Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?
    Continuation Pattern:

    Dear Members forex market mein different types ke pattern bantey hein aur phir market unhi pattern ke through hi move karti hey kiya aap bata saktey hein keh ham konsey pattern sey Continuation pattern ko confirm kar saktey hein.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
    Continuation Pattern:

    Dear Members forex market mein different types ke pattern bantey hein aur phir market unhi pattern ke through hi move karti hey kiya aap bata saktey hein keh ham konsey pattern sey Continuation pattern ko confirm kar saktey hein.
    bro hame chaiye ke jitn ho ske ham mehnat kren trading me trading chart ko smjhen trading patten ko smjhen or hame chiaye ke ham trading ke pattern ko smjhne ke sath sath jo hai ham jb ho ske apna time forex ko den or smjhen youtube se smjhen sare pattern ko ta ke hame jo hai trading me acha bonus mil sake or hame chayiye jesa apka sawal hai to hame chaiye ke ham ye agr ham youtube pr dkehen to hame waha se kafi achi knowledge mil skti hai
    • #3 Collapse

      Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

      Dear aapane bahut hi Achcha question kiya hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein market ki movement different ways mein ho rahi Hoti Hai sometime market apni movement Ek continuous trend Mein kar rahi hoti hai aur sometime market apni movement different channels Mein kar rahi Hoti Hai jismein market Ek limit ko touch karne ke bad Bar Bar retracement aur correction karti hai aur support level or resistance level ke andar market apni movement ko complete karti hui yah channel Mein Apni movement continue rakhti hai.

      Dear agar aap market Mein continuation pattern ko properly study karna chahte hain to ismein bahut sari candlestick aapki helpful ho sakti hain Jab market Mein reversal trend banta hai hai post Ki Baat market kuch time ke liye Apna friend continue sakti hai lekin Jab aap market Mein different important candlesticks ko follow kar rahe hote hain to ismein agar aap market ke trend ko carefully focus karna chahte hain to aapko market se related important candlestick ko properly study karna hota hai otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain.

      Dear jab market mein aap kam kar rahe hote hain aur market se related important patterns ko aap focus kar rahe hote hain to usmein market ki jitni bhi patterns hai vah aapko market Mein reversal aur continuation trend se related different indication forward kar rahe hote hain aur aapko exact information provide karte hue aap ki trading profitable banaa Rahe hote hain agar aap market ke trend ko properly focus karna chahte hain to market se closely attach Rahana chahie aur Jaise hi market main aapko Kuchh important candlestick market ki continuation se related information provide Karti Hain aap apni trading co Jari Rakh sakte hain aur maximum profit Hasil kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

        G dear market kabhi aik side pay moment nhi kartye hain ap es mai acha kam kartye hain tu ap market kay trend kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil say acha kam kartye hain tu ap kafi kamyabi patye hain tu ap es mai ap ka kam hai kay ap trend kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur bad mai ap usi hisab say kamyab ho jatye haun tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap market kay trend kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu trend pay kam karna kafi asani daita hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyabi miltye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai market mai kam kartye hain tu ap es kay trend kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kafi acha kam kar kay kamyab ho jatye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain jub kay pattren mai acha kam kartye hain tu ap kafi kamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil say acha kam kartye haun tu ap ka kam mahnet aur lagan kay sath acha kam ho jata hai jub kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha traha kam kartye hain tu ap es mai trend kay hisab say kam kartye hain tu ap kamyab hai tu acha kam karain aur trend kay hisab say kam karain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

          Dear friend forex trading ki market Mein agar Dekha Jae to bohat sare different patterns Ban rahe hoty hain Agar Hum market continuation ka andaza Lagana chahty hain to Mere according humein market ki history ko focus krny KY saath saath candlesticks ky us pattern ko sab see zayada importance dyny ki koshish krni chaheye jis ka sabs e acha knowledge aur experience hmare pas mojood ho
          Kyun KY Agar dekha Jae to Yahan Har member ka thinking level kaam krny ka level market ko analyse krny observe krny ka method bilkul different hai is liye humen chaheye KY hum jis process ky according kaam kr rahe hain usi ko continue rakhen aur bohat fmdafa mein ne market ki history ky according trading kr KY acha result Hasil Kiya hai kyun KY aksar market Apna trend repeat krti Hai aur acha profit dy jati hai patterns to Yahan bohat banty hain lekin Mere Khayal Se mere experience KY according flag pattern acha hota hai aksar hum us pattern ko follow kr KY ache entry le kr acha profit hasil krny mein Kamyab ho sakty hain
          Dear ap se aik request hai yahan milny waly Har Mashwara ko follow krny ki koshish zaroor kren magar demo account par aur hmesha apna analysis bhi follow kren kyun KY jo kamyabi ap ko ap ka apna analysis dy sakta Hai wo ap kisi dosre ka analysis follow kr KY hasil nahi kr sakty agar kar bhi Lyn to aik time par ap ko khud analysis krny ki zarurat zaroor pare ge so try to make your analysis your learning as well as your experience strong for better working for better results
          • #6 Collapse

            Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
            Continuation Pattern:

            Dear Members forex market mein different types ke pattern bantey hein aur phir market unhi pattern ke through hi move karti hey kiya aap bata saktey hein keh ham konsey pattern sey Continuation pattern ko confirm kar saktey hein.
            trading me hum continuation patterns per b kam kar sakte hai jaise ke hum daikhte hai hum reversal patterns per trading karte hai isi tara hum market me continuation patterns per b kam kar sakte hai or trend ko follow kar ke hum achi trading kar sakte hai

            Flag Pattern aik bohat hi acha continuation pattern samja jata hai.

            flag pattern ko trader bohat use karte hai yani jaha bhe flag pattern banta hai waha per traders active ho jate hai or trend ko follow karte hai or achi money management ke sath trading karte howe acha profit book karte hai.
            • #7 Collapse

              Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

              Bilkul aisa hi hai continuation trend ka andaza Lagane ke liye pahle to market ko acchi Tarah analysis kiya jaaye ki Maar ki ka jo country base per trend ban raha hai market Mein currency ki kya value chal rahi hai market use Yahan Se Kitna movement kar sakti hai aur Kis Tarah market ka train Rahega mukmmal Jab Achcha train nikalkar market Mein order place Karenge Achcha profit nikal Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

                Aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Jab Ham market ko analyse Karte Hain To Hamen usmein bahut se Patron hamy Milte Hain aur Har pattern mein bahut si candlesticks bhi Banti Hain Agar hamare pass patron ka knowledge Hoga To Hamen continuation Trend ka andaza Lagane mein Hamen aasani Hogi Agar Ham continuation trend ko samajhna Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham market Mein maujud patterns ko acchi Tarah Se learn kar le Kyunki patterns ki madad Se Hi contonation trend ko Samjha Ja sakta hai market Mein ya trend bhi zaroori Hota Hai iska knowledge Har trader ke pass Hona chahie Taki use aasani se pata chal sake ke continuation Trend kis pattern Mein banta hai market mein bahut se patterns maujud hote hain aur UN patron Mein Hamesha different candlesticks banti hai in Mein Kuchh candlesticks Chhoti hoti hain aur kuchh candlesticks bahut badi hoti hain

                Jab Ham market Mein trade Lagate Hain to hamare pass trend ka knowledge Hona chahie Kyunki trend ki madad se Ham market Mein Ek acchi trade Laga sakte hain Jab market up Trend aur downtrend movement Mein Hoti Hai To Ham market Mein trade Laga sakte hain lekin Jab market sideway movement Mein Ho To Hamen usmein trade Nahin Lagani chahie Agar Ham side movement Mein trade Laga Dete Hain To isase Hamen loss ko face karna padta hai acchi trade Lagane ke liye aur accha profit Hasil karne ke liye trend ke sath sath patterns ka knowledge bhi bahut jaruri hai market Mein Soch Samajh Kar kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                  Continuation Pattern:

                  Dear Members forex market mein different types ke pattern bantey hein aur phir market unhi pattern ke through hi move karti hey kiya aap bata saktey hein keh ham konsey pattern sey Continuation pattern ko confirm kar saktey hein.
                  Dear Contiuation Pattern market price k pullback ya temperary pause ko kehta han. Ye hmen alread continue market trend ki further continue ka signal deta han. In pattern per ham market k already continue trend ki direction man trade lagata han. Ye hamasha long market trend k dermiyan atta ha. Kuch contiuation pattern support/resistance levels, pennant, aur rectangles/triangles shamil han.

                  Continuation pattern per ham trading market price k breakouts per kerta han. Lakin is man trader ko breakout k bara man acha knowledge aur experience hona zarori ha. Specially breakout ki confirmation per apko expert hon zarori ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

                    dear member patterns sab Hi acche hote hain aur Inka istemal members ko apne trading mein karna hota hai aur agar acchi tarah Se istemal kiya jaaye to tab acche results aate Hainmarket se related Jo member bhi beneficial results hasil kar rahe hain vah ine indicators ka istemal apne trading mein maximum karte hain aur is vajah se successful hote Hainmembers ko unke kam ko acchi tarah Se importance Dena hogi aur members ko apne kaam se kabhi avoid nahin karna hoga aur is tarah Se members ki mehnat waist hoti hai Jo members market se related apne experience score maximum kar rahe hote hain aur members ko trading main bhi improvement hasil ho rahi hoti hai aur is tarah Se members apne trading ko acchi tarah Se Ka lene ke bad aur acchi tarah Se earning bhi kar padhte hain members ka yahan per earning karna hi maximum important hai members ko apni learning per acchi tarah Se focus karna chahie aur jaa members apni learning per focus karte Hain to is tarah Se unko koi bhi problem face nahin karna hotimarket ko khud Se Hi analyse karna hota hai aur analyse ka lene ke bad members ko market ke bare mein sab kuchh acchi tarah maloom ho jata hai aur yah important baat haimembers ko nuksan Ho jaane ki vajah yah hai ki vah log apni trading ko acchi mera se nahin kar paate aur members apni trading mein bar bar fail ho rahe hote Hain trading karna aasan Kam nahin hai aur iske liye members ko maximum hardworking karna hoti hai aur yah hardwork ke members ke liye profitable sabit hoti hai members ko apna Kam soch kar karna hota hai aur is tarah Se jab members karte Hain to unko kam mein aur bhi help milati hai aur is tarah Se nuksan nahin hota members ko apne kam mein acchi tarah Se use per focus karna hota hai mehnat karna hoti hai aur apne kaam se related members ko learning mein acchi tarah Se karna hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

                      Continuation pattern.

                      Forex ma continuation pattern sy murad asa pattern hai jis sy market apni movement ko same direction ma jari rakhti hai. Forex k sary continuation patter market ki same direction ma hony waly movement ki sorat ma result show ni karty. Bhot sary trader continuation patten k bad hony waly break out ka wait karty hain or phr es hesab sy apna order place karty hain. Continuation pattern aksar market ko break out ki taraf ley jaty hain.


                      Understanding continuation pattern.


                      Continuation pattern asal ma us pattern ko kehty hain jis ma ye tendency hoti hai k wo khud ko complete karny k bad market ko mazeed same direction ma move karwany ma kamyab ho jaty hain. Jb market ma trend moving pattern stong hoti hai to us situation ma banany wala continuation patter hamesa reliable mana jata hai. Trending wave k mukablay ma continuation pattern relatively small hota hai. Misal k tor par agr price tezi sy rise karti hai to ye small triangle pattern bana deti hai. Agr market triangle pattern k above break hoti hai to phr ye higher move karna continue rakhti hai. Agr continuation pattern trending wave jetna bara ho to volatility k increase hony ki indication deta hai or trend k against larger move ki prediction karta hai. Ik or chez jis sy ham bachna chahe k continuation pattern k bad bananny wali small waves hain. Agr price mazeed high move ho gi to usko han continuation pattern kahyn gy or less reliable ho ga es k mukably ma jo continuation pattern banta hai market k strong move sy. Most common trading contiuation pattern ye hai. Triangle, penant, flag, rectangle wager continuation pattern hai. But en ma sy kio b pattern 100 percent succesa ki gurantee ni hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

                        market kay andar agar ap nay continuation ka idea laina hay to is k lai ap ko indicator ko on karna hoga hota hai aor ausime ais mai reard mlta hai ap ne aar ais gathering kia ho to aus mai ye baat batai gai hai auhisab se heai ap ko ye result mis discussnge mai ap ne agar kaam kar k zayda reward lena hai to ap ko ais mai rules k hisa se howdy kaam karna ho ga tab hey ap ko ais mai faida ho ga ap ais gathering standard jitna zayda acha kaam karty hai ap ko information ko iprovain sekhty hain ky ehange leni kesy hai kub old aor opposition ko kahan sy dekhna hai kon sa time span use krna hai yeh sari baten apko pehly i maloom hoti han in kp sekhna prta hai aor market mama apply krna hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

                          Bahi market mai three kisam ka trend banta hain agr hum na in ko dahkna hai tu hum log support or resistance sy bi dahk sakta hain or patteren bohot sara hain jis ko hum dahk kar andaza laga sakta hain ka trend change hona wala hai jasa dogi candle patteren hai jub bi dogi candle banti hai tu huma maloom ho jata hai market ka trend change hona laga hai is lia huma is mai mahnat karni chaya or patteren ka bara mai sekhna chaya jahan tuk bat hai trend ki tu three trend hota hai market mai ak trend up ka hota hai jub market up move karti hai or second trend down ka hota hai jub market down ki taraf movement karti hai zayada or third trend side way ka hota hai or is mai market side movement dati hai is mai na tu market up jati hai na down is lia huma is mai trade nahi karna chaya market jub bi side movement da tu huma trade open nahi karni chaya ya kahtarnak hai up trend mai buy or down trend mai sell ki trade open karian kabi bi trend ka mukahalf nahi chalain warna loss ho ga wo kia kahta hain trend is your friend is lia trend ka andar rah kar trade karian ta ka ap ko ak bahtreen trade mila or jis sy ap ko acha munafa ho agr trend ka mukahalf trade ki tu loss tu ho ga laken loss ka sath ap ka account bi wash ho jaya ga is lia dear members mahnat karian or earning karian ta ka ap ko financially support mil saka or ap kamyab ho sakain trend ka bara mai sekhan ka lia huma kafi patteren milta hai jin ko use kar ka hum log accha profit kama sakta hain is lia huma trend ka andar rah kar trade karni chaya jub market still ho tu kabi bi trade ko open na karian side way trend ma trade open karna bawakofi hai agr ap bat karta hain patteren ki tu huma market ka chart ka bara mai knowledge hona lazmi hai ta ka patteren ko samja ka saka or apply kia ja saka trend mai rah kr trade karian or patteren sy trend ka pata chalain phr trade karian tu fida ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

                            Dear Ham Jab Forex trading Mein kam Karte Hain To ismein kam karne ke hamare pass different methods aur ismein Different techniques hoti hain Din Se Ham apni trading co improve kar sakte hain aur ham apni trading Mein Achcha profit Aaram kar sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ki trading Ek Aisa business hai jis mein aap Jitna Jyada Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap ismein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam Karenge aapko ismein itna hi jyada fayda hoga to aapane Agar ismein kam karna hai to aapko ismein proper planning ke sath kam karna hoga tabhi aapko ismein success milegi.

                            Dear Agar aapane market Mein train ki confirmation karni hai to uske liye aapko continuation pattern Koshish Karna Hoga Kyunki Ham Dete Hain Ki market Mein Jab Ham kam karte hain to ismein hamare pass different types ke patterns ho rahe Hote Hain jinko mutabik Ham apni trade kar sakte hain aur ham use profit on kar sakte hain Diya in candlestick patterns aur Jod patterns ke through Ham Jab trade karte hain to uska Hamen bahut jyada fayda hota hai isliye Hamen chahie ki Ham ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam Karen aur ham ismein Achcha knowledge Hasil Karke kam Karen To Hamen Hamen Jyada fayda Hoga Agar Ham 1 minut Karenge aur ham ismein Achcha Noida Hasil Karenge To Hamen ismein Achcha problem hone ke chance Hote Hain.

                            Dear apni Jab Bhi Koi trade open karni hai to usmein aap ko market ke continuation aur Market trend ki confirmation karna Hoti Hai Tabhi aapko ismein kamyabi milati Hai Kyunki Ham dekhte hain kya Warwick market mein agar Ham Achcha kam Karenge aur Hamesha main Vahi Karenge to hamesha Mein kamyabi Jarur Milegi 9 Agar Ham ismein Achcha Kam Nahin karte ho aur Hamesha main Mein net Nahin Karte The Hamesha Mein Kabhi Bhi kam Yad Nahin ho sakta hai isliye abhi chahie kya mein bahut hi Soch Samajh Kar kahan Karen aur Hamesha Mein Karen To Hamen ismein kamyabi milegi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market Continuation trend ka andaza hum kis pattern se laga saktey hein?

                              Assalamu alaikum dear friends aaj ke topic ki taraf badhate hue jis mozuo per baat karenge vah hai ke kis trend continuation ko analyse karega trading ki jaaye Trend continuation check ky leay kon kon sy indicator aor kon kon sy steps use keay ja skty haun?
                              Trend ko follow krna trading ma bahot profitable hai ap market ma trend ko check krny ky leay different tools aor indicators ko use kr skty ho
                              In ma sub sy best indicator hai Relative strength index indicator is ma apko maloom ho skta hai ky trend continue hai ya reversal hony ky chances hain agr yeh indicator below 30 ho to market trend bearish sy bullish ko ja skta hai aor yeh over sell ki nishani hoti hai
                              Agr yeh above 70 ho to overbought aor sell ho skti haiIs ky elawa Terndlines apko trend btati hainMoving averages apko trend bta skti hain different moving average indicator use kren to ap trend ko follow kr skty ho.Fibonacci retracment indicator golden ratiosbollinger band indicator bhi acha knowledge deta hai aur different strategies tricks skills emotional control avoid greed market technical and fundamental analysis capital management money management aur market ki support and resistance infimum multiple factor for mind mein rakh ke trading krni hoti hai
                              Trend continues hai yq nhi is ko check krny ky leay jo best option hai wo hai trend line draw krna trend line draw krny ky leay apko candle stick chart pattern dekhna chye aor mqrket ko candlew closing points aor opening position ko aik sath milana hota hai aisy! krny sy market ka trene maloom ho skta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X