Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye. dunia mein koi aisa kam nahi hai jis mein bina mehant k kamyabi mily.Knowledge ka hona kisis ghanimat se kam nahi hota lekin forex trading me knowledge ka bohut hi ziada zarori aur aham hn, sab se pehle to hamen forex trading me basic knowledge hona chaheye aur us k baad hi hamen is buisiness ka deeply mutalea karte rehna chaheye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим