importance of indicators in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    G han bilkul forex trading men indicator ki bahot ehmiat hae iss sy bnda trade lagany ka acha faisla kr skta hae aur sahi taur pe profit ko yaqeeni bna skta hae,indicators bahot help krty hain bndy ki trading k andar.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      ha g aap ki bat tek ha is ma aap ko market ko smjnay kay liay indicators ko ues karna cahay tak market kay trand kay bary ma pata ho our aap is sa acha profit hasil kar saky our loss sa bach saky
      • #978 Collapse

        g ha ya boht he zaroore ha kay is sa hum ko market kat trand ki knowlged hasil hote ha our hum market ma trad karty ha to our is sa hum ko currence ki movmint ka paty calta ha
        • #979 Collapse

          yah bat bhi sahi hai forex main tep by step har chez ki ahmiyat hai magr alag alag es liye hmain es main achi planing kar k trading karni chahye or es main best indicators ko use karna chahye ta k hmain acha profit mil saky
          • #980 Collapse

            G bhai ap ki baat kafi had tk drust hy indicators hamein market trend k baary mein btaty hain lekin hamein in py ziada trust nhi krna chahiey keun k in k ziada use sy ham trading achi tarah seekh nhi skty
            • #981 Collapse

              Indicators ki forex main bahot zayda ahmiat hai ye apko tarding main bahot zayda madad deta hai is se ap market ko trend ko smjh sakte hain aur ia ki madad se apko trade lagane main bahot zayda madad milti hai
              • #982 Collapse

                aap ki bat thik hy k indicator market k bary main acha tajziya dy zety hain. lamin bahi main ko mashwara dn ga k aap indictor ki bijahy aap apny experience ki base per work karen to aap acha earn lr skty bain.
                • #983 Collapse

                  Indicators ki trading mein bohot importance ha is liye kay indicators ko use kar kay market ki clean and clear tasveer hamaray samnay aa jati ha aur charts ki accuracy ka pata chal jata ha, jis se successful trade lagany ka chance barh jata ha.
                  • #984 Collapse

                    Indicater pr trading krny sy ham ko koi achi trading nai hoti hy indivater pr ham kam krty hy to hamy koi nai pata hota hy k agy kiya hoga kionk indicater who hi use krty hy jon ko khod trading nai atj hy our ya galat hota hy sahi nai hota y
                     
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"
                    • #985 Collapse

                      G haan ! forex trading main indicators bohat important role ada kartay hain ,indicators say ye pata chalta hai market ab kahan jaa rahi hai ,market over sold ho gai hai ya over bought ho gai hai ,Indicators ko dekh kay hum trade lene ki prediction kar saktay hain kay ab market kis side pay move kary gi.
                       
                      • #986 Collapse

                        Forex me humein Indicators se trading narhi karni chahiye kun aksar news aa jati hai jis ki waja se indicator fail ho jatey hain aor phir hamara loss ho sakhta hai is liye humien idicator use nahi karna chahaiye.
                        • #987 Collapse

                          Forex mn indicator ki bahut ziada ahmyat hai aor indicator ko samjh kr ap ki trading bahut he profit able ho sukti hai as liay forex mn indicator bahut he aham hain aor indicator smjhna bhe zarori hai
                          • #988 Collapse

                            Forex may kaam karny k lye hamen is may indicator requaired hoty han jab ye indicator work karna strt krty han tu hamen ye guid karty han k kis points say hamen is may buy lagani chiye or kis point say hamen is may buy ko close kar dana chiye is k kaam may
                             
                            • #989 Collapse

                              yes dear ap ne sahi kha forex main indicator bhot zarori hate han ye ap ko btaten han k market ka rojhan waqt keder ha. is ki ahniyat b hai aur nahi to ye ghalat na ho ga ku k is business main bhot sara profit hota ha aur sath sath loss b. hame khud pay yakeen hona chaye hum khud hi indicators samjh jae. aur apne experience ko improve kiya jai. aur demo se trading kr k sekha jaye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                Mery bhae main app ki baat say itifaaq kerta hoon forex main indicators trader ki help kerty hian our market ka sahe say analysis kernay main kafi faiday mand hotay hain jesa k RSI hai MCAD hai moving averages hain yahi indicators professional traders bhe use kerty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X