greed se bacho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Greed to har business mai nuqsan de sabit hoti hai aur forex to waise hi bohat hi risky business hai agar hum yaha par lalach kare ge to humhe loss hi hoga humhe bilkul stop loss ko zaror lagana chaiye aur agar humhe thora bhi profit ho raha hai to use accept karna chaiye aur lalach nahi karni chiaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ji han bilkul forex trading main humey chahie k jitna ho sake hum greed se bacahin kyun k jitne hum is main greed kaarin gay humey utna he profit ki bajaye loss hoga aur kuch bhe hasil nai hoga balke jo humara apna hoga greed krne se wo bhe chala jaye ga
      • #48 Collapse

        Forex trading mein trading karty hwy hum greed se bachna cahaiye aur jab bhi koi trade open karen tu us trade mein stop loss aur take ka use lazmi karna cahaiye is traha hum lalach se bach sakty han aur take profit se profit aur stop loss se buht ziada loss se bach sakty han
        • #49 Collapse

          gee haan yeh bat thk he keh kabhe bhe apne trading mein greeding na laya krien kion keh jo trader greed krte hein aur yeh sochte hien keh un ko ziada profit earn ho aur woh bhe jlde jlde to es trah se woh loss krte hien aur jlde mein koi kam acha nhe ho pata he
           
          • #50 Collapse

            Bhai mai apki bat say bilkul agree krta hoo Q k greed sirf forex trading mai hi nhi blkay jis b kam mai ki jati hai us kam mai loss hi hota hai.Forex trading b 1 proper online professional level ka online trading business hai jismay agr trader proper knowledge,without greed or patience k sath trading kray to yakeenan trading say benefits hasil kr skta hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #51 Collapse

              forex aik bohat risky kam hai or hamain is risk ko kam karny k lai lazmi hai k ham greed se bachain q k greed to waisy he boaht harmfull hai per forex tradng main to risk ki imporatance or b zyda ho jaty hai. is lia greed se avoid karin
              • #52 Collapse

                greed ajate hai trading kerte hoe ous ke waja yeh hai ke app market mai kaam kerrahe hote hai aur app ko ache earning hote apke exceptations se tou app ko greed aajata hai isleye jo target rakha ous per kaayam rahe.
                • #53 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe hmen chahe k hm is business me lalach ko kam kar k hi kam kiaa kareen tb hi hm is business me asani se acha earn kr skaty hain or hm success b asani se tb hi ho sakty hain
                  • #54 Collapse

                    G forex trading mein jab bhi koi trade open ki jati hy tu market ko dekh kar aur analysis k sath open ki jati hy aur agr market phr bhi loss mein jaye aur ap ko trade mein loss ho tu ye lalach nhi karna cahaiye k market waps aaye gi aur loss cover ho ga ap ko apni har trade mein stop loss aur take profit k sath trade open karni cahaiye
                    • #55 Collapse

                      G haan bilkul thank you so much for sharing information aur ye baat bilkul theek hai k lalach se buchna chayea aur mehnat se kaam karna chayea ta k profit ho warna lalach se kia gia profit bhi hath se nikal jata hai aur insaan ko nuqsaan uthana parta hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #56 Collapse

                        forex trading mien apko chahiye ke ap is mein hamesha greed se bachen is mien agar ap greedy honge to phir ap is mein just loss hi karenge is liye is mien ap kabhi bhi greedy nahi hon.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X