Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
    Continuation Pattern:

    Dear Members forex market mein different types ke pattern bantey hein aur phir market unhi pattern ke through hi move karti hey kiya aap bata saktey hein keh ham konsey pattern sey Continuation pattern ko confirm kar saktey hein.
    Jab forex market continuously aik trend main movement ker rehi hoti hai tou ham isky trend ko continuation ka idea differnet indicators ko use ker ky bhi ker sakty hain aur agar ham pattern ki madad sy market ky trend continuation ka idea lena chahty hain tou hamain flag pattern ko samjhna hoga hai ky jab kisi bhi direction main market movement kerty huey flag pattern creat kerti hai tou iska matlab hota hai ky market same trend ko follow kerty huey movement kerti rehy gi jab market aik hi direction main movement kerty huey kisi point per stay kerti hai tou wahan sy market ky reverse hony ky chances bhi hoty hain lekin agar flag pattern creat hota hai tou aesy time per market trend ko follow kerty huey apni movement ko continue rakhti hai aur trend reversal nehi hoti

    Agar ham market ki kisi bhi trend main big movement ky bahd reverse direction main trade open kerty hain tou kabhi kabhi tou hamain acha profit bhi hasil ho jata hai lekin aksar reverse order main open ki jany wali trades main hamain loss hi hota hai hamain kisi surat bhi reverse order main trade us waqat tak open nehi kerni chahiay jabtak ky market ka reverse trend confirm na ho jaey hamain flag pattern aur inverse flag pattern ky creat hony per kisi surat main bhi reverse direction main trade open nehi kerni chahiay warna bara loss ho sakta hai isliay hamain market ky trend ki continuation ka real idea flag pattern aur inverse flag pattern sy hi hasil ho sakta hai tou jab aesa pattern creat ho tou hamain trend per open ki jany wali trade ko continue rakhna chahiay ky ham same open trade sy bahot achi earning hasil ho sakti hai
    Last edited by ; 16-09-2020, 05:09 PM.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

      Forex market main kai kisam kay candlestick patterns say ham trend ka andaza laga sakty hain. Laikin trend ki continuation aur iski reversal main ham kai aur indicators ka bhi use karty hain. Jab keh analysis ka istemal kiye baghair ham kabhi bhi trend ki saih pehchan nai kar sakty.

      Kai kisam ki candles jaisy keh doji candle, morning star, evening start, bearish engulfing, bullish engulfing, gravestone etc inkay name, inki ban'ny ki waja, inki mukhtalif trends main pehchan aur in say ban'ny waly mazeed candlestick patterns ka hamain pata hona chahiye.

      Three black crows 3 bearish candles per mushtamil hota hay jo hamain bearish trend ki continuation ka batata hay. Laikin is bearish trend ki strength ka andazah lagany kay liye hamain mazeed kai indicators aur analysis ka sahara laina parta hay. Iskay sath hamain market ki overall surat-e-hal say agahi hona bhi zaroori hay. Iskay ilawah falling wedge pattern, wolfe bearish wave bhi bearish trend ki continuation ka batati hain.

      Three white soldiers, 3 bullish candles per mushtamil hota hay, jo market main musalsal 3 bullish candle ban'ny per banta hay. Is say bhi hamain bullish trend ki continuation ki indication milti hay. Jab keh iskay sath, rising wedge pattern aur wolfe bullish wave pattern say bhi bullish trend ki verification and confirmation ho sakti hay.

      Kisi bhi trend per trade karny kay liye hamary pas strong analysis aur market ko read karny ka acha experience hona must hay. Ta keh ham forex market main successful aur expert traders ban'ny kay sath sath analyst bhi ban sakain.
      • #18 Collapse

        Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

        Forex trading Mein different types Ke chart patterns hote hain trading Mein kam Karte Waqt Ham in ke jariye Se Apna Kam bahut hi acche tarike se kar sakte hain isliye Hamen chahie ki in Tamam that runs ke bare mein information Hasil karke hi in Apna Kam start karna chahie bagair information aur iska knowledge Hasil kiye Inko use nahin karna chahie Jab Ham market Mein trade Lagate Hain to use Waqt market continuation trend ka andaza ham candlestick patterns ki help se bahut hi acchi Tarah Se Laga sakte hain ki market Kaise trend ki taraf move karegi

        Hame Forex trading me trade Lagane se pahle candlestick patterns ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Aksar trading ke dauran candle ki different types Hamare Samne Aati Hain isliye Hamen market main trade Lagane se pahle ine Tamam different types ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie type ke jariye se Ham price ki movement ka acchi Tarah Se andaza Laga sakte hain isliye Hamen yah Baat Apne mind Mein acchi Tarah Se set kar leni chahie ke Forex Mein Koi chij Nahin Hoti Kyunki is Mein Aksar Logon ke andaaz mein galat sabit ho Jaate Hain isliye Humne bagair soche samjhe Kisi bhi Kishan ke angle at andaza Nahin Lagana chahie balke in Tamam patron ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie

        Kisi bhi time frame Mein Jab market ki price apan ho to open hoti hai ya mamuli Upar niche hone ki vajah se close Bhi Ho Jaati Hai Agar is Mein spinning top resistance per ho to price Ke Niche madnaka chance bahut jyada hota hai aur Agar Ye support per ho to price ke upar Jaane Ke chances bahut jyada hote hain isliye Hamen market ke signals ko aur Inki movement ko acchi Tarah Se Samajh Kar Hi market Mein Apna Kam start karna chahie is Mein trade Nahin Lagana chahie
        • #19 Collapse

          Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

          Dear forex me kam krny Kay Leay hamen ye kuch bht important tools hoty hen Jo market ko observation aur predict krny Kay Leay aik eham Rasta hota Hy isi trha market mai differnent types k patterns hoty hai jin par ap trade kar skaty hai ais market mai ap ne agar trade lagani hai to ap ko ais market k trend ka pata hona chaye kai dafa market trend ki retracment leti hai ya kai dafa pattern bana rahe hoti hai ap ne agar trend continuation pattern ko read kia ho ga to ap ko ye pata chal jata hai k market ne abi apny trend mai mazeed moment karni hai ya adhr se reversal leni hai ais liay ap ko study karni ho gi ta k ap time k sath acha decision ley saky is ma market ki jo price ha agar woh price chart ma higher high banati chali jaye aur neechay se uper ki taraf jana shuru ho jaye to yeh market ma up trend chal raha ho ga. Up trend ko Bullish trend bhi kehtay hian jis ma market uper ki janab janay ki koshis karti ha trend jab market lower low bnana shuru kar dain to os wqt market down trend ma ho gi k market uper se neechay ki traf ana shuru ho to ap samajh jayen k market down trend ha, is ko bearish trend bhi kehtya hian trend jis ma market na to up trend ma ho aur na hi down trend ma ho balke thoday se pips k damyan ma move kar rahi ho os ko ham range bound market bhi kehtay hia Trend ko identify karnay ka tareeqa meta trader ma aik tool ha trend line ka agar woh chart pe draw kar li jaye to ham trend ko check kart sakty hian Candlstick chart ko janna bohat zaruri ha Support aur resistance levels ki madad se ham bht kuch predict KR skty hen
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #20 Collapse

            Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

            Ji member kya hal hai aapka ummid karte Hain ki aap theek honge aur apna Kam hai nashe kar rahe honge aaj ka sawal hai ki petron ki constitution Trade mein pattern ki constitution ka andaaz tab hi laga sakte hain jab Ham market ko acche se analyse Karen aaj taur per usko Ham acche se analyse Karen agar Ham pattern ki constitution ka andaza market ko analyse kiye bagair lagayenge to hamen se pata nahin hoga ki ped ka utar ja chunav kis taraf se jaega yah candles kitni upar ya niche aaye gi isliye hamen pattern ki institution ka ka andaza lagaane ke liye market ko acche se analyse karne ki jarurat hoti hai market ko analyse karne ke sath sath hamen pears ki movement ka andaza lagana bhi bahut jaruri hota hai isliye hamen pair ko bhi acche se analyse karna chahie ke vah kis time aur kab upar ya niche ja Rahe Hain uske mutabik ki Ham apni trade ko open kar sakte hain isliye hamen main kisi kishan ki bhi trading karne se pahle ladki ko acche se palan karna chahie agar ham market ko acche se Fallon kiye ja underlies ja bhagya trading karenge to hamen achcha profit nahin hoga aur achcha profit hasil karne ke liye aur pattern ki constitution ka andaza lgane ke liye ke vah kis ped ki taraf movement hokar rahe hai hamen chahie ke Ham market ko acche se analyse Karen
            • #21 Collapse

              Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

              Market continuation returned ka andaza market analysis ke sath hi kar sakte hain aur Market ke analysis any Hamen market ke different type ke petrol ke selection karna Hogi in pattern se kis election Karke Ham market ke analysis ko complete Karke market ki continuation friend ko confirm kar sakte hain aur ye trend Hamare liye bahut jyada helpful hota hai agar Ham market Mein is per Apne trading ko start karna chahte hain to uske liye Hamen market ke different patterns Ka istemal Karke Hamare ki ki is movement Ko samajhna Hoga Uske bad hi Apne trading co start karna hoga
              • #22 Collapse

                Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

                ham log market and competition Kanda ja ek hospital joka ham log ke aap se lekar down mein aate Hain aur FIR candle ke down se lekar Ham apne jaate Hain jab ham log candle ke up down up down mein jaate Hain to hamare pass zigzag ki tarah ka Patra na jata hai is se ham log market ki movement kalai se bahut acche tarike se kar sakte hain ya zigzag ka jo Patra Naina ya FIR Jo pahadiyon jaisa pattern banta hai na hamare pass isase ham log analysis karke bahut acche jyada profit asar kar sakte hain aur last se bhi bachne ke liye hamen chahie ki ham log yahi zigzag wala pata nahin use Karen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

                  aap ne bohat he acha question kia hai jo bhi log forex par kaam ker rahy hoty hain un ko is bary mein pata hota hai k market ki moment different directions mein hoti hai aur humen agar market mein trade kerni hai tou us k liye humen market k trend ko follow kerna ho ga agar hum trend ko dekh ker trade lagayen gy tou humen is mein acha bonus mil saky ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X