Deep anylesis kamyab trading k liye zrori hotay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Deep anylesis kamyab trading k liye zrori hotay hain

    Ji forex main kam karty huye hamain is bat ko man'na chahiye keh teading koi game nai hay, is main tab he profit earning mumkin ho sakti hay jab ham khud ko market say analysis karny main magan aur masroof rakhain aur tuff time lain. Market kay analysis karna asan kam nai hay, hamain forex market main kai fields main mehnat karny kay bad trading say kuch earning milti hay. Q ke forex main trding sirf buy ya sell ka he nam nai balkeh ye is say bahut barh kar hay.

    Analysis main sab say pehly hamain fundamentals yani bunyadi analysis karna hoty hain. Yani forex kay related marketing conditions ko find karna hota hay. Business, factory, economic, banking aur world news say bakhabr rehna hota hay, aur inka forex marketing ki securities per impact talash karna hota hay. Jab hamary fundamental ananalysis kamyab ho jayain to iskay bad hamain mazeed kam karna parta hay yani technical analysis karna hoty hain.

    Technical analysis bahut zaroori hain, yani hamain chart per hony wali har candle bar ka baghor aur deeply jaiza laina hota hay, in say ban'ny waly patterns say trend ko find karna hota hay. Jisko sarsari daikhny say kam nai banta. Iskay sath hamain kai indicators ka use karna hota hay, buyers aur sellers ka rujhan daikhna hota hay, volume spread analysis karny hoty hain. Tab he ham trend ko jan kar iskay mutabiq trade karny main kamyab hoty hain.

    Conclusions.

    Darj bala behs say ham ye natija akhaz kar sakty hain keh trade ki kamyabi sirf aur sirf trend ko find karny kay bad trade lagany main hay. Jab keh trend ko talash karny kay liye analysis bahut zaroori hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Deep anylesis kamyab trading k liye zrori hotay hain

      friend trading karne se pahle aapko first market analysis karne hote Hain market analysis se Murad yah hai aapane pair ko verify karna hai ki kis pair ki market value ishwar kya hai sab aapko analyse karna hota hai aur analysis mein different types hai Jin ki madad se aap market ka jaj kar sakte hain aur forex trading men market ka analysis kiay bagher trade open kartay hen unn ko loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay market ka mukamal analysis karen aur phir trading chart ko dekhen aur news aur signals ko follow karen aur trend ko follow karen aur phir apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen aur analysis ki importance be fundamental analysis ki tarha bahot hi zeyda hay, market trend ko samjny ki bat ho ya market trend reversal movement ko understand karna ho to es key ley ham technical analysis work ko ignore nahi kar sakty hey, short term ki trading key ley ham technical analysis par ya indicators par hi depend kar sakty hey aur market analysis apky profit ki asal waja hoti hy agar ap technical analysis sy supprt aur resistance ka idea lgaa k apni SL aur TP active kr k trade open krty hen to apko zaada tar yahi chances hoty hen k profit hoga is leay technical analysis lazmi kren trade open krny sy pehly analysis ki base pa HM support aur resistance draw krty hn aur HM wahan candlestick cart kO Analysis krtyy huy major 2breakout pa trade lgaty hn isliy technical analysis bht zeada valuable smjha jata ha , Agar aapko market mein win karna hai agar aap Forex a Earning karna chahte hain to aapko acchi learning hasil karna hogi aur achcha experience hasil karna hoga.
      • #18 Collapse

        Re: Deep anylesis kamyab trading k liye zrori hotay hain

        Exactly dear aapki baat bilkul sahi hai Forex trading Mein Ham Sab kam Karte Hain To Hamen ismein deep analysis karne hote hain aur Market ki movement ka idea Hamen Apne analysis karke hi karna Hota Hai Jab tak Ham ismein analysis Nahin Karenge aur ham ismein mehnat Nahin Karenge Hamen ismein kamyabi Nahin Main Shakti Kyunki trading Ek Aisa business hai jismein aap Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam karte hain aur aapas mein jitne Jyada Main karte hain aapko ismein itna hi jyada profit ho sakta hai aur aapke Anil se aapke liye bahut jyada Jaruri Hote Hain.

        dear Forex trading Mein Ham jab tak nikal nrces Karte Hain To ismein Ham market ke Munh Mein ka idea candlestick patterns aur Market Mein chart patterns ke mutabik Karte Hain Ham Agar ismein chart pattern aur candlestick patterns ke bare mein Achcha knowledge Hasil kar lete hain to uska Hamen bahut jyada Achcha response mil sakte hain technical analysis Mein vah Hamare bahut jyada kam a sakte hain.

        Fundamental analysis main aapko market covers karna hote hain aur Market mein aane wali news ke bare mein aapko searching karna hoti hai aapko previous data ki best per aapko Aane wali news ke mutabik aapko Apne analysis karne hote hain agar aap acchi fundamental analysis karte hain to aapko usmein bahut jyada fayda ho sakte hain Kyunki fundamental ke Waqt market ki Munh mat bahut jyada fast ho sakti hai.
        • #19 Collapse

          Re: Deep anylesis kamyab trading k liye zrori hotay hain

          expensive foreign exchange trader forex Mein Kamyab hone ke liye first Hamen mehnat Karni aur attention karna bahut jyada jaruri hai agar Ham mehnat Karen forex ko understand karne mein aur full attention Karen market ki motion ko understand karne mein To Ham Kamyab ho sakte hain aur apni earning ko growth kar sakte hain foreign exchange trading enterprise Ek bahut jyada profitable enterprise hai apni incomes ko growth karne ke liye Koshish Karna aur Jyada Se Jyada marketplace Se Achcha income lene ke liye mehnat karna aur market ka analysis karna bahut jyada jaruri hai without analysis trading karne se Hamen loss ka Samna karna pad sakta hai apne loss ko manipulate name karne ke liye koshish karen kis Jyada Se Jyada marketplace ka evaluation Karen technical evaluation karte hue marketplace Mein buying and selling Karen Jitna Jyada deep evaluation Karenge market ki strategies for recognize karne ki koshish Karenge forex Mein Kamyab Ho Jaenge new traders ko chahie keva demo account according to practis karte hue apni trading abilties ko aur apne enjoy ko improve Karen aur Jyada Se Jyada market ke analysis per awareness Karen Jitna Jyada Ham market ke evaluation ko enhance karne ki koshish Karenge Ham foreign exchange market Mein without difficulty Kamyab ho sakte hain market Canal isase karna bahut jyada difficult hai agar Ham Apne know-how aur apni studying strength ko enhance kar le to hamare liye marketplace ka analysis karna bahut jyada clean hai isiliye koshish karen forex ko learn karne ki aur Jyada Se Jyada struggle Karen Apne evaluation ko robust karne ki Jitna Jyada Hamara evaluation robust hoga mutna without problems market mein kaun si dance ke sath trading kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
            market ko analyse kar lene se related acchi tarah Se members ko apna Kam karna hota hai aur jab members market ko acchi tarah Se analyse kar lete hain to is tarah Se vah apni trading ko bhi acchi tarah Se continue kar paate hain lekin members ke pass market ko analyse kar lene se related achcha experience hona chahie aur yah experience members ko help deta hai aur vah market se related maximum apne kam ko acchi tarah Se continue karte Hain
            Janab ap trading mai jab tak analysis karna seekh jaty hain tu ap ki adhi trading ki problem khatam ho jati hai. Ap ko cheye kay ap ki trading main fundamental or technical analysis dunu hony cheye. jab ap apni trading main technical or fundamental analysis karty hain tu ap ko idea ho jata hai kay kitni trade ko open karna hai or kis price pay open karna hai. us kay bad ap kay leye trading asan ho jati hai. ap ko yeh sub trading skills time to time seekhny ko milti hai or jab be trade open karty hain tu analysis kar kay achi trade kar sakty hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse


              Introduction:


              Kamyab trading ke liye gehra tahlil (deep analysis) ek zaroori tajaweezat mein se ek hai. Yeh traders ko market ki complexities ko samajhne, trends ko predict karne, aur munafa kamane ke liye behtareen maqasid tay karne mein madad karta hai. Is maqale mein, hum dekheinge ke gehra tahlil kyun zaroori hai aur kis tarah se yeh trading ko behtar bana sakti hai.



              Market Dynamics Samajhna:


              Gehra tahlil ka pehla maqsad market dynamics ko samajhna hai. Yeh includes karta hai ke kis tarah se supply aur demand, economic indicators, geopolitical events, aur doosre factors market ko influence karte hain. Agar aap market ke background ko samajh lete hain, toh aap behtar trading decisions le sakte hain.



              Trend Analysis:

              Trend analysis ka istemal karke traders market ke trends ko samajhne ki koshish karte hain. Yeh dekha jata hai ke market kaam kis tarah se kar raha hai, aur kya koi specific trend ya pattern develop ho raha hai. Gehra tahlil ke zariye aap long-term aur short-term trends ko identify kar sakte hain.



              Fundamental Analysis:


              Fundamental analysis ek aur important aspect hai gehra tahlil ka. Ismein aap company ke financial statements, economic indicators, interest rates, aur overall economic health ko evaluate karte hain. Yeh analysis aapko ye batata hai ke kya market overvalued ya undervalued hai aur future mein kya expectations hain.



              Technical Analysis:


              Technical analysis market ke past price movements ko analyze karta hai taki future ke price movements ko predict kiya ja sake. Gehra tahlil ke zariye traders price charts, technical indicators, aur patterns ka istemal karke market ke behavior ko samajhte hain.



              Risk Management:


              Gehra tahlil ka ek zaroori hissa risk management hai. Ismein traders apne trades ke liye kitna risk lena chahte hain, kaise stop-loss orders ka istemal karenge, aur position sizing ko kaise tay karenge, yeh sab tajweezat tahlil ke zariye hoti hain.



              Psychological Analysis:


              Trading mein safalta ke liye gehra tahlil aapko khud ki psychological state ko bhi samajhne mein madad karta hai. Aapko apne emotions ko control mein rakhna zaroori hai aur gehra tahlil aapko ye samajhne mein madad karta hai ke kaise aap apne emotions ko trading ke process se alag rakh sakte hain.



              Global Events Ka Asar:


              Gehra tahlil global events aur geopolitical situations ka bhi asar samajhne mein madad karta hai. Kuch events ya political developments market par direct ya indirect asar daal sakte hain, aur inko samajh kar aap apne trading strategies ko adjust kar sakte hain.



              Educational Growth:

              Gehra tahlil karne se aapko mukhtalif market dynamics, trading strategies, aur economic concepts ka behtareen ilm hasil hota hai. Aapko market ke mahol mein behtar samajh aata hai aur aap apne trading skills ko improve kar sakte hain.



              Conclusion:

              In conclusion, gehra tahlil kamyab trading ke liye zaroori hai. Yeh aapko market ke intricacies ko samajhne, trends ko predict karne, aur behtareen trading decisions lene mein madad karta hai. Fundamental aur technical analysis ke saath-saath risk management aur psychological analysis bhi iska hissa hain. Traders ko chahiye ke hamesha seekhne mein lage rahein aur apni tahlil ko refine karte rahein taki woh market ke hawalay se behtar taur par taiyar rahein.


              There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
              ​​​​​​​

              ​​​​​​​

              اب آن لائن

              Working...
              X