News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

    News best trading bahut acchi trading hai Ham isko acchi tarike se apply kar sakte hain news trading se ham market mein acchi entery la sakte hain lekin pahle hamen maloom hona chahie ki news hai abhi ke nahin jis pair ki news hoti hai wo pair bahut zyada move karta hai news ke aane ke bad isliye jab bhi e-trading Karen jis per bhi Karen lekin us pair ke bare mein news ko lazmi study kar le ta ke aap ko ek acchi trade mil sake is business mein jisne bhi mehnat ki wo kamyab huwa news trading ko Ham fundamental analysis mein dalte hain jiska fundamental analysis strong hote hain wo ek acchi trade ko aaram se open kar sakta hain main aksar gold per trade karta hun aur gold usd ka against chalta hai is liye jab dollar ki news aati hai to market mein bahut up-and-down hote hain is liye main use aane ka wait karta hun aur news ane ke bad trade ko open karta hun

    Ab baat yah hai ka Ham news ko dekhe kaise news ko Ham dekhne ke liye ek software use karte hain jisko investing.com kaha jata hai yah software hum download kar lete hain aur jab isko hum open karte hain to ismein rozana ki news a rahi hoti hai Jo strong news hoti hai uske sath star hote hain aur jo strong nahin hoti uske sath two ya one star hota hai is software ka ya fayda hai ki hamen maloom ho jata hai ki jo news a rahi hai vah kis time per a rahi hai aur yah kitna market per effect kare gi phr hum os ke hisab se a trade ko open karte hain ta ke news ahna ke bad hamen nuksan na ho news trading bahut zabardast hai jisne bhi news trading ki wo bahut kamyab hua kafi acchi kamai ho sakti hai kyun ki news ke bad hamen maloom ho jata hai ki market kis taraf move karegi aap jayegi ya down yah sab information hamen news ke aane ke bad maloom Ho jaati hai aur ham ek acchi trade ko open kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

      Forex main kai kisam kay tariqon say order place karty huye trading ki ja sakti hay. Is tarah trading ki kai types hain jin main say news based trading bhi aik hay isko ham simply news traing bhi keh sakty hain.

      News based trading say murad ye hay keh kisi aisi business meeting ya news ki announcement ka wait karty rahain jo financially forex market ko affect kary. Yani jis kay bad forex market ki movement main ups and down a jayain aur market trend change hony ki expectation ho. Iskay bad trade karna news based trading kehlata hay.

      News har din aur week main announce hoti hain. Laikin kai news ka bahut high impact hota hay, jaisa keh kal FED Meeting kay end per hua aur is news ki waja say market main bahut taizi aur ups and downs huye, USD aur CL ups gaye jab keh Gold ka trend change hua aur gold kafi nichy aya. Kai traders ko iski publishing ka pehly say pata tha, aur woh is meeting kay over hony kay bad results ka wait karty rahy laikin jinhon nay pehly he order place kar rakha hoga, may be un main say kuch ko reverse movement per loss bhi hua ho.

      News trading strategy aik best trading strategy tab he ho sakti hay, jab hamain news ki announcement kay schedul ka pata ho. Aur ham is kay mumkina do tarfa impacts janty hon, ta keh ham news kay final results and details any tak kisi kisam ki trading sargarmi na karain. Aur jab news announce ho jaye to fori entry ki bajaye trend ki change ki confirmation kay bad trade start karain jab keh proper risk management karain.
      • #18 Collapse

        Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

        Jab Ham Forex forum Mein Apna Kam start karte hain to use takat Hamen Forex trading ko acchi Tarah Se analysis kar lena chahie Kyunki analysis karne ke bad hi ham Forex foram Mein kam karne ka knowledge Hasil kar paate Hain Forex trading mein bahut si trading strategies Hoti Hai Hamen in trading strategies ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie ki kaun si trading strategy Market Me trade Lagate Hamare liye helpful to sakti hai Hamen sirf use trading strategy Koi use karna chahie jo ki Hamen market main trade Lagate Waqt Achcha result day

        Market Mein trade Lagate market Hamen ek hi strategy ko long time tak use nahin karna chahie balki new beasd strategy ko bhi use karna chahie Taki ham new beasd strategy ke jarie se Ham Inka acchi Tarah Se knowledge Hasil kar len Agar hamare pass in new based ji ka acchi Tarah Se knowledge Nahin Hai To uske liye Hamen chahie ki Hamen Apne seniors ya FIR an expert members ke sath contact karna chahie Jo ke form ko acchi Tarah Se samajhte hain aur ismein expert Hain vah Hamen in strategies ke bare mein acchi information forhm kar sakte hain Hamen chahie ke Forex trading Mein trade lagat Waqt Hamen win informations ko follow karte hue hi market Mein trade Lagani chahie Jo ke beginners hote hain unhen chahie ke vah market mein sirf ek hi strategy ko use karen new beasd strategy ko use na Karen Kyunki unhen uska acchi Tarah se experience Nahin Hota aur na hi vah ismein Apna Kam acche tarike Se Kar paate Hain Hamen Forex trading ko join karte waqt Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur Apna Kam imandari ke sath karna chahie Hamen Apne time ko Faizul kam Mein wyast Nahin Karna chahie bal Ke Apna time Forex ko Dena chahie Taki Ham Forex ke bare mein acchi information Haasil Karke usse acchi kamyabi Hasil kar sake
        • #19 Collapse

          Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

          News based par trading karny ka matlab ye hay key ham trading decisions economic news ko follow kar key len, aur trading ki strategy be news key base par hi banaya karen, koi be important news agar ham hasil karty hey to esi base par hamy trade open be karna hota hay aur other koi esi news agar ham hasil karen jes se market trend change hony ka chance ho to esi order ko close kar key next trade open karny ki planing karen, market ka fundamental analysis hi news key base par kia jata hay, economic news ki bahot hi value hoti hay news based par ki gai trading bahot hi kamyab hoti hay aur es me loss ka bilkul be dar nahi hota jab key technical analysis kar key 10% es se siraf market trend ka hi idea le kar decision lena chaye aur fundamental analysis (economic news) key based par depend kar key 90% trading ka decision lena chaye, indicators signals ko follow karny se traders kamyabi aur profit key ley short way ka use kar sakty hey jes ki waja se traders ko conform success aur profit milny ki umeed bahot kam hoti hay aur agar ham economic news par every time depend kia karen gey to es ki waja se market ki situation clear hony ki waja se without any loss key hamy huge profit earn karny me bahot asani hoti hay, me ye nahi kehta key technical analysis reliable nahi magar news trading ko be avoid karna hamari ghalti ho sakti hay.
          • #20 Collapse

            Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

            Assalamu alaikum dear member Agar Ham forex market Mein acchi success Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ky Agar Ham forex market Mein kam karna chahte hain To Hamen news ko acchi tarike se follow karna chahie aur FIR Usi news ke mutabik tried Lagani chahie trading ke liye bahut Sare tools Hote Hain jinhen apply Karke Ham acchi trade nikal sakte hain new based strategy Ek acchi aur mufeed strategy hi Hamen is news basis strategy ke sath Apne kam Ko achy tarike se kar sakte hain Hamen chahie ki Ham Apne kam ko mehnat ke sath Karen Agar Ham news ke sath tarading Karenge To isa se Hamen loss ke chances bhi kam Najar aaenge isliye Hamen Hamesha news ke sath hi trading Karni chahie Hamen Apne kam ko Hamesha Sabar aur aaram ke sath karna chahie Apne is kam main Apne experience ko bhi e increase karna chahie Jitna Ziada Ham Apne is kam ko experience ke sath Karenge utna acche tarike se Ham market Mein trade Laga Payenge news ke sath trading karne ka matlab yah hai ki ham isa se acchi information Hasil Karte Hain aur FIR Uske according trade Lagate Hain Jab Ham is news ke acording trading Lagate Hain To Ham Achcha profit Hasil Karte Hain bus Hamen chahie ki Ham Apne kam mein jyada Se Jyada hardworking Karen aur apne is kam ko knowledge ke sath Karen aur Hamen Apne is kam ko Hamesha acchi planning ke sath karna chahie Jitna Jyada Hamari acchi planning Hogi Itna jyada hi Ham Apne kam mein success Hasil kar Payenge Agar Ham acchi success Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen Apne se kam Mein mehnat karni padegi mehnat ke bagair To Ham kabhi bhi acchi success gain nahin kar sakte
            • #21 Collapse

              Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

              dear forex me news is maltb koi financial event ya koi asi occurance jis sy kisi bhi country ki economic effect ho wo news hoti Hy jis sy forex me nuqsan ya faida hota Hy logo ko market mein Jo bhi news aati hai uska ek schedule a Raha hota hai uske liye different websites available hai jinko dekhkar Ham is market mein yah dekh sakte hain ki market mein kaun se news a rahi hai aur uski vajah se market mein kitni mohabbat ho sakti hai kyunki market jab bhi volatile hoti hai to usmein humko yah pahle se pata chal jata hai ki kaun si news a Rahi hai jiski vajah se itni jyada mohabbat Hui hai agar Ham is market mein news reading karna chahte hain to uske liye Ham ko sabse pahle news ki related trading strategy banana hogi Taki Ham use per aasani se trade kar sakte kyunki news ke dauran kafi jyada is hota hai agar Ham use time badi lot size laga dete Hain to humko thodi si der mein kafi jyada nuksan ho sakta hai humko chahie ki ham is market mein rail lagate wakat ko control Karen aur aaram se trade Karen tab Ham ko ismein fayda Ho jata hai financial news hi Forex ki news hoti hay esi news ko ham news papers me be find kar sakty hey aur sab se behtar to ye hay key economic calendar me hi esi news ko find kia jaye, news kesi be time jo release ho kar market par asaar kary es ko social news ka name dia jata hay ye news economic calendar me nahi hoti hay, agar war tension jesi sorat e haal peda ho jaye to ye social news hoti hay jo har tarha se hi market par asaar rakti hay aur esi news economic calendar key schedule me nahi hoti hay Forex trading kay doraan news aati rehti hain laikin traders ko unhain samajhnay kay liye acha knowledge rakhna zaruri hota hai. Bohat say aisay countries hain jinn ka direct Forex market kay saath connection hota hai jaisay kay OPEC aur OPEC plus countries ki political aur economical news Forex market pay direct impact kerti hain. Forex traders ko koi bhi news milay tou unhain trading terminal kay charts ko big time frames mai monitor kerna chaiye takay kisi bhi kisam ki changes ko fori observe ker kay uss kay mutabiq trading ker sakain
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #22 Collapse

                Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

                new members job trading se related apni learning ko acchi tarah Se continue karte Hain to is tarah Se unko achcha experience mil raha hota hai aur yah members per depend karta hai ki vah apne kam ko kis tarah Se acchi tarah Se continue kar rahe hain aur unko acchi tarah Se continue karne ke liye aur ek achcha start lene ke liye apni base ko aur bhi strong banana hota hai aur ja members is tarah Se usko strong banaa lete Hain to tab bhi members ki trading aur bhi acchi Ho jaati hai aur members ko trading se related maximum knowledge hasil ho jata hai lekin jab members apni learning se related koi bhi experience hasil karne ke liye struggle nahin kar rahe honge to tab members ko koi bhi fayda nahin hoga members ko apna Kam acchi tarah Se karne ke liye maximum struggle karna hoti hai aur kam per bahut hi acchi tarah Se focus kar lene main members ko expert hona chahie yah ek tarah ki planning hai aur agar koi member is ko apni trading mein acchi tarah Se istemal kar lega tu is tarah Se members ki trading unke liye beneficial ho jayegi aur training karna aasan Kam nahin hai iske liye members ko maximum mehnat karna hoti hai aur iske liye members ko apni management ko bahut acchi tarah Se strong banaa Lena hota hai aur jab members is tarah Se apni trading co strong banaa lene ke liye struggle karte Hain to tab bhi kuchh members Hain ki Jo apni is koshish Me na kam ho jaate Hain aur maximum members aise Hain ki Jo apni is koshish mein fail nahin hote aur successful hote Hain
                • #23 Collapse

                  Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

                  Dear friend jesa k aap ko pata hai ki news based trading bhi hamen kafi helpful subat ho sakti hai hamari trading karne ke liye Forex trading business Mein News ko importance bahut zyada hai lekin Hamen yah bahut send Mein rakhni padegi ki local news Jo hamari country ki hoti hain vah market per effect nahin karti lekin international business news vah forex market per bahut jyada effect Karti Hain aur news ke aane ke bad market Apna friend change karti hai aur Market moment bahut Pass Ho Jaati Hai isliye Hamen news ke bare mein information rakhni chahie aur Hamesha koshish Karni chahie ki news ke bad hi trading Karni chahie aur forex trading men kabi kabi tu news market pe bahut ziyada effect karti hen aur kuch log news ko follow kartay hen aur achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen lekin kabi kabi market news k opposite move kar jati aur bara loss ho jata hey iss liay news ki bajay apnay knowledge aur experience pe depend karen aur Forex trading menus ki bahut jyada hai main Ta hai agar hamare paas news aane wali Ho To ham Ko swachta trading Nahin Karni chahie tum kijiye bahut hi jyada risky ho jata hai kyunki humko rishta Nahin Lena Apne account ko hamesha safe rakhna hot
                  Last edited by ; 18-09-2020, 12:29 AM.
                  • #24 Collapse

                    Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

                    Pahle Jab Ham trading start Karte Hain To Ham signals Ko Dekhkar trading Karte Hain Jab Hamen Koi signals Milte Hain To Ham Uske matlab Ek Hi chij Ko bhaiya yah sale Karte Hain To isliye Ham vo trading signals ke through Lagate Hain lekin Jab Ham per trading start Karte Hain To trading Mein Ham Apne sabse pahle graph ko dekhte hain aur ped ko dekhte hain ki kaun se ped ki movement Sahi chal rahi hai is market analysis Kaha Jata Hai Kyunki Mujhe per market analysis Karte Hain To Hamen Hardik Thi usko focus karna Hota Hai Jab Ham graph ko dekhte hain aur uske bad pair ki movement indicators ko Dekhenge Aur trendline Ko Surroor focus karna chahie aur ab Baat aati hai ki trading mein news ke mutabik Kis Tarah Se trading ki Jaati Hai to hamare pass MT4 Mein Hi news Kabhi Option hota hai vahan jakar ham har Ek news update Re Sach hote hain Kyunki vah SAB News trading ke mutabik ki hoti hain Jo expert trater Ban Jaate Hain unhen phone use bahut acchi Tarah Se samajh Aati Hain To isliye Hamen chahie ki Apne senior se guide Lekar UN ki madad se Ham news Ke mutabik Bhi trading Se Kiya Kyunki Jab Ham news ke mutabik trading Karenge To Hamen bahut Achcha profit mil sakta hai mostly aisa hota hai ki Ham trade Laga Lete Hain lekin news change hone ke bad portrait Hamari profit Mein Nahin jaati vah loss Mein Chali Jaati Hai To isliye bhi zaroori hai kya Ham news ke Mata Becky trading Karen Jab Humne usko Dekhte Hue trading Karenge to Ek Achcha Pro that ban jayega ESI apni working per kis karna chahie Kyunki Jitna Achcha hamare pass bonus Hoga itni acchi earning bhi ho sakti hai To Hamen apni earning per Jyada ko Kuchh karna chahie
                    • #25 Collapse

                      Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

                      Kisi Mulk ki currency e k strong yah week hone ka daromadar is mulke Santi Rojgar Aur Bank ke Saraswati dwara per Hota Hai market Mein Had Se Jyada Teji dekhne Ko milati Hai Forex factory com ke calender Mein Lal Rang Ke Waqt hone wale ilanko 15 minut ka 5 minut ke time-frame mein dekhne se market ki Teji ka Bahubali andaza Lagaya Ja sakta hai ine news ke Waqt trading ko news trading Kahate Hain news trading bahut jyada dangerous Hoti Hai Kyunki price Chand second Mein 50 se 70pips hit Karti Hai news trading bahut se experience ka traders use kar sakte hain demo account per practis karna bahut jyada important hota hai is Hamare experience or knowledge Mein izafa Hoga Ham Apna Kam acchi tarike se karne mein Kamyab Hona Sakenge Kisi bhi currency ke news se pahle open trade close kar den Kisi Ko market uptrend agar agar Kisi Ko downtrend Ho Kisi Ko sideway market Najar Aaegi to Kisi Ko retracement Najar a Rahi Hogi to Sawal yah Paida Hota Hai Ki Main right kaun hai aur wrong kaun hai tu Sab bhi theek hain price Jab Ek simt mein ya nahin up yah down Safar Shuru Karti Hai To yah travel mahinon Mein ISI cement mein chalta rahata hai Magar Raste Mein Mod bhi Aate Hain Kahin stop bhi Aate Hain Kisi Ki Sada mein sahi hai ki jahan tak trading ka Taluk Kaha trader ka Apna style Hota Hai Har traders Apne tarike Se Apna Kam start karta hai jis mein trading Ek Se Jyada Din Jari rahti hai Achcha Kiya Jata Hai kapling Mein 15 minute 5 aur ek minute ka time frame check kiya jata hai practice account mein aap mukhtalif timeframe check Karenge jo aap konasi lagega uska use kar sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

                        Dear members

                        Forex main trading keliye apko news di jati Hein jinkay mutabik trading Kar sakty Hein aur acha profit gain Kar saktay Hein news Kay mutabik trading Kay bohat sy faidy Hein news sy apki learnings aur knowledge barhti hai aur phir Ap achay experience Kay sath kamyab trading Kar sakty hen forex main news Kay mutabik trading hamesha faida deti hai news Kay mutabik trading Kay bohat sy faidy Hein Ap achi aur kamyab trading Kar sakty Hein aur kamyab ho sakty Hein news apki knowledge ko barhati Hein apko Trading ka knowledge deti Hein jiski madad sy Ap Achi Trading Kar sakty Hein trading Kar Kay acha profit hasil Kar sakty Hein is main news bohat faida deti Hein agar Ap news Kay mutabik trading Karen gay to is main apki help hogi aur asaan ho go phir Ap achi aur kamyab trading Kar saken gay

                        News say trading ka Aik aur faida ye hai Kay news main apko trend ka ota chal jata hai sir Ap phir trend ko follow Kar sakty Hein Jis sy Ap acha profit Kama saktay Hein trend Kay mutabik Jo trading nai karty unhen ziada tar loss ho jata hai is liye trend Kay mutabik trading karna zaruri hota hai aur ham news ko parh Kay trend ka ota chalta hai phir ham trend Kay mutabik tradingt Kar sakty Hein aur acha profit bhi Kama sakty Hein is liye Trading keliye ye zaruri hai news ko parha jaye taky apko faida market Kay trend ki follow karna bohat zaruri hota hai kiun Kay trend ko follow Kar Kay hi profit hota hai .aur hamen news Sy market trend ka ota chal jata hai

                        Isky sath sath ja Ap news ko parhty Hein aur is Sy apki knowledge improve hoti hai aur ko market main cheezon Kay up and downs ka ota chal jata hai phir ap achi trading kar sakty Hein . News ko parhna is liye bhi zaruri hai kiun Kay isko parh Kay apko market analysis ka ota chalta hai aur kamyab ho paty Hein Trading keliye market analysing bohat zaruri hai ap agar market ko analyse Kar Kay trade karty hwin to Ap easily achi trading Kay profit gain Kar paty Hein trading apko bohat faida deti hai aur Ap kamyab ho paty Hein kisi bhi trading sy pehly market ko analyse karna zaruri hota hai aur apko news Kay zariye bhibiska pta chal jata hai
                        • #27 Collapse

                          Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

                          dear brother forex kasa business Jo ke international recognised hai aur yah pura worldwide ek hi tarah kam karta hai asal mein problem yah hai ki is business mein mukhyalay products aur mukhtalif currencies ki khareed aur farookht hoti hai jiski banaa per is mein trades lagai jaati hai to vahan per loss ya phir profit hota hai aapane news ka impact poochha hai forex ki trading per to pyare bhai asal mein duniya ke Jo bhi halat hai vah foxpor directly taur per asar andaz hote hain duniya mein kahin bhi Koi bhi vakya ro noma ho jaaye to uska asar fori Tor per forex market per ho jata hai jaise ke duniya mein sabse powerful country America kaun hota hai to uska president juhi Koi byan yah statement deta hai to usi time forex mein bahut zyada moment dekhi jaati hai basically news hi hoti hai jiski Bina per forex MI sellers aur buyers bahut zyada tadad mein nikalte ya FIR enter hote Hain isliye forex mein halchal si Mach jati hai to Ham kahate Hain ki forex mein bahut jyada movement observe ki ja rahi hai yahi asal mein forex ke business business per news ka impact hota hai hamen chahie k jab forex main trade open karen to sabse pahle international e news zarur check karne ke kaun si news aajkal zyada popular hai usi hisab se Ham trade open Karen agar to aisa hua ki Ham nettrade open ki aur koi big news scheduled ki to vah hamari trade ke upar asar andaaz ho sakti hai yah to hamen bahut jyada profit ho sakta hai ya phir bahut zyada loss ho jaega
                          THKS
                          • #28 Collapse

                            Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

                            news based trading yeh hoti hy keh trader market ki news ka intizar kar rhy hoty hain.jaisy e market ki traf se trading news leak hoti hy to trader apni trade open karty hain laekn ek point ke lihaz se yeh bht ziada risky trding hy.kyukeh market achanak se move karti hay.aur loss ka bi risk hota hy. isi lye trade ko news based trading ke time aehtiat bi karni chahye . jo professional trader hoty hain unhe kisi had tak pata chal jata hy keh yeh news kis hadd tak thek hoti hy.kyukeh kbi kbi aesa bi hota hy keh market news leak hony ke bad bi trading apni opposite side me move karna shroo kar deti hy.is ki waja bi yhe hoti hy keh market me movement normal routine se hat jati hay . zarori ni hota keh har news theek ho.bht bar technical analysis karny ke bad market apni sae direction me move ni karti.isi lye greedy ni hona chahye news ko sun kar.behtar yhe hy keh apny knowledge py trust rakehn aur apko itna confident hona chahye keh me apni trade teek time py open kar rha hn .bas ek bar history dhk leni chahye us trade ki, then ap trade ko open karen.lot size aur leverage ko sae trah se rakhen takeh apni trading ko secure kar saken . news based trading apko bht ziada profit bi dy jati hy .is bat py koi shkk ki.laken agar yeh opposite hwe ek bar to ap is trah hairan ho jaen gy keh apni sari investment loss ho jati hy aur ap market ka confidence khoo dety hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

                              market mein trading mukhya delivery kaun se hoti hai aur kuchh log news ke time trading karte Hain to isko ham news based trading kahate Hain news based trading bahut hi khatarnak trading Hoti hai kyunki jab ham news per trading kar rahe hote hain to market ki bahut fast movement hoti hai aur agar fast movement mein ham chhoti si mistake bhi karte Hain to tab bhi hamen bahut bada nuksan ho sakta hai isliye hamen chahie ke ham market mein news bhej per trading na Karen lekin kuchh expert log news base abhi trading karte Hain.

                              agar hamari trade hamare favour mein jaati hai to news ke dauran bahut hi market ki fast movement Hoti hai jiski vajah se hamara account double triple ho jata hai kyunki market mein jitni fast movement news ke time Hoti hai itni fast moment market mein Kabhi Nahin ho paati hai aur is Tarah se hamara account kafi healthy ho jata hai aur hamen kafi bag profit mil sakta hai.

                              agar news ke time ham koi trade open karte hain aur vah hamare against chali jaati hai to hamara bahut bada nuksan hota hai isliye main samajhta hun kya agar ham news based trading kar rahe hain to hamen jarur stop-loss ko istemal karna chahie tabhi hamari trading behtar ho sakti hai aur ham Apne account ko safe Rakh sakte hain agar ham Apne account mein stoploss ko istemal Nahin karte Hain to fir hamari trading kafi khatarnak hoti hai aur hamen market mein kafi bada nuksan hone ke chances hote Hain hamen chahie ke ham news base per trading na Karen kyunki news base per only expert log hi trading kar sakte hain.

                              market main use ko analyse karna ek bahut bada mushkil kam hai kyunki hamen news ka pata nahin chal sakta hai aur agar ham news ko hemraj karte hue ek chhoti si Galti bhi karte Hain to tab bhi vah hamare liye ek badi mistake sabit hoti hai aur news ke time agar humse koi mistake ho jaaye A to isase hamara pura account bhi wash ho sakta hai.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai

                                Mere Pyare dost ismein new best trading ji ke Hamen ismein apply karna chahie aur new best trading Hamen sikhana chahie aur Hamen chahie ki Ham ismein bahut hi jyada mehnat Karen mehnat ki vajah Se Hi Hamen kamyabi Milta hai aur new trading karne ke liye hamare pass bahut hi Achcha knowledge or experience Hona chahie aur mehnat se kam karna hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X