control your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    Jee haan bhai ap nay theak kaha ha agr hum nay apni greed ko control kr lia toh humy loss bohat kam ho ga or hum forex ko bohat jalde samajh sakin gay or es business say acha profit earn kr sakin gay.
    Forex strategies for beginner click here .... :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      jee sahi kaha ap ney apni greed per agar focus nahi rakhey gey to ap forx trading m acha result hasal kr saktey hai is leye ap ko chahy ky greed sey door he rahey to acha hai warna loss key sew kucha hasal nahi ho ga ..
      • #1008 Collapse

        gee han hame trading karte hue apne greed par control rakhna chahie kun ke greed ki waja se hamara mind confuse ho jata hai or ham right decision nahi le sakte or hame loss ho sakta hai
        • #1009 Collapse

          yar agar aap yaha surviive karna chahty ho tu aap ko cahhye k aap yahanpa apni lalach ko control kar lo agar aap ko profit hwa ha aaur kam hwa ha tu shukar karu q k agar aap lalach sa kam lu gay tu ho sakta ha k aap sab losse kar baitho
          • #1010 Collapse

            mere bhi ap ko chaye k ap forex par trade k liye apni greed ko chor k r kaam karn q k forex ma greed haram ha is sy ap ko koi profit ni hopta balke ap ko loss hota ah ap ki lalach ki waja sy is liye p ko chaye k ap forex par kaam krny kliye proper planning sy kam karn or lalach koi b na karn
            • #1011 Collapse

              g mere dost hamen apni greed par control rakhna chahiye kiyu kay greed may a kar agar ham koi choti mistake bi kar day to us say bi hamy big loss ho sakta hy is liye trading karty waqat apny mind ko full fresh rakh kar trade start karni chahiye ta kay ham loss hony say bach saken.
              • #1012 Collapse

                jee bilkul jab tak ap apni greed ko forex me control nahi karo gay ap forex me kabhi kamyab nahi ho saktay aur heavy losses ka shikar ho kar koi ghalat decisions kar skty ho is lie hamein chahie kay is sy bachay
                • #1013 Collapse

                  ge han app nay bohoot acha sawal kia hai greed main humain kam karny say waqt taoor par profit nazar to ata hai laikn bad main es ka loss bhi hota hai esi laye humain chaye k greed main rhety howy kam karn a chaye.
                  • #1014 Collapse

                    ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay aap ko forex me lalach nahi karna chahiye kyu ke lalach ki waja say aap ka nuqsan ho sakta hay is lye aap ko chahiye kay forex may lalach nakaray balkay apna profit kam rakhay take aap ka account zero naho.
                    • #1015 Collapse

                      Aap ki baat lakhon mein aik hai. Forex hamesha hum ko lalach par uksata hai aur hum is lalach mein aa kar bari trades open kar dete hain aur aik bara loss kar lete hain. Agar hum apni greedness par kaboo pa lein to hum kamyab trader ban sakte hain.
                      • #1016 Collapse

                        assalam-o-alaikum janab mein yeh to nahi bata sakta ke greed ko control kese kiya jata hai haan ye bata sakta hoon ke agar sabar aur mehnat se kaam karein aur jitna bhi profit aye us par ALLAH ka shukar karein to inshaAllah humain kabhi bhi ziyada se ziyada ki lalach nahi hogi Thank you...
                        • #1017 Collapse

                          yes my dear hamy apni greed par control rakhna chahiye kiyu kay greed may a kar agar ham koi choti mistake bi kar day to us say bi hamy big loss ho sakta hy is liye trading karty waqat apny mind ko full fresh rakh kar trade start karni chahiye ta kay ham loss hony say bach saky.
                          • #1018 Collapse

                            g ha bhi jee hum ko apna rerat countrol hum ko is par tasali s akma krna chey taka hum ko is opar jo loss hota hum hum isploss maa countrol kar sky hum o ispar dill lda kr kam krna chey
                            • #1019 Collapse

                              salam mery bhai greed koi achi cheez nahi he is se bachna hi behter ho sakta he greed baaz oukat insan ko tabah or berbad bhi ker deti he insan jo sochta he us ka opposit ho jata he so forex ek best business he is business me ager ap success hasil kerna chahte hen to apne dil se lalach jesi buri cheez ko nikal ker ye businass kijiye inshaallah ap ko zarur success mile gi..................thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                dear friend i agree you for this question me to kehti hun k hum jo bhi is duniya me koi kam karte hain agar hum us me greed karenge to hum us me kabi bhi kamiyab nhe ho sakte hain q k lalach aik buri bala hai or humen greed ko control karna chahiye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X