ziada important hotey hain aur hum apni mistakes se hi forex business ko mazeed achi rtha se elarn kar saktey hain aur is main work kar sakety hain.
                • #98 Collapse

                  galatian hamain seekhnay ka moqa daiti hain. positive way mei daikha jay tajarba mistakes se he milta hai. forex k business mei jo profit hum earn kartay hain wo faida tou aik taraf hai he par jo learning or experience hamain is forum se milta hai asal mei wohi hamara "PROFIT" hai.
                  • #99 Collapse

                    forex trading business me sucsess hasil karne k lie zarori he k hm apni mistakes se learn karen. mistakes hmesha insan ko sabaq deti hen . in mistakes se aap ka experience bhi bade ga aur aainda aap ue mistakes nhi karo ge
                    • #100 Collapse

                      A fantastic broker by no means looses his heart with mistakes along with reduction as a substitute he / she confirms the cause of his oversight along with find out form his oversight and do not spend which oversight all over again. Errors will also be a part of learning that produces you recognize connected with imperfections in your approach along with saves your through additional mistakes if you study from them.
                      • #101 Collapse

                        mistakes forex mian hmarey liey bohat zyada importance rkhti hain merey khyal main ager hm sirf apne ghltyon sey skhtey jajien to hmain kisi bhi teacher ke zrort nihey hey ager hmare ek mistake ke wja sey hamin loss hota hey to us ko thek kerney ap earn bhe to ker sktey hain
                        • #102 Collapse

                          Mistakes ki bhi bohat ziyada importance hai forex trading mein,wo is tarah ke jb ap mistakes karen aur apko loss uthana pare,to pani mistakes ko identify karen aur phir ye make sure karlen ke apko ab in mistaked ko kabhi bhi repeat nahi karna,mistakes ko apna lesson bana len.
                          • #103 Collapse

                            it is very important to learn everything in forex trading... bohat zarori hain k forex trading ki achi knowledge gain kare aur mistake se sub kuch khatam nahi hota balkay har mistake se kuch saikhne ko milta hain... mistake ek dafa hogi phir apko andaza hojaye ga aur mistake se saikh b lenge k galti kahan hui hain...
                            • #104 Collapse

                              G bilkul main ap sab ki bat say itfaq karta hon .Mistakes are a necessary part of our life .koi bhi kam start kia jaey to us main ghaltian hoti hain .hamain chahiey kay ham un ko achi tarah check karain un par ghaor karain .aur un ko theak karain ta kay next time un say bacha jaey is say business bhi bohat jald success ful hota hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                bhai me nahi chahta hun ke jald bazi and greed se kama lon or is business me loss khaoun me chahta hun ke is business ko learn kar ke achey se acha paisa kamaoun or is me bohat agey barhun ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X