my experience in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    Profitable in my opinion not a big deal but consistent. It is consistently better than the last great 4 days again MC .We have to change our mindset is not to get a big advantage, but that benefit was consistent profit.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      main nay aj say 8 months pehly posting bonus say trading career ko start kia and mera first bonus 100$ kay around tha and is say trading start ki to ye waste ho jaye big lot ki vaja say next bonus say care fully trade ki and 20$ ka bonus earn kia tha
      • #1188 Collapse

        meinay tu is buisndess ko abi bohat hi kum time hua hai kay is ko join kiya hai kyu kay is buinsess ko join karnay kay liay mujhay pata ha kay apkay apss iak bohatb hi bara tujarba bu hona chaiy
        • #1189 Collapse

          Forex trading main mera bohat kam experince hay so humay es expernce ko increase karna chahiey kyun keh esko use karty huwaay he hum forex market main kamyabi gain karty hay aur ye ziada trading karnay say he increase hota hay
          • #1190 Collapse

            forex trading boht he acha bussiness hay hum is amin boht sa profit earn kar sakty hain or hum is amin agar hard work kmarty hain to humani is main boht ziada profit hota hay or hum loss say baa bachy rhty hain
            • #1191 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen achy experince k stah kam karna chahye or mera is business me yehi experince ha k hmen is business me kabhi bhi greed se kam nahi karna chahye kyun k greed se hmen kafi loss ho sakta haa
              • #1192 Collapse

                ji bhai ap ny sahi kaha hai k humain seekh kar trading karni chahiye kiyun k ho sakta hai hu baghair seekhy ap trading mai loss kar ly.
                • #1193 Collapse

                  agger app forex trading me apna expereince gain kerna chahta hain tua pko demo pe kaam kerna hoga aur profit earn kerna hoga tab he app easily is me kaam kerakte hian .,.,
                  • #1194 Collapse

                    main all new members ko yehi kahonn ga keh kabhi bhi trading without learning kay na karian , real trading main start karnay say pehlay aap demo main achi tarha practice kar lain us kay bad hi aap kuch karnay kay qabil ho saktay hain, woran loss ho sakta hay, loss say bachain aur trading seekhain,
                    • #1195 Collapse

                      ma abi forex ma new ho lyken mojya belev ha k jab ma forex ma expart ho jao gi tu mari auchi earing ho gi agy ja kar ma bhut zyda expart ho jao gi ku k forex pa work karna bhut hi hasan ha ya bhut hi esy kam ha is sa best kai kam ni dykha mana abi tak ya experience hasil kiya ha k mojya posting karna agi ha time k sth ma treading bi sekha lo gi
                      • #1196 Collapse

                        i agree with u, sikhay bger is dunia may ajana bewakoofi hai, forex r trading ko basics se smjh k aana chahya hai, mai aik beginner hun abhi n may sth sth class lata hun, i hope i do understand it all r achay se kaam kr skun yahan pay
                        • #1197 Collapse

                          g sir apka question to bht acha hai lekin filhal mjy is bary main kuch nhi pata jab pata chaly ga main apsy zaror share kar ln gi kion ky abi main yahan py new trader hn or kam start kiy huy mjy abi sirf aik month hua hai,so sory plz.....
                          • #1198 Collapse

                            g bilkul kiosi b trader k lie must ha k forex main trading se phely kisi trader se is ka baray main sai knowledge liya jahy phr uski sai trha se practice ki jahy us k bad trade karni chahihy ...
                            • #1199 Collapse

                              Main nay jub say trading main kadam rakha hay mujhay iss trading ka kuch patta nhe tha laikin main nay postain lagae to mujhay iss trading kay baray main experience hoata gia hay aur aaj kal main iss main trading kar kay thori bahut earning kar raha hoon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                bhai mera experience to abhi tk forex mein bohat hi bura raha hai aur main forex mein apna account bohat dafa lose kar chuka hn,ye bohat risky business hai aur is mein ap kabhi bhi itni asani se kamiyab nahi hosakte,apko is mein bohat mehnat karna hogi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X