jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12467558

    dear friends, Speed Resistance Line aik support aur resistance indicator ha jis ko edson gould na develop kia, is ma 3 trend lines hoti hain, jo tops aur bottoms sa 1/3 aur 2/3 retracements par mabni hota ha, ye mumkina support aur resistance levels ki nishandahi karti hain, ye febonacci fans aur gann lines k similar hoti hain,

    Calculations in down trend and uptrend : down trend ma pehli speed resistance line ko high sa low ki taraf draw kia jata ha, 2nd line high aur low k darmian vertical height k 1/3 high point sa draw ki jati ha, is tarah 3rd line high aur low k darmian vertical height k 2/3 high point sa draw ki jati ha, uptrend ma pehli speed resistance line low sa high ki taraf draw ki jati ha is k baad wali lines low ki taraf sa draw ki jati hain, ziadatar charts software applications ma speed resistance lines as a tool shamil hoti hain, lakin agr ye mojood na hon to febonacci fans ko customise kar k inhain hasil kar saktay hain, 61.8% ki febonacci ratios ko 66.6% aur 38.2% ki ratio ko 33.3 % k sath change kar k hasil hoti hain,

    Speed resistance lines dusri trend lines k similar hoti hain, in ma potential support aur resistance level ko mark kar k trend ka btati hain, two speedlines jo uptrend ma draw ki jati hain 2 possible support levels ko mark karti hain, jb k jo 2 lines downtrend ma draw ki jati hain wo possible resistance levels ko mark karti hain, lower support speed lines ki break k below uptrend hoga aur upper resistance speed line downtrend mark karay gi, jb k broken speedlines b speed line par wapis anay walay reaction ki support aur resistance bn jaen gi
    Last edited by ; 18-09-2020, 05:59 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

    Assalamualaikum trading members speed resistance line vertical horizontal graphic indicator hai jo aapko degree ke according market ki movement ko predict karta hai is main aapko market ki movement according to chital or describe ki jaati hai Forex trading member agar aapane trading market ki movement understand karna ho aur explorer karna hai to aapko indicated use karne honge jaisa ke bhai ne discuss kiya hai ki speed resistance line speed sport line these all are helping agents this all tools are used in metatrader 4 terminal aapko trading market mein candlestick chart pattern ke sath kam karna hai aur is market mein aapane complete static movement ke sath apni e trading co samajhdari ke sath output ko encrypt karna hai aur input ko slowly slowly strong confident banana hai agar aapki planning trading market mein perfect hai to aap expert member ban sakte ho.
    Forex trading market mein support and resistance most important role play karti hai agar aap ne apni trade ko manage karna hai stop loss and take profit use karna hai aapko support and resistance completely clarify honi chahie Kisi bhi confusion main aapko comparison karna pad sakta hai aur aapko loss mein compromise karna pad sakta hai confidence ke sath risk ko manage Karen aur trading market mein risk lene ke liye sentiments dekhna important hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

      Speed resiatance lines kiya hoti hain.

      Speed resistance lines asy technical toola hoty hain jin sy ham market k support or resistance level ko find kar sakty hain. Enko ham speed lines b kehty or enko 1/3 or 2/3 retracement b kaha jata hai. Pehli line kisi pair ki recent high or low price ko connect karti hai. Dosri or tesri line es sy 1/3 or 2/3 interval par draw ki jati hai.


      Speed resistance lines ki information.

      Speed resistance line three consective trend lines par mustamil hoti hain. Typically trend lines jo peak or troughs ko use karti hain ye un ki tarha speed resistance line bilkul exact draw ni ki ja sakti. Resistance level wo level hota hai jis k bary ma trader ye sochty hain k market ki price es sy zayada rise ni kary gi or es point par seller market ma ah jayn gy or market ko wapas drag karny ma kamyab ho jayn gy. Technical analysis ma ham resistance ko us point par chart ma draw karty hain jaha market ka higher high point exist karta hai.


      Speed resistance line reading.

      Speed resistance line trend line ki tarha operate ku jati hain. But kiu k ye 1/3 or 2/3 both interval ko use karti hain es lae ik ki bajae ye 2 interest level mark karti hain. Jb pehli line break ho jati hai to analyst ye sochty hain k pricw second line par hold ho jae gi. But jb second line b break ho jati hai to eska matlab hota hai k market ma reversal trend start ho giya hai. Jb uptrend hota hai to ye lines support ban jati hain or jb down trend hota hai to ye line resistance ban jati hain. Speed resistance lines ko Fibonacci indicator ki tarha samja jata hai. Trend line k pass support or resistance ki strength ko confirm karny k lae hamy dosry indicators ko b use karna chahe.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

        dear member aap ne speed resistance lines ke bare mein acchi aur useful post hair ki hai aur is tarah Se members ko in ke bare mein acchi tarah Se maloom ho jaega ke yah kya hoti hai aur yah kis tarah Se members ko trading mein help deti hain aur jab members ko is tarah ki information hasil Ho jati hai tu is tarah Se sab members ka experience improve ho raha hota hai aur experience ko improved kar lena important hai aur agar members apne experience ko acchi tarah Se improve nahin karenge to unke liye trading karne mein bhi kafi problem hogi aur is tarah Se members apni market ko bhi acchi tarah Se analyse nahin kar payenge aur members ke liye market ko analyse kar lena isliye important hai ki agar members ko yah sab maloom nahin hoga aur iska experience nahin hoga to members ke liye trading karne mein maximum problem ho jayegi is tarah Se sab members ko maloom hona chahie ki speed resistance lines kya hoti hai aur is se agar members acchi help lenge to members ko unki trades profit lenge aur in se help lekar Koi member bhi acchi tarah Se market ko analyse kar sakta hai aur markete analyse kis tarah Se karna hai yah members ke liye bahut important hai aur agar iska experience members ke pass nahin hoga tu is tarah Se unko market mein enter hokar koi bhi trade open kar lene mein maximum problem hogi aur members ko agar problems ko face nahin karna hai to unko acchi tarah Se yah sab kar lena hoga aur apne experience ko acchi tarah Se improve kar lena hoga aur is tarah Se Hi members ko apne kam karne mein aur trading mein maximum acche results Mil Rahe hote Hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

          Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	1
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12331126speed resistance lines bi PIP ki tarz ka ek tool hota hy jisko sirf isi lye develop kia gia hy keh ap apni trade ko achy se control kar saken . is me 3 trah ki resistance lines hoti hain. iski madad se ek to hamen market ki support mil rhe hoti hy aur dosra hamen resistance bi mil rhe hoti hy trade se related. pehli line apko yeh bata rhe hoti hy keh kis trah low and high price apas me connect ho rhe hain . jab keb baki 2 lines interval py draw ki jati hain . forex market me market support aur resistance bht ziada role ada kar rhy hoty hain , stop loss aur take profit klye apko mukamal suport hoti hy keh kis trah resistance lines ko use kar sakty hain trade ko control karny klye . jis trah trend chal raha hota hy to speed resistance lines bi isi tarah se operate kar rhe hoti hain . jb bi pehli line break hoti hy to professional trader yeh sochty hain keh keh isi time py trade ko hold kar lena chahye . aur iske bad wh yeh judge karty hain keh market kis time py reverse ho ge is klye wh dosri line py focus karty hain , jonhi second line break hoti hy to market reverse hona shro ho jati hy . yeh line resistance bi bn jati hain aur support bi ban jati hain jaisy e trend oper ki traf jata hy to resistance line support ban jati hain laken jb market down hoti hy to yeh line as resistance support karti hain. market ko analysis karny waly bi yeh soch rahy hoty hain keh keh jb resistance level ata hy to market price bi ziada rise ni kary ge. jiski waja se market trade start ho jati hy aur market apni asli halat me wapis a jati hy .
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

            Assalamu Alaikum dear member hajam aapke sath speed resistance line ke related information share Karenge speed resistance line Ek technical tools hai Yeh horizontal graphic indicator hai aur yi Hamen degree ke according market ki movement predict karta hai market ki sports or resistance level ko bhi find karta hai Inko Hum speed line Bhi Kahate Hain sports or resistance bahut hi Achcha role play Karte Hain speed resistance line trend line key Tarah operate kiye Jaate Hain speed resistance line pip Ki Taraz ka ek tool hai speed resistance line ko fabonaci indicator Ki Tarah Samjha jata hai aur ham sports or resistance ki strength ko confirm karne ke liye ek dusre se indicator ko bhi use karte hain Agar Ham Achcha Se Achcha bonus Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Apne kam ko Hamesha experience aur knowledge ke sath Karen Agar Ham Apne Karm ko experience and knowledge ke sath Karenge To Ham Jarur Kamyab Honge aur Hamen chahie Kya Ham in indicator ko acchi Tarah se samajhne ki koshish karen aur FIR hi inhen Apne kam Mein use Karen

            Hamen Apne kam ko Hamesha positive thing ke sath karna chahie aur Hamen Forex Mein maujud Tamam Baton ko bhi acchi Tarah Se samajhna chahie Agar Ham Apne kam Mein acchi success Hasil karna chahte hain To Hamen chahie kya Ham Apne is kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karo Forex Forex mein Vahi trader Kamyab Hote Hain Jinke Paas Achcha Se Achcha knowledge aur Achcha Se Achcha experience hota hai apne kam ko cover karne ke liye Hamen Apne kam ko Hamesha acchi planning ke sath karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

              remember aapane question Kiya hai is question se bahut acche logon ko bahut jyada information hasil hogi aur information karne ke liye hamen chahie acche se iska jawab despeed resistance bahut jyada hi reading mein sakti hai karne ke liye hamen speech distance line ka bhi acche se Kya Lena chahie kyunki jab tak kam isko channel nahin karenge police training mein kam hai aap nahin ho sakti isliye hamen chahie ki Ham unko bahut acche se analyse karne training karne ko kahate Hain aur online trading mein aati hai isliye hamen chahiespeed resistance lines hamen kisi bhi pair pair trading karne mein madad deti hai isliye hamen chahie ki Ham kisi bhi pairs trading karne ke liye candle watches analyse karne aur candle soch analyse karne ke sath sath hamen speed resistance analyse kar lena chahie aur speed distance ko analyse karne ke sath mein candles ko bhi analyse kar lena chahie speed resistance trading ke dauran blue line ko karti hai aur vah blue line hamen time trading karne mein bahut jyada help karti hai isliye hamen chahie ki Ham koi bhi pairs trading karne ke liye is line ko bahut jyada ko kasht Karen aur ko Bas karne ke sath jata mein isko jata ko kis karne se baat karne ki Jyoti Ham jitna jyada 8 baat karenge hamen kam hai abhi aajkal hogi
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

                Dear friends members SRL ya speed lines 3 trendlines ki series hoti hai jo k sport aur resistance ke level ko show karti Hain jismein se a pahle line recently created trend ke high and low trends ko connect karti hai jab ke jab ki dusri aur teesri line 1/ 3 aur 2 / 3 intervals mein connect ki jaati hai in lines ko draw karne ke liye sabse pahle aapko support aur resistance ke bare mein Janna hoga Resistance point kia hota hay? Jab ksi bhi pair ki movement oper ki janib hoti hay to aik level aisa hota hay jaha tak k market ja kar wapis ati hay ya phir wha par market pohanch kar oper chali jati hay, to us level ko resistance level kehtay hain, resistance level pivot point ki madad say nikalta hay, aur resistance k commonly teen levels hotay hain, jo market ki volatility ko nazar may rakh kar nikalay jatay hain.
                Support point kia hota hay? Jab ksi bhi pair ki movement neechay ki janib hoti hay to wha par bhi resistance ki tara say levels hotay hain, hum un ko limit bhi keh saktay hain, yeh bhi teen hotay hain, is tara say aik pivot point, teen support level aur teen resistance level hotay hain, jin ko hum R1, R2 aur R3 resistance k lye kehtay hain, aur S1, S2 and S3 support k lye kehtay hain aur Forex main technical analysis ka boohat importance hai.agar hum technical analysis ko follow karty hain to hum achi earning lay sakty hain.main mostly technical analysis kay hisaab say he pending orders lagata hun or is tarah main is main kaam kar kay earn bhi kar rha hun.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

                  line chart main jab market reverse move karte hae to yeh speed resisteance line create karte hae jo ke bahut he riksy hgote hae agar yeh thora or move kar jae to yeh ya to bahut up chale jate hae ya to bahut down a jate hae to is liye jab bhe ese situation create ho hamen cahiye ke hum is main careful raha karen or trade se avoid kiya karen hum agar trade se avoid karen ge to he to hum is main se kuch na kuch to hasil kar he len ge to bas hamen cahiye ke hum is main mehnat kara karen ache tarah se is main kam kara karen hum jitna ache se kam kar jate hain to hum is main success hasil kar he lete hain to bas jo karen ache tarah se acha kam karen take hum yahan se kuch na kuch hasil bhe kar saken hamen bas is main mehnat karte rehna cahiye hum ko bhe esa he karna cahiye ke hum is main proper money managment ko first priority dene cahiye or yehe better rehta hae hamare liye bhe or dosron ke liye bhe tab he to hum is main kuch kar sakte hain agar hum acha kam karen ge to hum is amin success gain kar he saken ge bas hamen is main mehnat zayada karne ho ge jo klog is main sahe tarah se ache tarah se kam kar jate hain to wo is main success gain kar he lete hain to bas hamen bhe is main sahe tarah se isko time bhe dena ho ga or sahe tarah se acha kam bhe karna ho ga take hum yahan se kuch na kuch hasil kar saken kamyab ho jane ke liye tab he to hum success gain kar lete hain hum agar hum acha kam karte hain to
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
                    [ATTACH=CONFIG]19630[/ATTACH]

                    dear friends, Speed Resistance Line aik support aur resistance indicator ha jis ko edson gould na develop kia, is ma 3 trend lines hoti hain, jo tops aur bottoms sa 1/3 aur 2/3 retracements par mabni hota ha, ye mumkina support aur resistance levels ki nishandahi karti hain, ye febonacci fans aur gann lines k similar hoti hain,

                    Calculations in down trend and uptrend : down trend ma pehli speed resistance line ko high sa low ki taraf draw kia jata ha, 2nd line high aur low k darmian vertical height k 1/3 high point sa draw ki jati ha, is tarah 3rd line high aur low k darmian vertical height k 2/3 high point sa draw ki jati ha, uptrend ma pehli speed resistance line low sa high ki taraf draw ki jati ha is k baad wali lines low ki taraf sa draw ki jati hain, ziadatar charts software applications ma speed resistance lines as a tool shamil hoti hain, lakin agr ye mojood na hon to febonacci fans ko customise kar k inhain hasil kar saktay hain, 61.8% ki febonacci ratios ko 66.6% aur 38.2% ki ratio ko 33.3 % k sath change kar k hasil hoti hain,

                    Speed resistance lines dusri trend lines k similar hoti hain, in ma potential support aur resistance level ko mark kar k trend ka btati hain, two speedlines jo uptrend ma draw ki jati hain 2 possible support levels ko mark karti hain, jb k jo 2 lines downtrend ma draw ki jati hain wo possible resistance levels ko mark karti hain, lower support speed lines ki break k below uptrend hoga aur upper resistance speed line downtrend mark karay gi, jb k broken speedlines b speed line par wapis anay walay reaction ki support aur resistance bn jaen gi
                    G han dear speed resistance line pay ap nay kam karna hai tu ap ki trading mai kafi asani ho janye hain kiyu iay resisitance kay barye mai kafi acha knowldge jo rakhtye hain un ko es mai pta chal jata hai kay kis tarha say es mai lines lagnye hai ya en ka maqsad kiya hai aur usi hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi easy ho jata hai aur ap es mai acha kam kar skatye hain kyiu kay support aur resistance jo hai wo es business ka hisab hai aur ap es kai acha kam kar saktye hain tu ap ager es mai resistance pay acha kam karain gaye tu ap kaliye kafi easy ho jaye ga kisi bhi trade kay barye mai janan aur es mai asani laye kay ana tu ap ka kam hai kay ap acha kam hamesha karain aur ap es mai anylsia kay hisan say kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hainntu bina mahnet kay koi bhi kam karna atna asan kam nhi hai kafi mushkil kam ban jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha support aur resistance pay kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyab hai aur ap ka kam bhi kafi acha ho jata hai jis kay bad ap es mai hamesha he kamyabi patye rhatain hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain ta kay bad mai ap kay kamo mai kafi asniya a jatye hain aur ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab bhi ho jatye hain tu bina mahnet kay koi bhi kam asan nhi hai tu ap es mai hamesha acha kam karna hai tu mahnet pay he kiya iarain ta kay bad mai ap kay kam mai masla nhi banta hai na
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

                      Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Pyare member aapke sath Safed resistance line ke Leti information share Karenge speed resistance line pic technical tools Hai yah horizontal grafiki indiketar hai aur yah Hamen ° ke according market ki movement predicate karti hai aur Market ki reports support ko resistance level ko bhi find Karti Hai Inko Hamsa feedline bhi Kahate Hain vah support aur resistance bahut hi Achcha role play karte hain Safed is chance line trendline ke Tarah corporate ki jaati hai aur Safed resistance line pipe ki tarah ka Ik Tu Hi Safed resistance line ko Karbonn ki indiketar ki tarah Samjha jata hai aur ham support or assistance ke tarike kar ko confirm karne ke liye ek dusre se indicate Aur Ko Bhi use karte hain aur Agar Ham acche se Achcha bonus Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Apne kam ko Hamesha experience or knowledge ke sath Karen Agar Ham Apne kam ko experience and knowledge ke sath Karenge To Ham Jarur Kamyab Honge Hamen chahie ki Ham indicate Aur Ko acchi Tarah Se Samjhe ki koshish karen aur FIR hi in Hain Apna Kam Mein use Karen

                      Hamen Apna Kam ko Hamesha positive tarike ke sath karna chahie aur Hamen prapt Mein majurgam Baton ko bhi acchi Tarah Se Samjhe Na chahie Agar Ham Apna Kam Mein acchi chappal Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ke Ham Apne is kam ko Hamesha Soch samajhkar Karen aur products main Vahi trida Kamyab hota hai Jinke pass acche se Achcha knowledge aur acche se Achcha experience hota hai aap apne kam ko cover karne ke liye Hamen Apne kam ko Hamesha acchi planning ke sath karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

                        Dear aapane bahut hi detail post Hamare Saath share karti hui Hamare knowledge mein increment karne ke liye bahut acchi koshish Ki Hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Agar ham profitable trading karna chahte hain To Ham Ko support level aur resistance level ki recognition aur calculation Karni chahie aur is purpose ke liye aapko different tools apni trading per apply karne hote hain Jiski bases per aap apni Ee technical analysis ko strong kar sakte hain agar aap support level aur resistance level ki proper calculation karna chahte hain to usmein aapko speed resistance Line ki help Lena chahie.

                        dear jab aap speed resistance line ki help lete Hue Apne technical analysis karte hain to usmein aapko bahut jyada help mil sakti hai is related main aapko Kuchh important point indicate Kitna chahta hun.

                        Dear jab aap Forex trading per kam karte hue yah different speed lines ko draw Karte Hain To ismein 3 lines include sakti hai Jab aap first line drug Karte Hain To Uske Kuchh gap ke bad aap second line drugs karte hain aur first aur second line ke further gap ke sath aap Ek Aur line same point se Draw karte hain aur Market ka Jitna gap ban raha ho usko aap calculate karte ho ya support level aur resistance level ki calculation aur recognition karne mein help hasil Karte Hain.

                        dear Jab aap speed resistance Line ki help Faisal Karte Hain To usmein aap ko bahut important benefits mil sakte hain agar aap isko properly learn Karke apni trading per apply Karte Hain To aapke technical analysis bahut perfect sabit ho sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki Forex trading se related aapko maximum information apni trading per reply Karni chahie Agar aapko bahut jyada information Hasil ho jati hai to usmein aap ki trading bahut jyada profitable ho sakti hai aur aap market mein bahut hi perfect analysis kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

                          Speed resistance lines asy technical toola hoty hain jin sy ham market k support or resistance level ko find kar sakty hain. Enko ham speed lines b kehty or enko 1/3 or 2/3 retracement b kaha jata hai. Pehli line kisi pair ki recent high or low price ko connect karti hai. Dosri or tesri line es sy 1/3 or 2/3 interval par draw ki jati hai.
                          Speed resistance line three consective trend lines par mustamil hoti hain. Typically trend lines jo peak or troughs ko use karti hain ye un ki tarha speed resistance line bilkul exact draw ni ki ja sakti. Resistance level wo level hota hai jis k bary ma trader ye sochty hain k market ki price es sy zayada rise ni kary gi or es point par seller market ma ah jayn gy or market ko wapas drag karny ma kamyab ho jayn gy. Technical analysis ma ham resistance ko us point par chart ma draw karty hain jaha market ka higher high point exist karta hai.
                          Speed resistance line trend line ki tarha operate ku jati hain. But kiu k ye 1/3 or 2/3 both interval ko use karti hain es lae ik ki bajae ye 2 interest level mark karti hain. Jb pehli line break ho jati hai to analyst ye sochty hain k pricw second line par hold ho jae gi. But jb second line b break ho jati hai to eska matlab hota hai k market ma reversal trend start ho giya hai. Jb uptrend hota hai to ye lines support ban jati hain or jb down trend hota hai to ye line resistance ban jati hain. Speed resistance lines ko Fibonacci indicator ki tarha samja jata hai. Trend line k pass support or resistance ki strength ko confirm karny k lae hamy dosry indicators ko b use karna chahe.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

                            Sport or resistance Ek bahut hi Achcha indicator Hai sport or resistance ke Bane Banaye indicators bhi market Mein Milte Hain aapko in indicators mein kisi ki sim ki line Nahin khinch Nahin padati Hai balki yah indicators Khud bahut yah line jahir kar rahe Hote Hain Forex trading mein sport or resistance bahut jyada importance rakhte Hain isliye Forex trading Koi join karta Hua kal sport or resistance ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie sport or resistance itne Jyada important Hote Hain Ki iski Misal Ek Kamre se Li Ja sakti hai ki jismein farsh sport aur Chhat resistance hoti hai

                            Sport or resistance Mein price Sidhi Nahin Jalti balki ya Zigzag ki tarah move Karti rahti hai Jab market ki price Upar Jaaye ya niche Jaaye lekin yah price Sidhi line mein bilkul Nahin Chalti aur kuchh der ke bad yah price rivers Ek khas kam per Murti hai aur yah price Kuchh der use Mein kam per rukne ke bad dubara Apna Safar start kar deti hai Jab yah Apna Safar start Karti Hai To is Khaas makam ko Ham support aur resistance kya sakte hain

                            Forex trading mein kam karte waqt Hamen sport aur resistance se related ek baat Apne Jahan Mein rakhni chahie ki ismein ek area hota hai ismein Kisi Kism ka fix price level Nahin Hota Agar support aur registan se main price Upar ja rahi ho Tu yah side resistance Kahenge Agar aur Agar price niche Ja Rahi Ho To Ham is side ko sport Kahenge ismein market ki price anytime move Karti rahti hai kabhi Upar Kabhi niche aur Kabhi side mein isliye Hamen Forex trading Mein Apna Kam karte hain to use Waqt Hamen sabse pahle sport or resistance ko acchi Tarah Se understand kar lena chahie Kyunki Uske jariya Se Hi Ham market ki price ke utaar chadhao ko acchi Tarah Se larta Kar Sakenge aur uske Bata De ki market Mein Apne trade Laga karo Se Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge Hamen Apne exam per acchi Tarah Se focus karna chahie aur apne kam Main Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Taki Ham Forex trading ko acchi Tarah Se samajh sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : Speed Resistance Lines (SRL) K related info

                              Speed resistance line ka bara mai ap na acchi information shair ki hai jub hum log speed or resistance ki bat krta hain tu ya line draw karna sy huma major low or major high ka pata chalta hai or hum log is ko use kar ka ak acchi earning kr skata hain is lia is mai mahnat karian or aga bahrian jis na is mai mahant ki wo kamyab huwa hai is ko draw karna ka lia huma support or resistance ki study kar sakan jis na support or resistance ki study ki wo kamyab huwa hai support resistance ki bat karian tu huma is mai mahnat karna pahra gi technical analysis karna para gain tub ja kr support resistance nikalta hai or huma kamyabi hasil hoti hai support or resistance nikalna ka lia market ki chart ki study lazmi hai is ka lia ilm hona chaya or experience hona chaya ta ka hum log is sy fida otha sakain or bahtreen knowledge hasil karna ka bad hum log is sy acchi kamai kar sakain gain is lia is mai mahnat karian or aga bahrian jis na mahant ki wo kamyab huwa hai is lia jitna ho saka mahant ka sath is mai ka karian ta ka kamyabi ap ka sath ho dear members mahnat karian or aga bahrain jis na mahnat ki wo kamyab huwa hai is lia mahant karian or bahtreen earning ka sath is pr acchi kamai hasil karain or is mai kamyabi tub hoti hai jub hum log is sy acchi earning suru kar dain jis na earning ki wo kamyab huwa hai is lia mahnat karian or mahnat nahi karian gain tu kamyabi hasil nahi ho gi is lia mahant ka sath kam karian jis mahnat ki wo kamyab huwa hai jitna ho saka is mai technical analysis karian kiun ka technical analysis ap ko kafi fida dain gain or ap is sy support or resistance level nikal sakain gain is lia huma is mai support or resistance level ki line ko draw karna ka lia mahnat karni chaya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X