control your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    While trading if you greed then you may loss all your capital as a result of margin call. Greed is invited by over confidence and over confidence is due to trading randomly . if you do not set any target then you greed frequently and open some wrong order which in return may lead you to loss
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      forex mein successful honay k liye ap ku greedy aur jald bazi se save rahna ho ga kiyon k forex mein successful honay k liye ap ku es mein knowledge aur experience se work karna paray ga
         
      • #1023 Collapse

        ap ne yeh baat kar to di hai but greed tb tk khtm nahi hoti jb tk ap ko loss na ho greed samajh lain insaani fitrat me hoti hai so time k saath saath greed km hoti jati hai
        • #1024 Collapse

          ji ah bhi ji hum ko is kam kaiandr greed ko khattum knr apary ga ag rnahi ho ga t hamry iak amhiny k i nevst men t1 ghanty mia bi khattum oh ksty hia
          • #1025 Collapse

            dear friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoon kai hamy chhaiy kai ham forex trading mai greed na kary balky forex trading mai patience say kaam lai taky loss na ho jai
            • #1026 Collapse

              dear frndzzzzzz!!! Greed is very dangerous for any trade this is why every trader should control their greed. For over greed the trader trade carelessly and loss their capital. The experienced people are trading by controlling greed and able to gain profit....
              • #1027 Collapse

                ok broter hamin forex mein kam krty waqt kisi kism ka lalach nahin krna chahiye hamin is mein kam krty huwy is mein koi b lalach nahin krna chahiye is mein agr ham lalch krain gy to is mein ho skta ha k hamin is mein loss b ho jay is liye hamin is mein kisi kism ka koi lalach nahin krna chaiye ta k ham is mein loss se bach sakein
                • #1028 Collapse

                  ge ha bhai ap ne sahi kaha greed bahut buri cheez ha greed se hamesha bachna chaheye greed like a curs greed kya ha har koi kehta greed paise ki laluch agr laluch zyda ha tu ye greed nuqsan deh hain or aise surat ma trader aksar shortcut istemal krta ha without proper knowledge and expeeice or cause of loss ban jati ha
                  • #1029 Collapse

                    Greedy par control karna itna easy nai hota
                    but ager ap demo ko zhada se zhada use kare r
                    is mein ap small lot ki trade kare tou hopeful ki
                    ap is mein acha experience le sakte hain r is
                    mein greedy pay be control kar sakte hain . i like
                    forex very much
                    • #1030 Collapse

                      ji han bai ap thek kh rhey he forex me greed se bachna bohat zrori he ye sab kuch tabah ker deti he hmey kabi bi greed se kam nai lena chaey balke hmey soch samaj ker trading ker ni chaye
                      • #1031 Collapse

                        G han hamain forex trading me greed ko control karna chahiye q k greed hamara dushman hy ham is say loss kar sagtay hyn aur apni sari investment zaiya bhi kar sagtay hyn to hamain patience kay sath trade karni chahiye aur greed say bachna chahiye.
                         
                        • #1032 Collapse

                          han waqai mein greed aur emotions tou forex trading mein profit key sab sey badey enemies hain tou members ko chaiye ke apni greed par control rakhein takey loss sey bach sakein and achi trading kar sakein
                          • #1033 Collapse

                            forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey issi liyee ziadaa keey chakker meey nahi pernaa chahyee
                             
                            • #1034 Collapse

                              greed ko control krna mushkil zaror hy magar impossible nahi hy hum chahen to greed ko control krke bhi trade kar skte hyn jisse hmain profit kam hoga mgar regular hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                mere khyeal main forex business main sab se nbara dusman hai app ki dil ka greed so app ko greed ko control karna parega or fir busienss ko agee barana hai.greed ko app agar control kar sakta hai to app ko profit jarur hoga...........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X