loss sy tension nahi laina chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss sy tension nahi laina chahye
    forex trading mein loss sub ko hota hai agar her bar ki terhan is bar be loss hogia hai tau koi baat nahi wo din be aahain ge jub hum loss ki tension
    sy sy bohat door hon ge tension laine ki bajahe loss ko sabr sy bora karna chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss sy tension nahi laina chahye

    hamy is main loss or profit ka samna karna parta han jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabr karna chahey or apne mistakeko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy kam karny ky har aik asol ko pora karna chahey yai aik legal karobar han
    • #3 Collapse

      Re: loss sy tension nahi laina chahye

      Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Pak forum me agar hamare posts aur threads hamare kaam k na ho to us ka koi faida nahi hamen apne pas mojod knowledge ko apne dosre members k sath share karna chahie, aur is k leye Pak forum aik behtareen zarya hai.
      • #4 Collapse

        Re: loss sy tension nahi laina chahye

        Salaam dear members ji bilkul aapane sahi kaha hai Hamen kabhi bhi lost tension Nahin leni chahie Kyunki loss bhi Hamare business Kaise Hamen chahie ke Soch samajh ke kam karne ke Hamen Koi nuksan Na ho isliye aapko chahie ke Soch samajh ke kam Karen Jitna aap Achcha samajh ke kam Karenge aapko is Se Kabhi Bhi loss Nahin Hoga isliye loss se bachne ke liye aapko freshman Hogi kam karna chahie tha ki aap ismein kam jab ho sake...
        • #5 Collapse

          Re: loss sy tension nahi laina chahye

          Hamen trading mein kabhi kabhi loss bhi ho jata hai hamen this hath nahin hona chahie balke apna Kam jari rakhna chahie last ho jana bahut chhoti si baat hai Jo log bhi isko Dil per lete Hain vah kabhi kamyab nahin hote hamen isase avoid karna chahie aur hard work karna chahie jab hamen profit milta hai to ise hamari income ijafa hota hai hamen apne mind mein kamyabi ko rakh sar kam karenge to zsrur kamyab honge
          • #6 Collapse

            Re: loss sy tension nahi laina chahye

            G Han agar Ham konis me lose hojay to ham konos me tention nhibleni chaiye agar ham is me transon ly gy yo ham ko ziyada lose hoga ham ko acha Kam karna chaiye taky ham acha kammkar ky acha bounas hasil Kar skay
            • #7 Collapse

              Re: loss sy tension nahi laina chahye

              Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein Lash aur profit ismein donon iska hissa hai Jis Tarah aap profit per Khush hote hain ISI Tarah last per bhi aapko tension Nahin leni chahie ismein aap acche experience se fir se behtarin profit Hasil kar sakte hain isliye koshish karen ismein tension Na Le Hamesha tension tab Hoti Hai Jab Ham ismein bahut jyada Lash kar lete hain aur ham ismein money management Nahin Karte tension se bachne ke liye Hamen Pahle Se money management ki koshish Karni chahie Jaise Ham kamyabi Hasil kar sakte hain Forex Ek best business hai ismein jo log jaldbazi karte hain aur lalach karte hain vah ismein nuksan kar lete hain Karen mehnat Karen aur money management se Forex ko join Karen tab bhi ismein kamyabi Mumkin hai
              • #8 Collapse

                Re: loss sy tension nahi laina chahye

                trading field mein Apne loss Se Kabhi Bhi Pareshan Nahin Hona chahie ladke Hamesha Los ko welcome karna chahie aur yah Baat Apne mind Mein set kar len ki Jab Kabhi loss ho jaaye to usko recover karne ke liye koshish karni hai aur acchi planning banani hai Kamyab trader wahi hota hai jo losco recover karna Sikh jata hai agar ham log lost ki vajah se pareshan Ho Jaenge to Fir Ham kabhi bhi usko recover nahin kar Sakenge aur na hi Ham Kamyab trader Ban Sakenge Agar Achcha aur Kamyab Rider Bankar profitable business Karna Hai To fir Apne andar loss ko bardasht karne ki takat Paida Karen.
                • #9 Collapse

                  Re: loss sy tension nahi laina chahye

                  Assalam walekum doston loose se bilkul Pareshan hone ki jarurat Nahin Hai Kyunki Jindagi Mein Nashe Farar Jaate rahte hain aur majbut Insan sirf Vahi hota hai jo Apne loose Se Hi Sikh da hai agar Forex trading main aapko lose Ho bhi Jata Hai To ismein tension lene ki koi baat nahin hai Forex trading 1 online trading hai agar aap Yahan per ghabra Gaye To ho sakta hai hai ki aap apna business lost kar den to isase Behtar rahega aapko Agar loge Ho bhi Jata Hai Khuda na khasta To aapane Kabhi disheart Nahin hona aur sabit kar me se Aage badhate Rahana hai
                  • #10 Collapse

                    Re: loss sy tension nahi laina chahye

                    Profit aur loss forex trading ka hissa hain is liay loss py pareshan na hun aur agr pareshan hun gy to aona he nuqsan krain gy q k preshani main trading krny sy mazeed loss hota hy aur profit k chance km ho jaty hain is liay loss ko halky phulky mood main lain.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss sy tension nahi laina chahye

                      Mery pyary forex k dostoon ager Pakistan Forex forum per trade kerty hoy hamain loss ho jay to hamy tension nhi leni chahy balka apni mistake ko analysis ker k dobara trade lagani chahy
                      • #12 Collapse

                        Re: loss sy tension nahi laina chahye

                        loss ki tension ni leeni chaheye agar aj loss howa ha to kal ko profit b ho ga humaim subar sa kaam leen caheye treading field mn kabhi loss toh kabhi jeet milti ha har bar har ni hoti agar ak bar har joa to yah mat socho k har bar haro ge is liye treading mn loss ko apny uper havi hony ni deena chaheye bulkey mehnat sa agli bar jeet hasil karney ki koshish karni chaheye
                        • #13 Collapse

                          Re: loss sy tension nahi laina chahye

                          hello doston hamen loss se tension Ni leni chahie balkay aagay barthay chahie aur hard-working aur mehnat karni chahie kyunki loss se hamen sabaq hustle hota hai aur is sabak se Ham acchi kamyabi hasil kar sakte hain lazmi nahin kailash hamen nuksan de Ham usse achcha fayda bhi le sakte hain aur achcha knowledge bhi kahan kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: loss sy tension nahi laina chahye

                            G bulkul loss t har kam maho jati ha Lakin tension nhi Lani chi our sabar sa kamkarna chiha our market ma study Karni chi Lakin sa kabhi bhi tension nhi Lani chi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss sy tension nahi laina chahye

                              dear hamaray liye kisi bhi business main kisi bhi kaam maiin lose ka milna koi bhi barri baat nai hay wo is liye k lose to har aik kaam aur har ai business ka sab say barra aur iimportant hissa hota hay jis main agar ham is makreet maijn lose say dar kar ya lose say dartay huwya kaam kartay hain to hamaray liye is makreet main kaam karna bahut ziada mushkil bhi hos akta hay aur ham is makreet say kuch bhi khaas earn nai akr saktay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X