Aslam o Alakum
dear fore members ajj ki hamari posts market movment par mabni posts hain is main ap ko taseel se baton ka ke agar ap styble market main trading karte hain to ap ko trade open karne par kitne loss ka samna ho sakta hai to dear members ham sab se pehly ye batate hain ke ye styble market kis tarhan se hoti hain our hamain kis tarhan market ko dekh sakte hain our ye keh sakte hain ke ab market styble ja rhi hai to dear forex members apne bhot se pairs ke trading chart dekhe hon ge to market kabhi oper ja rhe hoti hai our kabhi neche a rhi hoti hai our is isi cheez ka trader faida uthate howe trade open karte hain our achi khasi profit hasil kar lete hain lekin aksar oqaat esa hota hai ke market ki bikul movement khas 2 points ke darmayar ho rhi hoti hai jis main na to woh bhot zyada oper jari rhi hoti hain our na hi neche a rhe hoti hai our aksar oqaat to esa hota hai ke market apne spread se bhi nhi nikal pati to ye market ko movement styble kehlati hain our agar traders is situation main trade open kar dete hain jis ka bad un ka trade profit ka loss ek hi jagah par ruk jata hain our is tarhan kuch traders scalping karne lagte hain lekin jab market us situation se nikalti hain to jo traders scapling kar rhe hote hain our ye soch kar big lot size use kia hota hai ke market slow hai our big lot size use kia jai ya to woh bhot zyada earnining hasil kar lete hain ya phir un ka accunt dekhte hi dekhte wash ho jata hain to daar forex members kabhi bhi styble market main trading kar risk na lian yahan tak mere experience ki baat hai us ke mutabiq hamesha market styles hone ke bad bhot fast hoti hai our ek new trend chal parta hai is lye styble market main wiate karen trade open na karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим