control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    bhai ji aap ny bilkul theek kaha hy keh hamin pny aap par control rakhna chahiey or hamin forex tradeing me hardworking sy kam lena chahiey or lalach nahin karni chahiey is liy hamin earning ky greedy nahin hona chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      jee my daer me ap ko bath do ky ap ko forex me trading karat hovahy apna emotion par control rhkna chy kyo ka is ke vajh sa ap forex me trading karat hovh loss kar sakhty ah is lahy ap ko be care full hona chay
      • #168 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
        forex trading me greed aur apny emotions per control rakhna bhot zarori hota hai ,, ya do cheezyn ap ka loss krwa skti hen ec liye ek trader ko apni trade per focused rahna chayay aur greed se bachna chayay..

        DEAR AP NAY BILKUL THEEK KAHA HAI kaha hai k jab ap forex pay work kar rahay hotay hain ya trading kar rahay hotayu hain to ko chahye k ap apni emotions par qabu rakhen otherwise ap ko loss b ho sakta hai
        • #169 Collapse

          mere dost forex ka karoobar ek esa karoobar hai ke ye fresh mind se profit deta hai aur bore mind se lost deta hai . ese tara ye emotion dekane par aksar lost deta hai . hame chahiye ke kam se kam trading ke waqt par apna emotion qaboo me rake .to hum ko os ka faida melega .
          • #170 Collapse

            ji haan bhai humein apney ap par yani k emotions par and greddy pan oar bht control karna hoga agar hum trading karna chahye ya kamyan banna chayeh kyun k forex business main agar ap in chezu par control kar paogey toh ap kamyab ban sakty hain ...
            • #171 Collapse

              Je haan jo bhi trading main ata hai ussay chahye k apny emotions ko kabu main rakh kr trading krayn tkay earning main honay walay loss say bacha ja saky is tarha apko pehly sy hi yeh baat dil main rkhna hogi trading main kisi surat emotions main na ayn warna apko loss hi loss hoga aur jo profit hoga wo bhi khatm ho jayega.
              • #172 Collapse

                emotions aisi cheze hai jo sirf forex ma hi nahi amm zindagi ma bhi insan ko marwadete hai so plz apne dimagh pe control aur emotions ko bhi control ma rakhte huye lalach se bache aur thora profit le magar uspe shukar kare.
                • #173 Collapse

                  emotions ksi bi trader ke lye qatil hotay hen. emotions ki wjaha se hi trader apna nuqsaan karwa behttay hen or phr apnay aapko kostay hen, hamen apnay emotions par control rakhna chhaye ta ke hamen profit ho
                  • #174 Collapse

                    Forex trading mein app kee learning see hee app kee earning hai aur zyada taar new trader lack of knowledge kee waja see aur greed mein aakar apna zayda loss karwa letee hain ess liye trading discipline hona chaiyee kese bhi trader mein
                    • #175 Collapse

                      Jab tak app ko is main app ki forex ki study aur is ka knowledge aur is main app ke kam ko karne ki koi achi strategy nahi ho ge app is main loss hi kare ge aur app ko nafe ke sath sath ye loss hi de ge is liye is ko app sikh kar kare ge tu app ko apne lalach per control karna easy ho ga .
                      • #176 Collapse

                        Forex trading mein apko kabhi bhi apne emotions ko attached nahi karna chahiye apni trades se,is liye apko trading karte hue hamesha hi emotion less rehna parta hai aur apni trading ke waqt ap ko chahiye ke ap relaxed mind ke sath trading karen aur cool and calm rahen.
                        • #177 Collapse

                          dear brather forex trading ho yaa koi bhi business ho loss to hota rehta hai humain chahieay ke humain napni emotions ko cantrole karna chahieay q k jab hum apni emotion s ko cantrole karen ge too app jazbatt men faisla nahi karen ge is se app ko loss bhi nahi ho ga
                          • #178 Collapse

                            yes friend ap bilkul sahi keh rhe hen greed aur emotion hmesha loss k bais bante hen lekin men smahata hon k thori boht greed har trader men mojod hoti hai jis ki wajha se wo profit gain ker pata hai tu sab se ziyda khatarnak hai emotion
                            • #179 Collapse

                              In forex trading if you cannot control your emotions , greed then you cannot earn some amount and even you cannot retain you earned amount and will losse it. Greed makes you over confident and in that over confidence you open wrong positions and loose your earned money as well. While in emotions you did not pay attention to analysis and do not follow trend and get some loss.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                forex main lalach jaldbazi or emotions ki koi jagah nahi .. humyn succesfull tradr bnna hy tw humyn apny emotions ko control main rakhna hoga or fresh mind k sath trading krni hogi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X