Re: News based trading Kia hai aur isko kis terha trading main apply Kia ja sakta hai
News best trading bahut acchi trading hai Ham isko acchi tarike se apply kar sakte hain news trading se ham market mein acchi entery la sakte hain lekin pahle hamen maloom hona chahie ki news hai abhi ke nahin jis pair ki news hoti hai wo pair bahut zyada move karta hai news ke aane ke bad isliye jab bhi e-trading Karen jis per bhi Karen lekin us pair ke bare mein news ko lazmi study kar le ta ke aap ko ek acchi trade mil sake is business mein jisne bhi mehnat ki wo kamyab huwa news trading ko Ham fundamental analysis mein dalte hain jiska fundamental analysis strong hote hain wo ek acchi trade ko aaram se open kar sakta hain main aksar gold per trade karta hun aur gold usd ka against chalta hai is liye jab dollar ki news aati hai to market mein bahut up-and-down hote hain is liye main use aane ka wait karta hun aur news ane ke bad trade ko open karta hun
Ab baat yah hai ka Ham news ko dekhe kaise news ko Ham dekhne ke liye ek software use karte hain jisko investing.com kaha jata hai yah software hum download kar lete hain aur jab isko hum open karte hain to ismein rozana ki news a rahi hoti hai Jo strong news hoti hai uske sath star hote hain aur jo strong nahin hoti uske sath two ya one star hota hai is software ka ya fayda hai ki hamen maloom ho jata hai ki jo news a rahi hai vah kis time per a rahi hai aur yah kitna market per effect kare gi phr hum os ke hisab se a trade ko open karte hain ta ke news ahna ke bad hamen nuksan na ho news trading bahut zabardast hai jisne bhi news trading ki wo bahut kamyab hua kafi acchi kamai ho sakti hai kyun ki news ke bad hamen maloom ho jata hai ki market kis taraf move karegi aap jayegi ya down yah sab information hamen news ke aane ke bad maloom Ho jaati hai aur ham ek acchi trade ko open kar sakte hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим