Re: Deep anylesis kamyab trading k liye zrori hotay hain
Ji forex main kam karty huye hamain is bat ko man'na chahiye keh teading koi game nai hay, is main tab he profit earning mumkin ho sakti hay jab ham khud ko market say analysis karny main magan aur masroof rakhain aur tuff time lain. Market kay analysis karna asan kam nai hay, hamain forex market main kai fields main mehnat karny kay bad trading say kuch earning milti hay. Q ke forex main trding sirf buy ya sell ka he nam nai balkeh ye is say bahut barh kar hay.
Analysis main sab say pehly hamain fundamentals yani bunyadi analysis karna hoty hain. Yani forex kay related marketing conditions ko find karna hota hay. Business, factory, economic, banking aur world news say bakhabr rehna hota hay, aur inka forex marketing ki securities per impact talash karna hota hay. Jab hamary fundamental ananalysis kamyab ho jayain to iskay bad hamain mazeed kam karna parta hay yani technical analysis karna hoty hain.
Technical analysis bahut zaroori hain, yani hamain chart per hony wali har candle bar ka baghor aur deeply jaiza laina hota hay, in say ban'ny waly patterns say trend ko find karna hota hay. Jisko sarsari daikhny say kam nai banta. Iskay sath hamain kai indicators ka use karna hota hay, buyers aur sellers ka rujhan daikhna hota hay, volume spread analysis karny hoty hain. Tab he ham trend ko jan kar iskay mutabiq trade karny main kamyab hoty hain.
Conclusions.
Darj bala behs say ham ye natija akhaz kar sakty hain keh trade ki kamyabi sirf aur sirf trend ko find karny kay bad trade lagany main hay. Jab keh trend ko talash karny kay liye analysis bahut zaroori hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим