loss sy tension nahi laina chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: loss sy tension nahi laina chahye

    Assalam o alaikum jo bhi kaam kia jata hai uss mien profit ke saath saath loss bhi hota hai iss lie hamien loss mien ghabrana nahien chahie qk iss tarah hum phir apna kaam nahien ker sakte to pehle hi loss ho chuka hota hai aur phir pareshani mien dobara hum loss ker bethe haien iss lie jab bhi kabhi loss ho jai to uss ko sabar ke saath bardasht kerna chahie aur uss ki waja tilash kerni chahie keh hamien loss kiss waja se hua hai aur phir uss mistake ko door kerna chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: loss sy tension nahi laina chahye

      Ji han bilkul theek hai lost ki tension nahin chahie Agar Ham loss ki tension mein lete Hain to humse kam acche tarike se nahin hota aur jab Ham kam acche tarike se nahin karenge to usse Ham achcha profit bhi Hasil nahin kar sakte hamen bahut jyada minute karne ke bad hi earning Hasil hoti hai aur hamen chahie ki usko acchi jagah invest Karen lekin ki vajah se ho raha hai muskilo se darna nahin chahie gana nahin chahie balke koshish karen use loss record karne ki aur achcha profit Hasil karne ki
      • #63 Collapse

        Re: loss sy tension nahi laina chahye

        Asslam o Alikum, main umeed karta hon ap sab khyrat sy hon gay. Jee han dost ap ko chahye loss sy tension nahi lien balky axhy sy kam krien ap ko gaour krna chahye k ap ko kis waja sy loss hua tha next time wo mistake nahi krien jis ki waja sy ap ko loss hua hai wo dibra nahi krien. Forex is the best earning website in the world to maintain all your dues for your service. Yeh aik bahot he axha platform hai jis pay kam kar k khud kelia axha platform generate kar skaty hain. Thanks to all my friends and family.
        • #64 Collapse

          Re: loss sy tension nahi laina chahye

          Assalam walekum
          ji aapane bilkul theek hai loss ki tension nahin leni chahie Forex forum mein jab Ham kam karte Hain to week and per Ham hai ek achcha bonus milta hai use hone se FIR Ham trade lagate Hain agar hamen trade mein loss ho jaaye to hamen pareshan nahin hona chahie loss us surat mein Hota hai jab market ko Ham analyse nahin kiye hote market ke movement ko nahin samjhe hote tab hi jakar hamen loss hota hai isiliye Forex mein hamen jald gadi nahin karni chahie sabar ke sath treade karni chahie market to analyse karke trading karni chahie tabhi jaake ham Forex mein Kamyab ho sakte hain.
          • #65 Collapse

            Re: loss sy tension nahi laina chahye

            Assalamu alaikum dear Forex member mein umeeid krta ho keh aap khairiyat se honge ji aapane bilkul theek kaha hai hamen loss se bilkul bhi tension Nahin Lene chahie loss asal mein jab humko ho to hamen Apne knowledge ko behtr Kar ke loss ko recover karna chahie jitne jyada ham Apne knowledge ko improve karne ki koshish karte rahenge ham se loss kam se kam Hoga aur ham Forex se inshallah achcha bonus le saken gey
            • #66 Collapse

              Re: loss sy tension nahi laina chahye

              Members loss ki tension nahi leni chahie loss se learning Hasil karne chahie Jo member loss se tension lete hain uska koi bhi Kamyab Nahin hota na hi Kamyab ho sakte hain aur jo members Apne loss apni mistake se learning Hasil karte hain vah Jarur Kamyab hote hain hamen bhi koshish Karni chahie ki Ham Apne loss se learning Hasil Karen
              • #67 Collapse

                Re: loss sy tension nahi laina chahye

                ji han bilkul dher aapane bahut acchi baat ki hai hamen koshish karne chahie ke loss Ho jaane per hamen pareshan nahin hona chahie kyunki agar Ham pareshan Ho jaenge to fir ham mehnat nahin kar payenge aur na hi hamen acchi kamyabi milegi isliye hamen bilkul bhi pareshan hone ki jarurat nahin hai Bal ke hamen bus mehnat karna hogi aur mehnat ke sath apna work complete karna hoga tab hamen bahut acchi kamyabi mil sakti hai agar Ham pareshan Ho jaenge to fir Ham mehnat bhi nahin karenge is vajah se FIR hamen acchi kamyabi bhi nahin Mil payegi isliye koshish karen ki bilkul bhi pareshan Na Ho
                 
                • #68 Collapse

                  Re: loss sy tension nahi laina chahye

                  G han apny theek kaha hy loss say hameen tention nahi leni chahiy balky hameen phly say bhi zyada mehnat krni chahiy agar hum mehnat krengy to jald say jald sekh lengy forex ko jis say hameen best say best earnjng hogi isi liay apko bhi chahiy k mehnat kreen aor khud ko forex me strong bnain taky apko faida ho aor ap zyada earning kr pain
                  • #69 Collapse

                    Re: loss sy tension nahi laina chahye

                    je han forex trade mein los honay par tension ni layni chihay ager ham log forex say ace earning hasell karna chahtay hein to hamen mehnaat say r achay experience kay sath kam karna chihay hamen khoob dill laga kar kam karna chihay jetni ache mehnaat say or dill laha kar kam karen gay to he hamen forex say unlimited earning hasell ho sakay ge hamen apni learning k behtar karna chihay or ache learning or mehnaat say kam ko jare rakhna chihay hamen daily achay experience kay sath mehnaat say analysis karna chihay hamen dill laga kar kam karna chihay
                    • #70 Collapse

                      Re: loss sy tension nahi laina chahye

                      Ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki log se tension nahin leni chahie bilkul aise hi baat hai hamen kabhi bhi apne loss se tension nahin leni chahie hamen tension free hokar kam karna chahie kyunki loss or profit ke hamari jindagi ka aur hamare business ka hissa hote hain isliye hamen kabhi bhi apni laws per pareshan nahin hona chahie hamen to aur bhi jyada mehnat karni chahie aur bhi jyada kam karna chahie Dil lagakar kam karna chahie tha ki Ham apne lose ko cover karne mein kamyabi hasil kar len
                      • #71 Collapse

                        Re: loss sy tension nahi laina chahye

                        Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Pak forum me agar hamare posts aur threads hamare kaam k na ho to us ka koi faida nahi hamen apne pas mojod knowledge ko apne dosre members k sath share karna chahie, aur is k leye Pak forum aik behtareen zarya hai.
                        • #72 Collapse

                          Re: loss sy tension nahi laina chahye

                          Assalam o alikum! Hmyn loss se tension NH lyni chahye balky hmyn us loss se seekhna chahye r phir usy acha krny ki koshish krni chahye..tension Lyny se kam kharab hota haa hmyn har loss Se sabaq lyna chahye
                          • #73 Collapse

                            Re: loss sy tension nahi laina chahye

                            Ji han friends forex forum main loss sb ko Hota Hai Magar Hamen Himmat Nahin haarni chahie hardworking aur interest ke sath kam karna chahie nose se pareshan hokar kam ko Nahin chhodana chahie balke Masjid mehnat Karni chahie aur apny work ki recovery Karni chahie
                            • #74 Collapse

                              Re: loss sy tension nahi laina chahye

                              ji han nafa nuksan har karwar Kash aisa hai insan vahi nuksan uthata hai jo apne emotion ko control nahin kar sakta hamen bardasht karni chahie apni galti HO kosi Sabha Castle karna padega tabhi aap acche trader Ban sakte hain per trading mein jo log nuksan se emotional hote hain vah risk lete hain taake Ho apne nuksan Ko recover kar saken jiski vajah se unko jyada nuksan hota hai hamen bardasht karna hoga apni trading mein aur sabar karna padega jaldbaji mein hamen nuksan jyada hota hai kitni Maggi se kam karenge to hamen achcha fayda ho sakta hai aur hamen apna Kam jyada se jyada practice
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: loss sy tension nahi laina chahye

                                Aslamu alaikum umeed hay ap sb khairiat sy hon gy in the forex trading platform pa Kam krty hoy apko kamyabi chaya to apko chahya k ap na loss sy tention nh lani because jb ap forex pa Kam kr rhy haen to apkuy mind ma hona chahya k yahan pa apki koi investment nh hoti bal k thora sa time daily basis pa da k ap apni investment bnaty haen .to some time s market loss ma ja rhi hoti ha r apko loss ho jata ha to ap na os loss sy ghbrana nh ha bal k os loss ko pher next day trade laga k thora thora profit earn kr k recover kr k fir profit ki traf ajaen .. some time s log loss honey ki sorat ma switch bhi kr jaty haen asa NH krna chahya bal k apko mehnat krni chahya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X