control your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    forex ma hum logon ko apnay greed ko buhat hi zyada control karna chahye kion k is k sath sirf hum logon ko loss hi hota ha is liay greed ko buhat hi zyda mahnat k sath handle kia ja sakta ha kion k ye buhat burri habbit ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      greed ki waja se kafi trader ko loss howa hai.. forex mei greed humara bth bara dushman hai humhe greed se avoid karna chayie .. avoid karne se hum loss se buch sakty hain.. har trader ko har new trader ko apni greed par control karna chayie
      • #963 Collapse

        jee bilkul theek kaha bhai apne forex trading men greed bohat buri cheez he ager ap apne greed per control nahe ker sakhte to kabhi bhi achi trading nahe ker sakhenge ..
         
        • #964 Collapse

          g jnab,,app ki baat bhi bohathe aci hayjnab,,,insaan ko apnay pp ko bohat e zyda conterol kaern achahye jnab,,trading ko karty waqat jnab,,,,,,,,,tu b hi is mai faida ho ga jnab............
          • #965 Collapse

            agr hum apni trading or apny kaam main successful hona chahty hain to humy greed ko control krna ho ga nhi to hum boht bara loss kha sakty hian or greed krny waly trader is kaam main successful nhi reh sakty wo loss main he rahy gy
             
            • #966 Collapse

              jee han meray bhai ap ko agar is kam main kamyab hona hai to ap ko chaiye k ap apni greed ko side par rakh kar ye kam karen kion k greed kisi bhi kam ko tabah kar sakti hai or loss ho sakta hai
               
              • #967 Collapse

                Yes dear market me jo greed ko control kar key trading karta hai wo easily acha khasa profit hasil kar sakta hai or forex market se long term success hasil kar sakta hai or iskey sath sath apni financial condition ko be strong kar sakta hai forex ke help se.
                • #968 Collapse

                  lalch tu bhai buri bala haini is tu bachnaa he chyee liken risk or lalch me tora farak hotaa hain is llea lalach nei kerni chyee or risk chorna nei chyee kamyaab trader risk le ker he kamyaab baney hain forex mein
                  • #969 Collapse

                    yes dear agree, forex trading business men agar aap ko success get karni he to ap ko greedy or emotion ko control men rakhte howe trading karni hogi. aksar trader position big lot se open kar dete hen aur jab market un ke khilaaf ho jati he to unke account 1sec wash ho jate he, bahter he trade karne se pehle control your emotion and greedy
                    • #970 Collapse

                      jee han lalach pe control hona chhaiye kai bar aisa hota hy ke ap ko profit ho raha hota hy lakin
                      ap ko lalch noqsan ki taraf ly jata hy
                      • #971 Collapse

                        dear jitna app greed ko control kar payiengay utna hi app forex trading business mein tariqi kar payiengay aur agay bhar payiengay aur aik succesafull trader ban jayingaynwarna greed appka sab kuch lekar dhoona dega.
                        • #972 Collapse

                          bhai ap ki baat thek hai ager hum greed ko nahi control kartey tu hum ko bhut loss hoga aur humara jitna bhi balance hai wo bhi khatam ho jai ga aur hum ko dekh bhal kar trading kani chaye hai ek galti bhi ap ko loss me ley ja sakti hai ho sakty hain hum ko lalac ma nhe any cheny hum ko phely toe tore pher he ganzer karn cheny ager ap zayd pise eran kar chenty ho to ap ko expert jhopn ho gy
                          • #973 Collapse

                            forex trading main greed ki koi jaga nahi hai humen greed se bachna chahye ta k hum apna loss na karen or ek ache trader ban saken jo acha trader hota hai wo apni greed ko control karta hai
                            • #974 Collapse

                              hallo my dear friends you control on greed also because greed is low your balences account so do not greed:cool:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                greed tou kahin b ho uska faida kahin nhn h just nuksaan hi hota h so yahaan b greed sy loss hi hota h so behtr h k greed na ki jaye aur ziada sy ziada ki chah me kam ko b kho na dia jaye.. mind sy kaam liya jaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X