Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.
    Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye. dunia mein koi aisa kam nahi hai jis mein bina mehant k kamyabi mily.Knowledge ka hona kisis ghanimat se kam nahi hota lekin forex trading me knowledge ka bohut hi ziada zarori aur aham hn, sab se pehle to hamen forex trading me basic knowledge hona chaheye aur us k baad hi hamen is buisiness ka deeply mutalea karte rehna chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

    G Han agar ham.is em jaldbazi me treading karty Hy to ham is ko me lose hi hota Hy ham konchaiye ky hamnise jaldbazi na Kary balky ham ko.cgaiye ky ham is me acha kammor or Aram sy kammkary taky ham ko acha faida hoskay
    • #3 Collapse

      Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

      G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut himat kay sath apna kam karna chahey kun kay agar hum as men mahnat nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe kamyaby hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men bahut saber kay sath trading karny chahey kun kay agar hum as men saber kay sath trading karen gy tu hum as men achy kaqmyaby hasil kar sakty hain as lia hamen forex men jaldi nahin karny chahey kun kay forex men kam karna bahut mushkil hota jaraha hy
      • #4 Collapse

        Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

        ham ismian jitne bhi zyada jaldbazi se laut laga ke hain to hamen utna zyada hi nuksan ho sakta hai aur hamare ya kam acche se achcha nahin ho pata to main tumhen apne doston ko yah baat share karna chahta hun ki hamen ismein vah soch rakhi hogi ki hamen apne aap ko aur zyada hi soch ke sath kam karte rahana chahie agar hamara zyada hi faida hoga to hamen utna kamyabi milegi aur jitna bhi har insan kam karna chahta hai to unko achcha kam mile jitna kam nahin ho sakti to hamen bhi faida ho sakta hai agar apne aap ko kamyab banana chahie to ham aasani se banaa sakte hain aur ismein se kam kar sakte hain aur jitna log kamyab hote hain to unko hi fayda ho sakta hai aur hamen bhi ismein kamyabi hasil ho sakti hai aur har insan ki soch acchi honi chahie agar hamari acchi soch hogi to hamen ismein kitna nuksan nahin ho payega aur jo log galat socha dekhte hain to unko hi nuksan ho sakta hai aur unka kam achcha nahin ho jata lekin hamen ismein jo bhi sochana hai acche se hi sochana chahie aur jitna hamare soch acchi hogi uth mein kamyabi milegi aur ham apna kam aasani se hasal kar sakenge agar hamen apne aapko aasan banana chahie to ham khud ko pasand banaa sakte hain aur ismein hamesha ke liye apna kam achcha kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

          Assalamu Alaikum dear Forex member's ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge han ji aapane bilkul theek kahan hai ki jaldbazi se Hamesha trading Mein lossy Hota Hai To Hamen jaldbaji Nahin Karni chahie Sabar se kam karna chahie Taki ham log se sirf Rahe aur Hamen profit Hasil Ho jaldbaji ka koi fayda nahin hai aapane apni life mein bhi dekha Hoga Ki Kuchh log jald pass hote hain aur unhen jaldbazi ka kya Anjaam Dena padta hai tu koshish Kiya Karen ki Sabar ke sath slowly slowly varg Kiya Karen Kyunki Ek na Ek Din aapane Kamyab Jarur Ho jana hai jaldi se Insan Kabhi Kamyab Nahin Hota
          • #6 Collapse

            Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

            Forex business mein jaldbazi ki koi gunjaish nahin hey kioun keh yeh aik aisa business he keh is mein hamen bohot hi ziada mohtat andaaz se trading karna hoti hey aur hamen bohot hi ziada patience ka muzahira karna hota hey tab hi hum is business mein kamiyab ho saktey hein aur agar hum jaldbazi kartey hein to hum is mein just aur loss hi kartey hein
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

              jb bhi koi trade jld bazi mein lgai jati hai to wo 70% nuksan hi dyti hai is liye jb bhi aap trade lgayn to pehly us ko dykh lyn or analyse ker k phir aagy qdam brhayn. jb hm forex emin koi trade lgaty hain to market k trend k hisab sy lgaty hain or agr aisa nahi krty to is ka nuksan hmy loss ya apna account wash ki surat mein hota hai. is k elawa aap ko market k utar chrhao ko nzer mein rkh ker trade lgani hogi to hi si ka faid aho ga, is liye trade lgany mein jld bazi na kryn or sath hi na hi trade ko close krny mein jld bazi kryn. yeh dono cheezyn hi nuksan dy skti hain.
              "Dream bigger. Do bigger"
              (mahroosh)
              :1f607:


              • #8 Collapse

                Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

                Ji han friends jaldbaji karne se Hamen bahut se nuksan Aate Hain Jab Ham trading kar rahe ho To usmein Hamen fresh mint ke sath baithana chahie aur reading Karni chahie jazbati trading se bhi bechan Lal Raste bhi bacche hain aur jald bhabhi se bachayen jaldbaji ke Bhav se nuksan hote hain jald Baazi se Hamen loss sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

                  Dear friend ji aapki baat bilkul theek hai jaldbazi se sirf nuksan hi hota hai agar Forex trading Mein kamyabi Hasil karni hai aur unlimited earning karni hai to Soch samajhkar market ko acchi Tarah analysis Karke Sabir ke sath setting Karen Forex online business is Mein trading ka experience aur knowledge hoga to aap Sabhi Ke Sath training Karenge to aap Achcha profit hasal kar Sakenge isiliye market ko acchi Tarah analysis Karke planning ke sath kam Karen aur kamyabi Hasil Karen Taake aap successful trader Ban sake isiliye Forex Mein mehnat Karen aur kamyabi Hasil Karen Ek Kamyab trader Hamesha mehnat per focus karta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

                    dear g han ap ki bat correct hay agar ham is main apany kam ko hurry up k sat karaty raha kia karein gye to is main ham ko loss he gain ho g so is main ham ko chye k ham is main acahy say acha kam ko kr k he asgay i traf janay ki try karaty raha kia karein agar ham is main aisa karaty raha kia karein gye to ham is main kabhi bhi fail nahi ho sakaty hein is say ham agay ki janib janay main asani aor kamybi ko gain kr sakaty hein so is main ham ko apany kam ko last tak better say better karaty rahan chye agar ham is main kamyb hona chatay hein to .
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

                      G bhai sai kaha hy apne jaldbazi se bahut ziada loss hameshz small acount holder traders ka he huta hy is liye hamen jab bhi trade krni chahye tu ahtiyat k sath krni chahye q k markets ajakal bahut ziada upsets hen aur iski upsets ki waja se hamen bhut ziada nuksan hu skta hy is liye jitna hu sky hamen sai treka kar istamal krna chahye air apne kam k ander khaloos niyat ko shamil krna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

                        Assalamu Alaikum dear friend se trading Mein Hamesha lossy hota hai Hamen ismein jazbati hokar Kam Nahin Karna chahie Bal Kat Thande dimag se kam karna chahie Agar Ham kam Mein jazbati hokar Karenge ya jaldbazi Karenge To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Hamen ismein Hamesha nuksan ka Samna karna padega Jab Bhi aap trade lagaen pahle usko Dekhen Kyon Uske analysis Karke FIR Aage Kadam bada hai Ham truck Mein truck Lagate Hain to market ke hisab se a Lagate Hain Agar Hamen nuksan jallosh ho aapko market utaar chadhav ko Najar Mein rakhkar Re Lagani Hogi to hi Ham ismein fayda hoga Agar Ham jaldbaji na Karen aur sath hi Sath bread lagaen to jaldbaji Karenge yah donon chij hi nuksan de sakti hai isliye Hamen Thande dimag se kam karna chahie Taki Hamen use per kamyabi Hasil Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

                          G han bilkul sai kaha aap n. Jld baazi ki wja s trading m loss hu jata hai. Jld baazi ki wja s hm bht sari ghltian kr dyte hen jicki wja s hmara account wash hu skta hai. Jld baazi krne s hmara kaam jldi mukamal ni huta blky permanently end hujata hai. Icliay jald bazi kisi msly ka hl nai hai jld baazi s avoid krna sekhen
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
                            Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye. dunia mein koi aisa kam nahi hai jis mein bina mehant k kamyabi mily.Knowledge ka hona kisis ghanimat se kam nahi hota lekin forex trading me knowledge ka bohut hi ziada zarori aur aham hn, sab se pehle to hamen forex trading me basic knowledge hona chaheye aur us k baad hi hamen is buisiness ka deeply mutalea karte rehna chaheye.
                            main aapki baat se Ittefaq Karta Hun Ki Jab aap bagair soche samjhe aur Suni Suni Baton per trade Karte Hain To fir aapko nuksan hota hai isliye Forex trading Mein Vahi log Kamyab Hote Hain Jo Puri market analysis ke bad hi trading karte hain aur kabhi bhi jaldbazi Mein Faisla Nahin Karte Kyunki jaldbaji Main aapko sochne samajhne ki Silat theek Tarah Se Kam Nahin kar party aur aap ko uska nuksan uthana padta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaldbazi se trading me loss hi hota hai.

                              Gi han apki bat bilkul thek ha jaldbazi ma kam karna sa apko sirf or sirf loss hi hota ha kabhi bhi profit nahin hota is liya apko trading kartaa hova zyada sa zyada sabar or mahnat ka sath trading karni chahiya tab hi ap loss sa bach sakta han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X