Ziada profit py overconfidence show na krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada profit py overconfidence show na krein
    M umeed karta hm app sab log khariyat s hngy or app logn ki sahii gUzar rhii hogii bht sary logn ka attitude bht ziada different hotta h hmain chahye keh ham log bht ziada mehnat karty wahan Thora can patience b show krein to he hmary liay best hoga to KU na ham log mehnat krein phr he kamyab hngy otherwise hmary pas koi chance niikeh Ham kamyab ho skein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

    Forex business me achy aur professional trader ki pehchan yahi hoti hay key agar un ko zeyada profit ho to wo overconfidence show na kary aur agar un ko market me loss ho to emotional ho kar koi ghalat decision na len, zeyada profit ho jaye to maximum traders overconfidence key sath trading karny ka risk lety hey magar ye bilkul be achi trading nahi, esi tarha loss hony par be apny emotional ko control karna zarori cheez hay.
    • #3 Collapse

      Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

      bhai baat ye hai k trading mein hamein kabhi extra aur hamari soch se barh k bhi profit ho jata hay magar hum jo kabhi bhi over confident nahi hona chahye agar hum aisa krengay to next time hum loss mein chlay jaingay.chahy hum ko profit ho ya loss ho hum ko same feelings mein rehna chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

        Sahi Kaha Agar aapko accha profit hota hai to ise aap apna confidence show karna na Shuru kar den ke koshish karen ki aap aap learning Hasil Karen Main Na Karen experience Hasil Karen aur zyada mehnat Karen aur zyada learning Hasil Karen knowledge Hasil Karen per Karte Rahen Kyunki aap Jitna Bhi knowledge Hasil karte hain experience Hasil karte hain vah kam hai koshish karen Apna experience Khoob badhaen Jo aapke liye aapke profit ke liye bahut lazim hy
        • #5 Collapse

          Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

          jitna zyada hamara prapt hota hai to hamen vah itna ismein nuksan bhi ho sakta hai aur agar ham ismein apne nuksan ko dekhte rahe to hamara bhi kam achcha ho jata hai aur ham apne kam ko achcha karne ke liye hamesha hi apne mehnat ko share kar sakte hain aur jo log bhi zyada main kar lete hain to unki ismein hamesha limit mein kamal ka tera na hota hai agar unke limit puri ho jaati hai to vah ismein apna kam aasan se aasan kar lenge to hamen bhi jo kam karna chahie yah sochkar hi karte rahana chahie ki ham apne aap ko zyada kam yah banane ke liye acchi soch rakh sakte hain aur agar hamari acchi soch ho jayegi to hamen ismein apne aap ko nakam nahin banaa saken ke aur jo log bhi na kam hote hain to unka yah apna kam acche se nahin ho sakta lekin hamen jo bhi mehnat karni chahie to ham apne main usko bahut zyada share karenge to hamen paida ho sakega aur hamari yah kam achcha ho jata hai to ham aasani se apni mehnat ko aage se rakh sakte hain aur jo log bhi yah sochte hain ki ham na kam ho jaenge lekin kiye bolo to soch hoti hai aur vah ismein na kam ho jaate hain hamen agar kamyab hona hai to hamen acche se hi mehnat karni chahie aur jo log zyada mehnat karte hain to unka kam zyada hi apni mehnat ke sath ho sakta hai aur vah jaldi se kamyabi hasil kar sakte hain to hamen bhi jitne kamyabi hasil karni hai to ham aasani se hajar karte rahenge iss mein bhi hamen zyada nuksan nahin ho sakta
          • #6 Collapse

            Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

            Forex mein work karte hue mein jyada profit se overconfidence Nahin hona chahie bol ke apne kam ko karne ke liye Hamen Masjid mehnat Karni chahie aur apne work ko acche tarike se kar sake Kyunki profit and loss do common chij hoti hain Agar Hamen loss Ho Jaaye to Hamen profit bhi ho sakta hai lekin Hamen trade Lagate Hue Apne kaam par focus karna chahie aur Hamen Soch samajhkar trade Lagani chahie Aisa nahin karna chahie ke ghar Hamen profit jyada ho gaya hai To Ham overconfidence show karne lage Forex trading Mein work karte hue overconfidence Nahin Hona chahie
            • #7 Collapse

              Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

              Jab Ham Jyada profit Hasil karte hain to use Waqt Hamen overconfidence show nahin karna chahie Bal ke Hamen chahie ki agar Ham Apne is Jyada profit se aur Majid Jyada profit Hasil karna chahte hain To Hamen Apne kam ko aur Jyada acche tarike se karna chahie aur apne knowledge or experience Mein masjid jama karna chahie tha ki Ham is business Mein successful Ho Paye aur isase acchi earning Harshal kar sake Jab Ham ismein acchi Tarah Se successful Ho Jaenge To Agar Ham Apna alag business bhi start karna chahie to uske liye Hamen Kisi Kisam ki pareshani ka Samna nahin karna padega welcome Apna Kam bahut easy tarike se start kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                Assalamu alaikum my dear Forex forum members Pakistan Forex forum Ek Aisa business Hai jismein Humko last bhi hota hai aur profit bhi hota hai Agar Humko is per trade karte hue Achcha profit Ho Jaaye To Hamen overconfident Nahin Hona chahie aur apne friend par focus karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                  ji han bilkul agar hamen jyada se jyada balance milta hai to hamen overconfidence nahin aana chahie baliya mein subah se Kam Lena chahie aur hamen pahle se jyada Mela dikha nahin chahie jisse mein bahut hi achcha profit aur banaa shasan ho aur hamare kamyabi hasil Karen aur ham apne knowledge or experience ko use karte hue bahut acchi tradepost karenge samay bahut hi jyada fayda hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                    Ziada tar Jab ham achi trade Karen to hamen acha profit aana shuro ho jata hai Jo hame bohat faida ponchata hai magar ham jab overconfident ho jaty hein kay ham Ab achay trader ban chukay hein jiski waja say hamen nuksaan ponchna shuro ho jata hai trading main asal hamen jis baat ki bohat zarurat hoti hai wo hai sabar say aur mehnat say kaam lena jab ham sabar se kaam nai letay aur overconfident ho Kay kaam karty Hein to hamen nuksaan hota hai is liye hamen chaiye Kay ham forex par overconfident na hon aur is sy parhez karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                      G hy bilkul thk kha hy jb hm ziyada profit Ho to overconfidence nhi hona chya ugr aysa kra ga to bd main hm bht hi ziyada loss Ho ga or account wash hona ka bh khte go to is lia hm bht hi soch semjh kr wark kra tb hi kamyb Ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                        Ji bilkul theek Kaha aapane overconfident Hoke Bach nahin karna chahie overconfidence Ho ke work karne ka result Achcha Nahin Hota agar aap Chahte Hain Ki Ham Khud Ko improve Karen aur apne life mein improve laen Jyada profit per Ho Dukh ko imitation se bachayen aap log Jante Hain Ki yah Mein Kaisa business hai jismein profit ke sath sath loss bhi is equal hai isliye Hamen Kisi Ek per happy hone ki jarurat nahin hai aur confidence badhane ki jarurat Bhi Nahin Hai Main is business Mein Ek Dua Karti hun sabne Ameen bolna hai na is business ko Hamare Liye risk Karva Sal banaa
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                          Bilkul jo log zayda experience hoty hain unko chayie ky overconfidence ki bjay patience say kam lay or attitude na dikhay har koi mehnat kar skta hai kuch jaldi sekh jaty hain kuch tora timr lgaty hain hm sbko chayie ky apna kam achy sy samj kar kry or acha profit hasl kry or kamyab ho saky
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                            Assalamu Alaikum dear friends Forex trading mein agar aap ek acche Forex trader hai aur aapko Chhapra pad Hasil Ho Raha Hai To Kabhi Bhi overconfident Na Ho Hamesha Forex trading ko serious Lekar Forex trading Karenge to Fir aap kam jawab Rahenge agar aap overconfident hokar bagair soche samjhe trade Lagane ke liye kar denge to Aap Ki Halat Aise ho jayegi Jaise aapane abhi Forex trading start ki ho aur Jaise junior member bar bar apne aap ko nuksan Karva Baithe Hain isliye kabhi bhi Forex trading Mein overconfidence ke sath trading na Karen Nahin to aapko bahut jyada nuksan ho jaega Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ziada profit py overconfidence show na krein

                              Over confidence Ap ko Boat Zada Loss Ke Taraf Lay kay Ja Sakta hai.iss Liy aap Ko Chaye Kay Kaabi Be apni Trading main Over Confidence Kay Sath kam na Kiya Karein Jaab aap OverConfidence Kay Sath am Karty hain Toh aap Ko loss Ka Khyal He Nahi Rehta or market ka Kuch Brosa Nahi Hota kay Kiss Time Pr Kdr Move kar Jay iss Liy aap Ko Chaye Kay Trading karty waqt Zada Brosa Apny Analysis Pr Kiya Karein Or Jaha tak Ho Sakta Hain Knowledge or Experience Say kam Karny Ke Koshash Kiya KArein Ku kay Isse Baat main KamyabI ha Or Tabi aap Successful Trader ban Sakty hain Self Confidence Hona Boat Achi Baat hai Ye Aap ko aap Ke Trade Ke Entry main Madad Karta hai.Lekin Jab aap Over Confidence Kay Sakt Kam Karty hain toh aap Ko Boat Zada Loss Or Lalach Add Hota hai .Jo Kay Forex Trading main Bilkul Be Manzoor Nahi hay iss Liy Aap Ko Chaye Kay Trading Main inn Sab Kamo Say Avoid Karein Or Mehnat Kay Sath Analysis Kiya karein or Analysis Kay Brosy per He apni Trades Place Kiya Karein aisa Karny Say He Aap Successful Trader ban Sakty hain Or acha Profit Gain Kar Sakty hain.
                              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X