greed se bacho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed se bacho
    ap sb yah lalach na kro k market wapis ap k haq mai wapis aa jay ge bal k ap ko ek fix stop loss lagana chiea jis se k market agar hm k against bhe jate hai to ap ko loss na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    No sane mind can deny that greed is curse. It disgraces the greed one in the end. Man is greedy and hasty by instinc. is say bure cheez koi nae hte..is lya hamain greed say bachna chaheay..
    • #3 Collapse

      aslam o alaikum meray bahi greed aise cheez hay jo apko na profit deti hay and na hi apko koi bhi kisi bhi tarha ki knowledge daiti hay so humen chaeya kay hum greed na hi keren tou humaray liye kafi behter houga thanks
      • #4 Collapse

        bilkul aap ko lalchi nae hona ..lalach insaan ko marwa daiti ha..or forex me boht zayad lalach ata ha jb bnda apne goal ko achieve kr le to wo sochta ha k me is bhi zayada earn kroon ga day ka or isi chakkar me apna loss kr bethta ha to ap ko lalch se bachna ha..apna daily target achieve krne k bd aap ne market se bahir ho jana ha..
        • #5 Collapse

          g ha me b ap ko ye e kaho ga k ap yar greed se bacho Q k ap ko abhi andaza nai hai k ap ko laalch kaha ka poncha sakti hai mery bhai ap ko abi ani pata kap yar kahi knai rho gy or loss e karo gy
          • #6 Collapse

            jee haan jnab app ne bilkul theek kha hai forex trading main ager hume kse kisam k loss se bachna hai to iss k leya zaroori hai k hum greed se bache iss ki waja se hume boht zyada loss ka smna kerna per sekta hai kun k greed humara sab se bra dushman hai :)
            • #7 Collapse

              Aap ne sahi Kaha ke trading ke Doran hamin lazmi stop Los lagana chahiay or market hamaray against bhi chali jay tu stop Los ko hit honay dena chahiay takay ak limit me Los ho.
              • #8 Collapse

                I think k Forex main greed all traders k lie enemy hota hay is lie humain trading main greed se avoid kerna chahie aur apni her trade k sath take profit and stop loss ki options ko use kerna chahie.
                • #9 Collapse

                  Forex trading main trader ho hargiz greed nahi karna chahyie, jo bhee trader greed karta hay wo loss karta hay, jab market trader favour main jati hay to trader greed kar kay another trades open kar deta hay, then market wapas aa jati jes say wo big loss kar deta hay, trader ki greed nahi bilkeh fix stop loss lagana chahyie ta keh zaida loss say buch sakay.
                  • #10 Collapse

                    Yes my dear friends forex trading market main forex traders ko greed se jahan tak ho sakta ha bachna chahiye. forex trading market main greed forex traders ka sab se bad dushman ha. ic liye forex main greed free ho kar jo bhi profit mile ic ko accept karin.
                    • #11 Collapse

                      greed se bachna laazmi hai kiu k greed aap k profit ko tabah kar deta hai aor aap kabhi ache trader nahee ban sakte
                       
                      • #12 Collapse

                        greed se bachna laazmi hai kiu k greed aap k profit ko tabah kar deta hai aor aap kabhi ache trader nahee ban sakte hain
                         
                        • #13 Collapse

                          Assalam o alaikm dear friends, je bhai ap ney sahi kaha hay, k hum sub ko greed sey bachna chahye, kabi bhi lalach kar anjam sahi nai hua hay, hamesha lalch Kearney wala nuqsan hi t uthata hay, greed is curse, ap ko lalach mein a kar apna profit lose nai karna chahye kabi bhi
                          • #14 Collapse

                            Yes of course that you are say the tight that we are avoid the greedy. Greedy is not a good and we can not earn the money. We are leave the greedy and earn the money.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear jo bi lalach karta hay to us ko iss ka anjam bohat hi bura milta hay iss liya kosish karni chahiya kay aap ko aik din may jitna profit ho jata hay us par hi iktifa karo or ziyada kay chakar may na paro quen kay iss say loss hi milta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X