Ziada profit py overconfidence show na krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

    ji forex member aap thik ho.forex per kaam karty hai aur jab bhi koi bhi bones mily tu khabhi fakar nahi karna chaye humay agar apny aap ko kisi say bara samjy tu ye tihk baat nahi hai aur humay fagar nahi karna chye hum khud agar fagr kary gay tu log kiy keziyadah gay humay bas apny aap ko ye nahi khena kay mai bhot bara aadmi ban giya ho aap profit kay chakar mai na pary aap ko ziyada profit hasile karnay per over confidance show nahi karna chye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

      Zayida profit pay over confidence show nhi kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko jab zayida profit hota hai tu aap ko over confidence show nhi Karna chaiy agar aap over confidence hon gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko confedce ka sath kaam karna chaiy tab aap ko kamyabi hoti hai
      • #33 Collapse

        Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

        Assalam-o-Alaikum
        Dear forex members hope you are doing well and getting good income from Forax business and completing your daily target of posting on Pakistan Forex forum with your hardworking, dedication and commitment to your work.
        G hn Apne bilkul theek kaha hai hamen trading krte wkt jb ap ko acha profit hasil ho to ap ko over confidence show nahe krna chaye. Is se ap ko future ma loss ho skta ha, is lye hmesha over confidence se avoid krna chaye.
        Jb ap overconfidence show krte hn to phir ap mistakes krte hn or ziada trade lga dete hn its mean over trading krte hn or sometimes over trading se account wash ho jata ha.
        Agr ap b trading kr rahe hn or apne trading ko successful and profitable bnana chahte hn to ap ko chaye k ap planning k sath kaam kren or over confidence or over trading se avoid kren.
        • #34 Collapse

          Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

          Pakistan forex mathamum doston ko Salam ummid karta hun sab log khairiyat se honge aur achcha bonus hasil kar rahe honge dear friends yah baat bilkul sahi hai ki jyada profit and saloni ki vajah se overconfident now hamesha yahi ghumana rakhen ki aap jaise bhi trade lagayenge market aapke favour mein jayegi aap technical analysis ki bhains ke upar trade ko lagaya Kya Karen aur technical facts ko dekhkar trade lagaen apne aapko risk se bhi bataen inshallah aapko kamyabi Ho Gai aur aap loss se bachenge shukriya
          • #35 Collapse

            Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

            Assalamu Alaikum fracks member meet karta hun sab theek Honge Jab aap Kuchh Jyada profit Milta hai to aap overconfident ho Jaate Hain aur lalach karte hain Jiski vajah se aapko na Kami ka Samna Bikaner padh Ja sakta hai isliye aap aap overconfident Na Ho Apna Kam vaise hi Jari rakhen aur Jyada Se Jyada banne sasil Karen Shukriya
            • #36 Collapse

              Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

              Dear forex member ap ki bat bilkul thek hai keh Jyada profit se overconfidence show now Karen ji han bilkul Agar Ham Jyada profit per overconfidence Karenge to ham next time kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki overconfidence ke sath Hamen na Kami Hasil Hogi isiliye Jab Hamen Achcha profit Hasil Ho To Hamen Shukar karna chahie aur next time bhi Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain......
              • #37 Collapse

                Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                Ji bilkul dear member aapke pass theek hai Jyada profit Jab hota hai Hamen To Hamen overconfident Kyon nahin karna chahie balki Hamen chahie apni trading ko Behtar Banane Hamen chahie ki Ham apni se baat ho se sikhe aur ham Apne trading co profitable banaen
                 
                THANK YOU GUYS ! :1f60a:
                • #38 Collapse

                  Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                  Bahut acchi baat hai aur aapko aapka cprofit mil raha ho to aapko chahe kya jyada overconfident na vah Karen overconfident 7 akhiyan churae kya pata aapko loves ho jaega isliye aur confident show karne ki koi jarurat nahin hai aap FIR achcha work karne ke quality aapke andar hona best hota hai
                  • #39 Collapse

                    Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                    mery bhai mn btana chahta hn kh Forex business me achy aur professional trader ki pehchan yahi hoti hay key agar un ko zeyada profit ho to wo overconfidence show na kary aur agar un ko market me loss ho to emotional ho kar koi ghalat decision na len, zeyada profit ho jaye to maximum traders overconfidence key sath trading karny ka risk lety hey magar ye bilkul be achi trading nahi, esi tarha loss hony par be apny emotional ko control karna zarori cheez hay isii sy hm kamiyab hn gy
                    • #40 Collapse

                      Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                      assalamu alaikum my dear Pak forex friends umeed karta hun aap sub Pak forex or achi working kr rhy hongy friends main aapko batana chahta hun Kya jab hamen bahut achcha profit Ho jaaye to use time hamen overconfidence nahin hona chahie Bal ke hamen normal confidence mein acchi quality ki working karni chahie aur apne work per focus karke apne work quality baccha banana chahie friends Jo log acche profit normal rahte Hain vah log acchi success shastri karte hain aur next time acchi current ki working karke achcha profit aur achi earning Hasil kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                        ji bilkul der aapane bahut acchi baat ki hai hamen koshish karne chahie ki achcha profit hone per bilkul bhi hamen overconfidence nahin Hona chahie balke hamen mehnat se kaam karte rahana chahie kyunki mehnat ke sath kam karne chahie acchi kamyabi milati hai agar Ham mehnat ke sath kam karte rahenge To hamen bahut acchi kamyabi mil sakti hai aur agar Ham manati nahin karenge To hamen acchi kamyabi bhi nahin milegi isliye koshish karen aur struggle Karen Taki hamen acchi kamyabi mil jahy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X