Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

    Hamein market ko nh smjhna hota hamein market k signal ko daikhna hoota hy agr market k signal mazboot ja rhy hon tu hamein trade lgaa dyna chahiye agr market k signals week jaa rhy hon tu hamein wait kr lyna chahiye jaldii nh krnii chahie jab tak hamara market ka rate hy na tu tab tak hamin trading mn hisaa nh lyna chahiye loss aany ka ziyada chance hoskta hy agr ham low signal mn apna trade lgaaaeingy tu tu kindly hein easy hoo k fresh mind hoo k trade lgana hoota hy aur Forex ki main waja bhi yahii hy k hemien market k signals ko daikh bhaaal k trade lgana chahie. Forexx aisa business hai ismein ham apny ghr mn baith k trade lgaaty hn isk liye hamein kahen jaany ko koii zaroorat nh prtii ghar baith k he ham ny market ko judge krna hoota hy kahen jaany kii zaroorat nh hotii
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

      Jis tarha kisi bhii kaam main mukhtaif qisam k tools use hote hein to bilkul isi tarha forex main bhi kai qisam kay tools use hote hein at a time forex ki tradeing kay liye mukhtalif tools means kay line bars aur candles etc jab kisii bhi pair ka analysis kar rahy hon to mukhtalif candles kuch aur batati hein aur bars ys RSI kuch aur batati hein ham is main se ji ki strength ziyada ho to us ki side pe trade lagate hein forex ek boht hi zabardast business hay jis main ham boht kuch hasil kar sakte hein agar ham sirf candles kay baray main hi full knowledge hasil kar lain to ham is main kamyab ho sakte hein candles ek boht hi acha indicator hay jo hamin best guidance deta hay jis se ham accurate trading kar sakte hein is kay elawa ek mashhoor indicatoe RSI hay jo 20 aur 80 ki ranges main move karta hay is se ham boht acha analysis kar sakte hein ab ham comparatively RSI aur candles main se jis ki strength achi ho us taraf trade laga kar boht achi earning hasil kar sakte hein aj kal boht achay analysis tool launch ho gay hein jin ke help se trading boht hi aasan ho chuki hay mukhtalif qisam kay paid signal bhi dastiyab hein jo kay itnay ziyada costly bhi nai hein agy in sab se ham faida uthana chain to bho aasani kay sath earning hasil kar sakte hein aur best life spent kar sakte hein
      THKS
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
        Forex market tou movement continue kerty huey kabhi upward movement kerna shoru ker deti hai tou kabhi downward tou same movement main jo signals strength hoti hai woh Kia cheez hai ky ham isko kis terha sy read ker ky trade enter ker sakty hain?




        Salam apny acha point kia hai,mazeed information deay dyta hun.
        Simple Words mai Signal Strength Signal ki Taqat ko zahir krta hai yani jab hum technicall analysis krty hain tu us mai signal jo hamen milty hain yani market ky trend ki information milti hai us mai yh dekha jata hai ky kitny percent yani kitni Accuracy mai humen signal mila hai yani kitna Authentic signal hamen mila hai or iss ko kess or kab set kia jaye.
        Yani Signal ki Power or Taqat ko Or achi Accuracy ko Signal Strength kaha jata hai. aik trader trade lagaty waqt signal ko insure krta hai ky signal ki strength kitni hai or wo kis trend mai hai or kis side py zyada chance hoty hain move krny ky , issi amal ko hum Signal Strength ka naaam dety hain. Trade lagany sy pehly yeh zarooori hai ky hum signal ky analysis ki strength ko jaan partaal kr len, iss sy hum aik achi trade laga payen gy or aik acha munafa earn kr payen gy.Thanks.

        اب آن لائن

        Working...
        X