Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main signals strength sy Kia murad hai?
    Forex market tou movement continue kerty huey kabhi upward movement kerna shoru ker deti hai tou kabhi downward tou same movement main jo signals strength hoti hai woh Kia cheez hai ky ham isko kis terha sy read ker ky trade enter ker sakty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

    Jtny apky traders professional hongy utni zyada un ki trades ki strenght hogiii
    • #3 Collapse

      Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

      Dear friend agar aap k pass is business ka ziada knowledge hoga tho aap ko signals ko samajnay may koi pareshaani nahee hothe kionla ye sab aap os waqth samaj sakthay hay jab aap ziada say ziada knowledge gain kar lathqy hay hamay ziada say ziada tawaju apnay knowledge par dena dhahiqy ab signals ke baath karthay hay,
      Dear friend aap ko is baath ka patha hona chahiay k is may mukhtalif kisam k pattrens hothay hay jis say aap ko apne planning karna hothe hay lekin ye os waqth mjmkin ho saktha hwy k aap ko os say faida hasil ho sakay k aap k pass support our resistence ka knowledge ho kionka aap ko patha hoga k expert members signals dathay hay tho os may buhut say ziada faida mandh hothay hqy lekin kuch log asay be hothay hay jo aap ko signals ka lalichdathay hay lekin os say aap ko nuqsaan ho jatha hay asay signals par aap nay kabhi be yaqeen nahee karna kionka aap k paisay zaaya ho sakthay hay agar aap k pass ziada knowledge hoga tho aap apnay analysis kise be signals k saath compair kar sakthay hay our agar aap ko os may profit ka chance nazar naye tho he os par trading kia karay warna hamay sabar say kaam lena leahiay our market may asay signals dhondnay chahiqy jis say haamy ziada nuqsaan na ho signals milnay par hamay khudh be market ko study karna chahiwy thake aap k khudh k knowledge may be ziada izafa ho sakay our future may bamay oska faida hasil ho sakay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

        Dear agar aap market ki movement ko properly understand observe karna chahte hain to iske liye aapko Hamesha fundamental analysis aur technical analysis per bahut jyada focus karna hota hai Kyunki Jab Bhi market ki movement ho rahi Hoti Hai vah fundamental analysis ki basis per Yahan per technical analysis ki basis per ho rahi hoti hai aur iske sath sath sometime aapko Kuchh important indicators ki help we will any Hoti Hai jismein Idea Laga sakte hain ki market apni correction aur retracement complete kar rahi hai.

        Dear jab aap signal strength Ki Baat Karte Hain To ismein totally aapka focus market ki movement per Hona chahie market ki movements se related maine aapko bataya hai ki market ki movement Jab Bhi Ho Rahi Hoti Hai uski main reason technical approach ya FIR fundamental approach aur ya fir market apni retracement kar rahi hoti hai agar aap signal strength ko strong karna chahte hain to usmein aap ko ya Tamam important factors carefully focus karna hote hain otherwise aap market ki movement ko kabhi bhi learn nahin kar sakte aur ismein aapko nuksan Hota rahega.

        Isliye aapko Forex trading se related important factors ki carefully study Karni Hogi aapko daily basis per news updates a closely attach Rahana padega aur Market Mein banne wali different candlesticks ki complete learning Hasil karna Hogi aur Market ke kuch important indicator jo aapko retracement level for example Fibonacci retracement aur moving average Jaise indicator apni trading per apply karne Honge Jab aap yah complete factors properly learn Karke apni trading per apply Karenge to aap market ki movement ko easily pahchan sakte hain aur aapki trading aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai otherwise aap kabhi bhi successful trader Nahin Ban Sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

          Alam o Alakum
          Dear forex members jis tarhan ke nam se zahir hai signals yeni kisi cheez ki janib ishara our ye market main jitne bhi tools hain in ki madad se ap ko mil sakta hai our agar ap forex business main market main nazar jamain to ap dekh sakte hain ke jitne bhi market main indicatiors use ho rhe hain woh ap ko signals hi de rhe hote hain our is ke sath sath candles ko dekhian to ye mukhtalif time frame main ap ko ishara yani signals de rhi hoti hai our is ke sath sath hamain forex busines main ap traders se bhi signals le sakte hain our is tarhan un ko ap apni profit se hisa dete hain ya phir ap signals ko khareedte hain to signal bhot se cheezion se ap ko mil sakte hain lekin main ap ko ye mashwara dena chahta hun ke agar ap forex business main market main charts ke tools ke madad se signals ko samajhne ki koshish karen ge to ap ka experience bhi acha hoga our is ke sath sath ap achi earning ke qabil trader bhi ban sakte hain

          Dear forex members signals ki 2 qisam ki hote hain kyun ke forex business main fake our real signals hote sakte hain our is lye hamain fake signals ko bachna chahye agar ap fake signals ko samajhne main kamyab ho jate hain to ap bes traders ban sakte hain our is ke sath sath agar ap signals ko fake our real main samajhna chahye jab ap acha kaam kar sakte hain dear forex members jab ham zyada se zyada trading karte hain our zyada se zyada ap apna time forex busieness main guzarte hain to ap kafi achi earning hasil karne main kamyab hote hain kyun ke forex business main din raat mehnat karni chahye our ap ko forex business main experience our knowledge ke sath kaam karte hain our achi khasi profit hasil signals se kaam kar sakte hain our dear forex members agar market ko dekha jai to kabhi kabhar ap ko singnals real lete hain our jab ap market view se dekhian to market main kuch bhi ho sakta hai our ap kisi bhi time account man loss ka shikar ho jate hain our ap ka account wash ho sakta hai lekin hamain experience hasil karne ke lye inta sara risk lena parta hai hamain acha khasa earn karne ka sochna chahye dear forex members jo bhi ho agar ap forex business main soch samajh kar kaam karen our hamesha ye sochian ge ke acha kaam karna hai to ap har tarhan ke signals ko samajhne main kamyab ho jate hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

            Ji Ham Sab ko mehnat karke Apna bonus level improve karna chahie Jo Banda Apna bonus level improve kar leta hai vah Kamyab hota hai so isiliye Ham Sabko me mehnat ke sath Apna bonus level improve karne ki koshish karne chahie Jo success Hasil Karni chahie isiliye Ham Sabko Apne time per online Aakar mehnat Karke successful Hona chahie aur jo Pareshan Apne signal ko focus Karta Hai vah Hamesha Kamyab hota hai aur usko chahie Hamesha Apne senior se signal Hasil Karen aur unko demo account per apni practice Kare because practice karne se Hamen kamyabi Hasil hoti hai so isiliye Ham Sabko Dil lagakar Apna Kam karna chahie aur Apna bonus level maintain karna chahie Jo Apna bonus level maintain kar leta hai vah definitely khamiyan hota hai isliye Ham Sab Ko Apne time per online Aakar mehnat Karke Apna bonus level improve karna chahie bonus improve hone se hi Hamen Shiksha milati Hai Sahan Sab Ko mehnat Kaisa kamyabi Hasil call me chahie aur Mahina Kaisa kamyabi Hasil karna Ham sab ke liye bahut hi jaruri hai so Ham Sabko online Aakar kam karna chahie aur apne aap ko strong banana chahie aur mayus Nahin Hona chahie because Mein use hone se Kuchh Bhi Hans Nahin Hota To Ham Sabko mehnat ke sath Apna bonus level improve karne ki koshish Koi Nahin chahie ISI se Hamen kamyabi Hogi so Ham Sabko Apna Kam Dil lagakar karna chahie aur kamyabi Hasil karne ki koshish karne chahie ISI se Ham Sab Kamyab Honge
            • #7 Collapse

              Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
              Forex market tou movement continue kerty huey kabhi upward movement kerna shoru ker deti hai tou kabhi downward tou same movement main jo signals strength hoti hai woh Kia cheez hai ky ham isko kis terha sy read ker ky trade enter ker sakty hain?
              Forex trading main market week main 5 days open hoti ha is duran har waqat movement karti ha is ki movement sy he hum log earning karty han agr hum market ki movement ko samjeny or up ja rehe ho to buy karny or nechy aa rehe ho to sell karny to humy is sy maximum profit ho sakta ha or aagr hum bagar samjeny trade lagany gy jo market k ult chaly ge to humy is sy utna he loss ho sakta ha is ley humy chae ha market ki movement ko ache tahra seekeny or samjeny ta k jab hum trading karny to humy loss na ho
              Forex trading main jis side signal strength ziada hoti ha market usi tarif movement karti ha is ley humy chae ha hum market k ache analysis karny or sab chezun ko dakhen k trading karny is main khas tor par news ko follow karny news ka jo bi result aay humy us k mutabiq trading karni chae ha is sy hum log ahsani sy ache trading kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han par jab tak humy market ki samj ni ho ge ache analysis ni karny to humy na sirf signal strength ka pata chaly ga or na he market ki samj aay ge is ley humy chae ha humy market main active hona chae ha har news pe nazar honi chae ha
              Forex trading main humy apny knowledge information or experience ko behtar kar k trading karni chae ha ta k hum log kamyab ho saken or behtar planning or strategy k sath trading karny ta k hum log ache earning kar k kamyab ho saken forex trading main jtni ziada behtar learning or practice karny gy to utna he hum log ache tahra trading ko seekeny or samjeny gy
              • #8 Collapse

                Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

                signal strength kya hai mene aik indicator b daikha hai jo hume currency ki strength ke bare me indicate karta hai waise tu market ki movement per hum hud daikh sakte hai ke ke kon c currency ki strength kya chal rahi hai jub b market upward ya downward move karti hai tu hum daikhty hai ke kon c currency kis ko beat kar rahi hai hume market ki movement per focus karna chahiye hum market ki movement per focus kar ke hum bohat achi tarah market me entry le sakty hai forex trading business me hume agr acha point milta hai tu hume trade karni chahiye agr nahi milta tu hume wait karna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

                  Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan agar aap market ki movement ko properly understand avashya karna chahte hain to iske liye aapko Hamesha fundamental nursing or technical fees per bahut jyada focus karna hota hai Kyunki Jab Bhi market ki movie Main andar ki best Yahan per technical analysis ki basic ho rahi ho aisa Sath same time aapko Kuchh important indicators ki health bill and Hoti Hai jis mein market apni craction aur Ritesh comment complete kar rahi hai

                  Jab aap signal tarike kar Ki Baat Karte Hain To is Mein totally aapka focus market ki hun mint per Hona chahie market ki Munh mein se related main aapko bataya hai ki market ki movement Jab Bhi Ho Rahi Hoti Hai To usmein reson technically approach a firm fundamental approach aur ya fir market ki apni statement kar rahi hoti hai agar aap signal tarike kar ko strong karna chahte hain to usmein aap ko ya Tamam important factors careful focus karna hota hai agar wise aap market ki movement ko kabhi bhi nahin karta se aur isse main aapko nuksan bhi Hota rahega

                  Isliye aapko Forex trading se related important patarsi carefully study Karni Hogi aapko daily base per news update closing attack Karni Hogi aur Market Mein banne wali different Canvas tikki complete learning Hasil Karni Hogi aur Market ke kuch important indicator joki aapko retirement level for sample fabulous retirement aur moving rever Biji se indicator apni training per apply karne Honge Jab aap yah complete focus properly Naam Karke apni trading per apply Karenge to aap market ki movement koi bhi pahchan sakte hain aur aapki trading aapke liye bahut hi jyada profitable ho sakti hai otherwise aap Sabhi shaktiputra Nahin
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

                    Forex trading market my signal strength maloom karne ke liye aapko informative trading Karni chahie aur indicators use karne chahie indicator market mein prediction dete Hain aur aapko maloom hone chahie to ham trading ke liye complete study kar sakte hain.
                    Trading market mein prediction and hypothesis ko signal Kaha jata hai koi bhi aapko trading market ki hundred percent confirmation Nahin de sakte hain jab aap trading market mein signal study karte hain to aapko stop loss and take profit ke sath trade entry and exit complete signal hota hai ismein hundred percent surety Nahin Hoti hai just trading members aapko guideline and hands dete Hain jisko secret hands Kaha jata hai volume spread analysis dynamic momentum index indicator aapko bata sakta hai. Trading market man aapko indicators and oscillators ko study karte hue kam karna chahie independent reading ke liye hamen technical indicators candlestick chart pattern to use karna chahie Japanese candlestick chart pattern. Candlestick chart pattern different time frames metatrader 4 terminal mein total 9 timeframes use karne chahie. Metatrader 4 terminal mein indicators oscillators moving average support and resistance different candlestick chart patterns ko dekar trade open karte hain aur production ke according stop loss and profit lagakar study karte hue market mein management karte Hain agar aapki management acchi hogi to aapki output profit aapko achcha milega basic knowledge aur demo practice aapke kam aati hai motivation ke sath kam karo rules ko follow karte hue kam karo.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

                      Signals.

                      Forex trading k lae ham different predictions karty hain ye hamary personal experience par base karti hai or ham different website sy b melti hai. En predictions ko ham signals kehty hain. Ye kuch cases ma paid b hasil kaye jaty hain. Jb trader en signal ko follow kar k trade open karta hai to market agr waqae he asa behave kary to ese ham kehty hain k ye signal accurate tha or agr market hamari predition ko follow na kary to asi sorat ma ham kehty hain k ye fake signal tha. Forex market ma fake signal ki barmar hoti hai. Fake signal ma correct signa find karna bhot mushkil ho jata hai. Signal ko ham mazeed two parts ma divide karty hai on the base of quality.


                      High Signal strength.


                      Siganl strength ka matlab hota hai k es signal ma ketni jan hai kiy market ko esko follow karny ma kio jaldi kary gi ya market la behaviour bhot slow ho ga. Agr es signal ki strength high ho gi to market foran esko adopt kar ley gy but dosray case ma market stuck ho jae gi or signal ko foran adopt ni kary gi.


                      Weak signal strength.


                      Asy signal weak hoty hain. Market aksar asy signal ko fully follow ni karti balky en ko partially move karti hai or agr 50 percent ma market en signal ki path ko follow kar ley to trader ko eski mazeed expectationa ni karni chahe.


                      Signal trader apny experience sy hasil kar sakta hai or kisi indicator ko use kar k b. But kisi signal par 100 percent bahrosa ni karna chahe kiu k market kisi b time par enko ignorr kar k new move ma chal sakti hai or trader ko loss ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

                        forex trading mein signal set range ko analyse karna hamare liye bahut important hota hai aur jab tak Ham trading market mein signal satrant ko analyse nahin kar lete hain tab tak Ham market mein profitable trading bhi nahin kar sakte hain.
                        kyunki jab tak Ham m market ke signal strength ka pata nahin hota hai to tab tak ka market ka trend bhi fight nahin kar sakte hain aur tab tak Ham market mein Koi bhi trade open nahin kar sakte hain isliye Hamen market ke signal strength ka pata hona chahie ki market ke signal mein kitni power hai aur market kisi friend mein kitni movement kar sakti hai.

                        importance of signal strength:

                        trading market mein signal set range ki bahut hi important hoti hai aur Hamen is baat ko samajhna chahie ki jab tak kam signal satrant ko analyse nahin kar lenge tab tak market mein hamari working kabhi best nahin ho sakti isliye Hamen market mein signal strength per working karni chahie aur market ka trend find karna chahie jab hamare pass market ka gold trend hoga to tabhi Ham market mein profitable working kar se karenge aur market ka trend jab tak hamare pass nahin hoga to market mein profitable working nahin hogi.

                        jab Ham trading ke liye technical analysis karenge to tab hi Hamen signal set range ke related knowledge hoga aur Hamen chahie ke technical analysis ke sath fundamental analysis bhi kar liya Karen tab Hamen market mein shutterent ka andaza hoga ki market mein kitni satrant hai aur Hamen market ki average movement ko bhi dekh lena chahie ki market ki daily average movement Kiya ja rahi hai tab hamari working good hogi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

                          Dear members Forex mein agr hum market ki situation ko dekh ke aur soch smjh ke trade lagaen Tu hum Forex mein Kamyab trader bn jaen ge
                          Aur jab aap signal strength Ki Baat Karte Hain To ismein totally aapka focus market ki movement per Hona chahie market ki movements se related maine aapko bataya hai ki market ki movement Jab Bhi Ho Rahi Hoti Hai uski main reason technical approach ya FIR fundamental approach aur ya fir market apni retracement kar rahi hoti hai agar aap signal strength ko strong karna chahte hain to usmein aap ko ya Tamam important factors carefully focus karna hote hain otherwise aap market ki movement ko kabhi bhi learn nahin kar sakte aur ismein aapko nuksan Hota rahega Tu buri situation se Bachne ke liye trade lagane se pehle soch smjh ke trade lagani chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

                            Dear jahan tak is se related Mera knowledge hai to hum ye dekhty hain KY kon se pair ki market slow hai aur kon si fast hai aur humein is ky liye market Mein mojood candles ko watch krna hota hai Un ki movement ko observe krna hota hai us ky bgher hum kabhi bhi signal strength ko find krny mein Kamyab nahi ho samty
                            Is ki aik simple example yeh bhi ho sakti hai suppose hum gbp jo KY pounds currency hai aur usd jo KY aik dollar currency hai dono ko watch krty hain aur dono ka analysis krty hain hum dekhty hain KY jab bhi usd strong hota hai to gbp ki strength weak ho jati hai aur agar gbp ki strength strong hoti hai to usd ki strength weak ho jati hai hum market ka analysis krty hain aur jo currency weak hoti hai hum us ko chor kr strong currency ki taraf move krty hain aur wahan apni trade open kr KY acha profit hasil krty hain
                            Hum kabhi bhi signal strength ko candles ki movement ko samjhe bgher find nahi kr sakty is liye humein sab see pehle apna analysis behter bnane ki koshish krni ho ge us ky baad he kamyabi hasil ki ja sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market main signals strength sy Kia murad hai?

                              Forex main trading kay liye beshak experience ki bahut importance hay laikin ager daikha jaye to hamary liye forex market main candle sticks kay up and down ko measure karna aur inko samjhna asan nai hay. Yani trade kay liye signals talash karna easy kam nai hay.

                              Forex main hamain kisi bhi trade ki hamari umeed kay mutabiq execution ki garantee nai hoti. Isi waja say mukhtalif kisam kay candlestick kay patterns ki base per aur mukhtalif indicators ko use kar kay market main trade ki paishan goi ki jati hay ta keh hamain trend ko pick karny aur trend kay mutabiq trade lagany main asani ho. Indicators ka use kar kay trade ki paishan goi ko ham signal keh sakty hain.

                              Trading signals ki strength say yehi murad hay keh ham jab chart ko daikhain to iski current price movement ko ham judge kar sakain. Hamain pata ho keh ham kis movement aur kis price per profitable trade kar sakty hain aur kin conditions main ham market main trading say door rahain. Ager acha experience ho to he ham signal strength ki waja say chart ko daikh kar he traing ko prediction kar sakty hain. Signal ki strength ko talash karny kay liye hamain mukhtalif securities ki movement ya momentum ka apas main mawazna karty hain. Keh kon si currencies apas main strong, weak, reverse ya average correlation rakhti hain. Is tarah ham different pairs ka apas main correlation talash kar kay signal ki strength banaty hain jis say hamain mukhtalif pairs main buy ya sell ki trade main entry aur exit points ka tayun kar kay profit milta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X