importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    jab kabhi ham forex men trading kerty time mistak ker lety hain to hamain is ka pata bhi hal jata hai or is se hamain new leson milta hai jis se hamain buhat kuch seekh jaty hain is ley hamain mistak se fyada bhi hota hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      mera bhai hum kisi bhe cheezz ko us waqat tak ne smjhty hain jb tk us main kafe galtyian na kr lain koi bhe kaa galtyian ka bgair ne mukmal ne huta haaa is wajjah saa ghaltyan kr kr ka sekho ur sucess hasal kro
      • #663 Collapse

        insan jb forex signing in karta hai for you to wo us wakt paisa le kar ata hai lekin jb wo is kaam me loss karta hai to wo experience le k jata hai and so hame kabhi b is actually kaam me loss nahi hota.
        • #664 Collapse

          jee han hum fx pe hum appni miscalculatin ze sabaq nahi hasil Karin gaye to help humc ontinusly burning mian rahain attain koshish Karin ke appni galtiyun ze saqbaq hail karin. thank you..
          • #665 Collapse

            mistakes forex treading ma bri ehmeat ke hamil hoti hain agar ham forex treading ma treading karty huy koi bi mistake kar daty hain to os say hamen aik ar to loss ho jata hay laken phir kabi bi hm os mistake ko kabi bi nahi repeat karty or os say bhoat kuch seakh jaty hain
            • #666 Collapse

              assalam-o-alaikum janab importance of mistakes har business main honi chahiye aap apni galtiyon se hi sikhte hain ke kahan aur kiya galti ki hai aur agey ke liye ache prepare ho te hain taake yeh mistake dobara na ho Thank you...
              • #667 Collapse

                Even if you have learned your strategy well and have made a good preparation that you should also make some preparation for a loss. You must prepare a plan like what you would do in case you loss and what to do to recover from a loss. Some would just try to minimize the loss and while others would not give up because they have strategy to recover from loss.
                 
                • #668 Collapse

                  mistakes ki ye importance hoti hai trading me k agar ap ko trading me loss hota hai to wo mistakes jin se ap ko loss hus hai wo ap k liye ek lesson hoti hai apni next trade me hardworking krne k liye!!!!
                  • #669 Collapse

                    tradig men mistak kerny se hamain loss hota hi hai but is se hamain new lesson bhi milta hai jis se hamain market men trading kerny ka expericne hasil hota hai is ley hamain apni mistak se buat kuch seekhny ko bhi milta hai.
                     
                    • #670 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali پيغام ديکھيے
                      insan jb forex join karta hai to wo us wakt paisa le kar ata hai lekin jb wo is kaam me loss karta hai to wo experience le k jata hai so hame kabhi b is kaam me loss nahi hota.
                      Jee haan bhai jaan sahi baat hai galti se hume experience hi hasil hota hai hume chayye ke hum jab bhi forex me galti jaren to hum usko accept kar ke sabaq hasil karen......
                      • #671 Collapse

                        agar ap mistakes pr nazar rakhy aur next time un mistakes ko repeat na kry tu ap is sa kafi kuch seekhy gy ye baat bi hy ky is me thura loss bi ho ga liken agar mistakes pr control ho jahy tu trading me kafi profit hasal ho sakta hy.
                        • #672 Collapse

                          ji ha bhi ji humko is kiaanndr importance mistake hpoty hai ur mistake hi hamair teacher hia hum jo bi experince hassil rkty hai wo sar is sai hi hassil krty hai
                          • #673 Collapse

                            G han bilkul forex me jab b hamy loss ho to next time trading karny se pehly apny mistakes se learning karni chaye or per se wo mistakes trading me nahi dohrany chaye.
                            • #674 Collapse

                              ager app say koi mistake ho gae hei tu ap ko is say ghabrana nahi chaye hai bal k us say seeekhna chaye hai is k baad app ager wo mistake nahi karay gay tu app loss say bach jaen gay yehe wajah hai k learning say app earning achi kar paen ga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                trading ma mistakes buhat he important hoti hain ye khatir khuwa loss ka sabab bhi bnti hain aur isi ke saath dusri traf aap ke liye future ke liye important lessons bhi chor ke jaati hen !!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X