Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:
    Aslam o Alakum
    dear fore members ajj ki hamari posts market movment par mabni posts hain is main ap ko taseel se baton ka ke agar ap styble market main trading karte hain to ap ko trade open karne par kitne loss ka samna ho sakta hai to dear members ham sab se pehly ye batate hain ke ye styble market kis tarhan se hoti hain our hamain kis tarhan market ko dekh sakte hain our ye keh sakte hain ke ab market styble ja rhi hai to dear forex members apne bhot se pairs ke trading chart dekhe hon ge to market kabhi oper ja rhe hoti hai our kabhi neche a rhi hoti hai our is isi cheez ka trader faida uthate howe trade open karte hain our achi khasi profit hasil kar lete hain lekin aksar oqaat esa hota hai ke market ki bikul movement khas 2 points ke darmayar ho rhi hoti hai jis main na to woh bhot zyada oper jari rhi hoti hain our na hi neche a rhe hoti hai our aksar oqaat to esa hota hai ke market apne spread se bhi nhi nikal pati to ye market ko movement styble kehlati hain our agar traders is situation main trade open kar dete hain jis ka bad un ka trade profit ka loss ek hi jagah par ruk jata hain our is tarhan kuch traders scalping karne lagte hain lekin jab market us situation se nikalti hain to jo traders scapling kar rhe hote hain our ye soch kar big lot size use kia hota hai ke market slow hai our big lot size use kia jai ya to woh bhot zyada earnining hasil kar lete hain ya phir un ka accunt dekhte hi dekhte wash ho jata hain to daar forex members kabhi bhi styble market main trading kar risk na lian yahan tak mere experience ki baat hai us ke mutabiq hamesha market styles hone ke bad bhot fast hoti hai our ek new trend chal parta hai is lye styble market main wiate karen trade open na karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

    Yes dear aapane bahut hi detailed post Hamare Sath share karte hue Ek bahut hi important topic apni discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab market stable hoti hai to use per trading Karne Se Hamare liye bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai Kyunki Jab Ham table market Mein Apni trading karte hain to US time par Humko market ke trend se related information Pata Nahin Hoti Jiski vajah se Humko market mein bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Hamari koshish honi chahie Ke Jab Ham market mein trading kar rahe hote hain to usse pahle market ke Trend sa related Kuchh important information apni trading per apply Karen otherwise Hamare liye bahut jyada problem so sakte hain.

    Dear jab aap market Mein trading karte hain to use time per market ki movement acchi honi chahie agar aap stable market Mein trading karte hain to usmein market ki movement bilkul na hone ki barabar hoti hai aur kuchh member Aise Hote Hain Jo stable market Mein movement nahin kar sakte Kyunki vah Jyada time Sabar Nahin Karte aur bahut jaldi market Mein entry Lekar profit Hasil Karke nikalne ki koshish Karte Hain Jab aap stable market Mein trading Karte Hain To aap ke liye bahut jyada difficult ho jata hai aur aapko maximum level Tak Sabar karna hota hai otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie Jab market Mein acchi movement ho rahi hoti hai aapko use time per market Mein trading Karni chahie. No doubt stable market Mein trading karna bahut jyada difficult hota hai agar aap stable market Mein trading karte hain to aapko Hamesha long term trading ke rules and regulations ko study karna hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

      Dear aap ne apna thread bohat ache tareeky see explain Kiya hai aur bilkul theek kaha Hai aap ne jab bhi market stable ho aur ya phir us ki movement ko hum analyse na kar PA rahe Hon to humein aisi situation Mein Kabhi bhi trade open krny ka risk nahi lyna chaheye kyun KY jab bhi market stable condition Mein hoti hai to us waqat us ki next movement ko analyse krna asaan nahi hota aur us mein risk bhi bohat zayada hota hai is liye humein chaheye KY aisi conditions Mein market ki history ko time dyn us ko observe krny ki koshish kren kyun KY dear Yaad rakhen humein market ki history see bohat ache information Hasil krny ka moqa mil sakta hai aur Jitna time hum history ko dyn ge wo time hmara kabhi bhi waste nahi ho GA definitely humein us time mein kuch na kuch aisa SEEKHNY ka moqa zaroor mily GA jo hmari future trading Mein humein acha faida dy Jae ga is liye koshish kren ky jitna apni trading se risk ko kam kr sakty hain kren ta ky secure trading ko possible bnaya Jae aur ache trading kr KY khud ko ache level ka trader bnane mein kamyabi Hasil ki Jae kyun KY jab tak hum khud apny liye kuch nahi kren ge tab tak hmare liye Kamyab Hona market ko samajhna aur profitable working krna asaan nahi ho sake ga
      • #4 Collapse

        Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

        stable market mein jab Ham open karte Hain to is tarah se hamen nuksan ho sakta hai kyunki use waqt hamen uske bare mein koi khasa achcha knowledge nahin hotakyunki jab market stable hoti hai tab hamara jitne kyunki movement ke bare mein koi knowledge nahin rakhte Hain market mein train ko samajh nahin isliye hamen stable market mein apne ko open nahin karna chahie unke is tarah se hamen loss ho sakta hai hamen market ki movement ko acche se samajh Kar Hi market mein unchi leni chahie kyunki is tarah se agar Ham analysis kiye ki main apni trade ko open karte Hain to hamen kabhi bhi fayda nahin hoga hamen hamesha Hi se apni trading ke liye se trade aur planning ke sath tread ko open karna chahiekyunki forex trading make learning bahut jyada important hai hamen sabse pahle news ko follow karna chahie uske bad market ke bare mein acchi tarah news ko follow karna chahie aur market ke bare mein analysis hasin karni chahie uske bad hi Ham market mein inter hokar apni trade ko open kar sakte hain is tarah se Ham acchi aur property trading karne mein kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

          trading karne mein market ko acchi tarah Se analyse kar lena important hai aur is tarah Se jab members market ko analyse nahin karte to profit nahin aata hai market ko acchi tarah analyse ka lene ke bad members khoya idea ho jata hai ki trading ko kis tarah Se karna hai aur is tarah Se members ko acchi ideas mil jaate Hain agar kisi member ko market ke bare mein koi bhi information nahin hoti aur agar unke pass koi bhi achcha experience nahin hota to members ko pahle experience hasil karna hoga agar achcha experience members ke pass a jata hai tu is tarah Se members ko market ko analyse karne mein koi problem nahin hota aur acchi tarah Se analyse kar paate Hain aur yah baat important hai ki members ko market ko analyse kiye bagair koi bhi trade open nahin karna hoti aur is tarah Se open ki Hui trade members ke liye nakam hoti hain jab members market ko acchi tarah Se watch kar lete hain tu is tarah Se unko yah idea Mil jata hai ki market mein kis tarah Se entry hona hai aur kis tarah Se trade open karna hai members ko apni trading mein acche decisions lene hote hain aur koi member jab apni trading se related acche decisions nahin Le pata tu is tarah Se usko loss hota hai market ki movement mein members ko problem hoti hai aur jab market stable hoti hai to tab members ko kuchh bhi maloom nahin hota hai ki unko kis tarah Se apni trading ko continue karna hai aur members ko yah maloom hona chahie ki jab market mein Koi bhi movement na ho to use waqt apni koi bhi trade open na Karen
          • #6 Collapse

            Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

            Aapki post bahut informative hai aapki baat bilkul theek hai ki agar aap stable market mein trading karenge to aap ko nuksan ho sakta hai kyunki aap itna zyada wait nahin kar sakte to aapko chahie ki aap acchi learning aur acchi focus ke sath aap pahle market ko samjhe aur jab market moment kar rahi ho aur aap ke hak mein movement kar rahi ho tab aap trade lagaen otherwise aap trade na lagaen aise aap ko nuksan ho sakta hai jab tak aap forex trading main market indicators ko nahin samjhe ayenge aur apni trading market indicators ke mutabik nahin karenge aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte market indicators aapko market ki overall situation ko batate Hain ki aaya iske bad market profit mein jaane wali hai yah last mein jaane wali hai agar aap market indicators ko follow karenge aur aap market indicators ke mutabik ki trading karenge to aap market se bahut achcha profit Kama sakte hain isliye koshish karenge jyada se jyada market indicators ko samjhe aur market indicators ke mutabik hi trading Karen Taki aap acche se achcha profit Kama sakte.
            • #7 Collapse

              Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

              All my dear Forex member Forex trading market Hamesha se apni movement show Karti Hai Kabhi Bhi market aapko is situation Mein Nahin milati ke aap market ki movement ko stop Dekhen Kyunki market ki movement Kabhi slow hoti hai aur Kabhi fast Hoti Hai Forex mein agar aap profitable trading karna chahte hain to uske liye market ki movement ko follow karna hi aapke liye profitable hota hai Kyunki agar aap market ki moment ko acchi Tarah Se follow karte hain tabhi aap Forex Mein Achcha profit Le sakte hain aur aapki trade mein nuksan bhi nahin Hota agar aap market ke against Kisi bhi movement ko follow karte hain to aapko usmein kabhi bhi profit Nahin Hota aur Yahi sabse bada nuksan Hota Hai Jab aap market ki movement Ko samajhte Nahin Hai Aur wrong statement ke sath apni trade open kar dete Hain
              Forex trading ka Business mein market ko samajh nahi sab ke liye kamyabi hoti hai agar aap market ko samajhne ki ability ko strong Karenge to hi aap Forex Mein successful Honge isliye jaruri hai ki market ki movement ko samjhe aur Hamesha market ki use movement ko follow Karen jisse aapko profit Ho market ki use movement ko kabhi bhi follow na Karen jisse aapko loss hota hai
              Hamesha market ko analysis karne ke bad follow Karen Kyunki market mein agar aap strong analysis ke sath apni trading Karenge tab hi aap market ke according apni trade open kar sakte hain usse aapko profit Bhi Hoga aur aap kaun nuksan hone ke chance De kam se kam Honge
              • #8 Collapse

                Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

                dear dosto agar hum forex market ki baat karain tu iss mai teen tarah ki movement hoti hai jisay ap trend ka naam b dy saktay hain
                1. up movement matlab up trend iss kisim ki movement mai agar ap trading karain gay tu nuqsan kay chances boht kaam hotay hain lakin after proper analysis
                2. down movement iss ko down trend b kahtay hain iss mai b ap proper analysis kay baad market mai enter hotay hai aur ap kay nuqsan kay chances kaam hotay hain
                3. side way movement matlab j na up trend ho aur na hee doen trend ho iss tarah ki soorat mai trading krnay se ap ko loss kay ilawa kuchb nai milta.
                • #9 Collapse

                  Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

                  Assalamu alaikum dosto forex forum market main ups aur down aate rahte hain ise hota hai Kay market ki moment acchi rahti hai ham agar jitni jyada movement mein hogi utna hi trader ko napha ya nuksan hota hai isiliye jaruri hai ki Ham market per najar rakhen aur acchi se acchi e market move Karen jitni se jyada move karegi utna hi achcha yah Nafa ya nuksan hota hai agar market stable Ho jaati hai isase aapko Na to nuksan hoga aur na hi nafa hoga jisse aapke spread ki vajah se nuksan ho sakta hai jo broker ko naphade sakta hai isiliye hamen chahie jab market stable condition mein Ho to Ham main trading nahin karni chahie yah use waqt karni chahie jab market ki moment acchi Ho jitni jyada movement hogi utna hi achcha Ham profit Kama sakte hain aur utna hi acchi trading ho sakti hai isiliye jaruri hai ki Ham market ke bare mein main acche se accha knowledge gain Karen stock market ki movement ko samjhe aur acche se achcha experience hasil Karen jitna achcha experience hoga utna hi achcha Ham profit Kama sakte hain iske liye jaruri hai ki aap market ko jyada se jyada time den jisse aapko market ke indicators aur signal ka pata chal jata hai aur jisse aap acchi trading karke achcha profit Kama sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

                    What is stable market.


                    Je dear forex market esi market hoti hai jo ik tight range k andar travell karti hai. Stable market k bary ma ye mana jata hai k es state ma demand or supply balance hoti hai so market kio big move ni karti. Stable market bhot tricky ho sakti hai kiu market zayada dair tak es stable state ma ni rehti. Jb market stable state sy nikalti hai to wo bhot big move karti hai or es sorat ma trader ko bhot loss ho sakta hai. Forex stable market k kuch disadvantages b hain jin par ham kuch dair discussion kar letyn hain:-


                    1. High transaction cost.


                    Forex stable move ik he range ma move karti hai jis sy trader ko kio big profit hasil ni hota or es waja sy trader ka profit commission ki nazar ho jata hai. Jb market stable hoti hai to profit hasil karny k lae bar bar trade open karna hoti hai jis ki b waja sy trader ko zayada commission pay karna parta hai es lae small profit ka bhot sara hesa broker k commission ma nikal jata hai.


                    2. Time consuming
                    .


                    Je dear jesa k stable market ma kio big move ni hoti so trader jb trade open karta hai to uski trade stuck ho jati hai or usko profit hasil karny k lae bhot zayada time wait karna hota hai. Jis ki waja trader aksar panic ka shikar ho jaty hain. But jb wo big lot sy trade open karty hain k maximum profit jaldi sy hasil ho jae to market wrong direction ma big move kar jati hai es sorat ma trader ko big loss hota hai or unka account wash hony k chance peda ho jaty hain. So trader ko stable market ma trade ni karni chahe balky market k break out karny ka wait karna chahe. Es time tak apna capital sambal kar rakhna chahe.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

                      Jab Ham Forex trading Ne Apna Kam start Karte Hain To usmein Hamen sabse pahle Forex trading Mein maujud Tamang chijon ko acchi Tarah Se understand karna bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki Jab Ham forex market ko acchi Tarah Se learn kar lenge tab usmein vajud trading strategies ko acche tarike se samajh Payenge aur usse ke hisab se hi market Mein Apni trade open or close kar Sakenge Agar Ham trading ke nuksan Se Bachana chahte hain aur acchi trading karna chahte hain to uske liye Hamen Forex ko acchi Tarah Se understand Karke usmein Apna Kam start karna chahie

                      Apni bahut hi Achcha question Kiya Hai Ke stable market movement main trading ke se Hamen kya nuksan ho sakta hai aur ham is nuksan se Kis Tarah Se bache sakte hain aur Hamen stable market movement ko Kis Tarah Se use karna chahie Jab market stable hoti hai to use per Katha Mein trading karne mein bahut jyada nuksan kar Samna karna padta hai isliye Hamen chahie Ke Jab market stable ho to use Waqt Apna Kam Karne Se Pahle Uske acchi Tarah Se Soch samajhkar Ek paste planning banaa leni chahie aur use planning ke hisab se hi market me apni trade Lagani chahie Taki Jab markets satable ho to use Waqt Ham ismein kam Karke Achcha fayda Sar kar sake aur nuksan se bachsake

                      Jab market stable ho to use takat Agar hamare pass trade lagane ka Achcha knowledge or experience Nahin Hai To us Waqt Hamen is related Tamam informations Hasil kar leni chahie aur informations ko acchi Tarah Se understand karke hi market Mein Apni trade open Karni chahie vo log jo ke Forex trading mai beginners Hote Hai unhen chahie Ke vah Jab market Stable ho to use market Mein trade na lagaen Bal ke is ko acchi Tarah Se understand karne aur unhen chahie ke Hua iska knowledge Haasil karne ke liye Apne senior se contact Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

                        Yes when did market trend is not according to our well and market is stable and not moving in One Direction then it is difficult for us to choose whether to trade or whether or not but it is a very difficult points for every trader to choose whether he should the trade in the market or not because it trading is a continuous process that a trader cannot stop himself so for long time from stopping trading so he definitely put the trade short-term trade or long-term trade but if the market is stable and not having One Direction are special market movement then there is the difficulty for traders juice but those trader who take risk and they definitely expert Rider are some people who don't know about the trend in the concept of market movements they put their trades and willingly or unknowingly and those people who make some type of basic strategy and 2 trades in such type of market movements with some planning they have their own concept of sole trading but the basic thing is that the most of the people don't trade in this type of market Movement in stable market most of the traders wait for the next moment of market and they start the pending order they have already said many of the pending orders in the case of any kind of movement of market with standing orders are ready in every time and their planning it works practically when the market moves in any other direction so choosing a pending order is a better thing you from doing trading in a stable market you cannot get much profit in a stable market but you can wash your account when you do trading in stable market because stable market is no more standing for and remaining stable for much of time it will move in one direction of flow so your trade is on the edge of cube and and it will and no more no more time it will take to to wash your account is it goes against your trade so always try to avoid trading in the stable market always flow with the flow of market and flow with the market movement thank you very much
                        • #13 Collapse

                          Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

                          G baai aap nay acha topic chose kia hay.
                          Forex market mein Ham JB trading karte Hain to hamen chahie ki Ham sabse pahle market ko samjhe kyunki jab tak aap market ko samajh Kar ismein Kam nahin karenge aapko is se fayda bhi hasil nahin ho sakta sabse important chij hoti hai kya aap market mein kisi bhi pair per trading karne se pahle uske analysis Karen aur uske trend ko samjhaie kyon ke akshar aapane is chij ko dekha hoga ki market mein ek candle upar ko banti hai aur ek candle down aati hai aise time per hamen bahut aaye The aap se kam karna chahie aur jaldbaji Jo bhi karega vah nuksan uthega market jab bhi stable hoti hai to aise condition mein aapki trade open karna kisi rest se Kam nahin hota kyunki vah kisi bhi taraf move kar sakta hai aur agar aise time per ho aap ke against movement start karen to aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai hamen ek stable market mein kam karne se pahle is baat ko jarur sochana chahie ki market ki movement kis taraf ho sakti hai aur agar aise time per Humsafar se kam Le aur trade open na karen to vah jyada behtar rahega kyunki jitne bhi expert traders hote Hain vah kabhi trading mein jaldbaji se Kam nahin lete vah bahut sabar se kam lete hain aur vah is intezar mein hote Hain ki jis time bhi kisi pair ka trend Ban jaaye vah usko follow karte Hain jab market stable hoti hai to usmein Ham sirf ek tarike se hi fayda hota sakte hain aur vah yah ki agar Ham use waqt short term trading Karen to hamen usse fayda hasil ho sakta hai kyunki usmein aapko hourly hisab se trade open karni hoti hai aur uske bad hi aap usmein fayda hasil kar sakte hain aisi conditions main aapko market ko study karna hoga aur usko aapane proper Minister karna hoga kyunki agar aap short time treading karenge aur usmein aap market ko monitor nahin karte tu jyada chance yahe hota hai kya aapko usmein loss ho jaaye isliye stable market mein bahut yad se kam karna chahie aur trade open karne mein kabhi jaldbaji nahin karni chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

                            Market jub stable ho or koi movement na da rahi ho tu huma is mai entry nahi lani chaya bohot bara loss ho sakta hai is lia soch samaj kar entry lain stable market mai market ki movement up hoti ya down tu hum log analysis kar ka trade kar sakta hain laken jub market stable ho tu kabi bi trade na karian warna loss ka samna karna pr sakta hai stay market ka bara mai huma kabi bi samaj nahi ati ka wo kub or kis taraf move kara gi stay market mai hamesha wait karian agr hum log wait karian gain tu ak acchi trade bi mil sakti hai forex mai market tub stay hoti hai jub koi news ah rai hoti hai ya investors in ho raha hota hain ya agr currency pair tu wo kisi country ka economical halat ko dahk rahi hoti hai jasa kuch change ati hai tu market move karti hai ya holidays hon main countries mai jin ki currency pr market depend karti hai tub huma market stay mila gi or os wakat kabi trade nahi open karna chaya ta ka huma loss ka samna na karna para agr hum asa karta hain tu matlab hum log tukka lagata hain jis ki waja sy kabi tukka sahi lag jata hai or kabi nahi lagta hai is lia huma stay market mai tukka nahi lagana chaya agr tukka lagaya tu phr problem creat ho sakti hai market jub move kar rahi hoti hai tu os mai stretagies or analysis karna ahsan hota hai or kafi accha response bi milta hai huma is lia huma mahnat karni chaya ta ka bahtreen kamyabi hasil ki j saka
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stable Market Movment main Trading ke Nuqsan, Jaiza:

                              Forex market main kai trading strategies hain aur kai marketing situations ban jati hain jin main ham market main kisi bhi security main trade kar sakty hain. Forex main trading bhi aik fun hay, laikin ye tab hasil hota hay jab ham is main bharooor mehnat karain, chahy woh learning ya knowledge hasil karny kay liye ho, ya experience hasil karny kay kiye ya phir market main order place karny kay liye, hamain forex main earning say pehly har shubay main mehnat karna must hota hay ta keh ham is main kamyabi kay liye purumeed ho sakain.

                              Forex main ja bhi ham trading order place karna jayain to hamain market kay trend per he trade karny say bahut acha profit milta hay. Market jab trend change ya reverse karti hay to is say traders ko bahut ziada earning hoti hay, laikin trend change, continue ya reverse hony ki waja koi limitation he hoti hay. Q keh jab market stable ho to phir ye aik average spread kay andar he ups and down kar rahi hoti hay, aur aisi situation main market main achi earning nai ho sakti. Jab keh scalping technique use karny say kai dafa market apna trend change kar jati hay, aur hamain stable market main bhi bahut ziada loss ho jata hay.

                              Market ki stability situations main hamain fundamental analysis lazmi karny chahiye. Ta keh ham forex market kay trend ko samjhny aur talash karny kay sath sath is main trading strategy bhi prepare kar sakain. Lehaza hamain technical analysis bhi lazmi karnay chahiye, different tools aur indicators ka use kar kay trend ko identify aur iski strength ka pata karain ta keh hamain forex ki stable market situations main bhi achi earning ho saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X