importance of indicators in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    indicator forex trading mian bahut aham hai agar un ka sahi tariqy sy istimal kiya jaye to.. indicator ko istimal kar k hum market k trend ka pta lga sakty hain.. aur yeh hmary analysis main asani karty hain.. kuch traders indicator use karty hain aur kuch in ko bilkul hi use nhi karty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      jnab forex pahly bat hum ko indecater satradeing krny nae cheahy bahi jan kyu ka importance indicators trading krny wala loss he krta ha hum ko bgar indecater a market ko samjna cheahy
      • #1008 Collapse

        Indicators ke boht ahmiyat hy kyo ye experts market k trend ko aur surat a hall ko deakhty hovy bataty hain k ap kya karo matlab koi bhe chez hy kya usy buy kari ya sell karo ye experts hi bataty hain
        • #1009 Collapse

          agr hum is main indicators ki help say kam karty hain to kam karny main achi earing hasil ho sastki hay is main agr success hasil karni hay to is main analysis kar kay kam karna ho ga ta kaymarket ko samjha ja skay is main humain lack of leraning say trade karny main kafi loss ho sakta hay to isis baton ko mind main rkah kar kam karna ho ga
          • #1010 Collapse

            G han forex trading main achy profit k liy indicator ko lazmi use krna chahig kio k apko indicator sahee sahee annaylsis krny main madad dety hain aur bahut sary log aisy indicator ki madad sy forex trading main trading k dodan bahut ziada profit ly rahy hain
            • #1011 Collapse

              New mew trader jo hota hy us k liya ya hota hy k who is sy apni trading kry to us ko kych smjh nai hoti hy tb who is ka istamala krta hy pr jo old member hoty hy who to is sy bhot zeada acha bunass ly ty to wgo khod trading krty hy indicater pr nai krty y
              • #1012 Collapse

                indicator ko use kar k hi hum market main acha earn kar saky gay aur is forex main experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur profit hasil ho ga
                • #1013 Collapse

                  Dear main aapki baat se kissi had tak agree krta hoon , indicators trading men hamen market ki trend ko analyse krne men help zarur krte hain but koi bhi indicator aisa ni hai jo 100% hamen correct trend bta sake.
                  Indicators ko use krne se pehle hamen ye bhi zaruri hai k ham kissi bhi indicator ko use krne se pehle uske rules ko jante hon hamen ye pta hona chahiye k ye indicator kaam kese krta hai uske bad hamen usse apni stragty men aad krna chahiye.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #1014 Collapse

                    indicators b kafi important role pay krtay hai forex market mai trading krnay k liye Lakin mere khyal say hmay in indicators pay 100% believe nhi krna chahiye Q k sometimes indicators b missing kr detay hai jiski wja say trader wrong signals ko catch krta or wrong trade place kr leta hai indicators k sath,sath apni technical analyses ko b use krna chahiye.
                    • #1015 Collapse

                      Bilkul dear indicators trading mn bht helpfull hoty hn.different indicators ka maqsad hi yahi ha k market ka trend bata sakein k ab market kis simat jaye gi.kuch log moving average ,kuch lagging indicator r kuch rsi etc use karty hn is sb ka maqdad hamari help karna ha hmn is ka use ana chahyei ta k hm in sy help ly sakein.
                      • #1016 Collapse

                        agar hum indicator ko theak say use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain apny analysis ko use karty huway he trading karen aur indicator humary analysis ka bohat acha hissa hoty hay so humay chahiey keh esko trading main use karen
                        • #1017 Collapse

                          indicators ko use kar kay hum market main kam karty hain to trade karna kafi helpfull ho sakta hay magr humain demo ko use karna ho ga ta kay trade karna asan ho sakay is main boht say log trade karty hain jis say market ko use karna humary liye sai ho sakay is main practice karna ho ga ta kay market main kafi hard work karna ho ga
                          • #1018 Collapse

                            forex trading main agar hum differnet kisam kay indicators ko use karty huway trading karen gay to humari trading achi aur behtar ho sakti hay kyun keh es trha he humay pata chalta hay keh market main humay theak say indicartors ki seting karni chaheiy kyun keh agar hum achi setting karen gay tab he hum en say acha result lay sakty hay
                            • #1019 Collapse

                              yes true...k indicator forex trading mai aik aisi technique hai jis ki madad sy hum plus point hasil ker skty hain.lakin aik bat k market indicator k mutabiq nhi chlti mgr indicator humy baz murtba ffaida bhi dy skta hain mgr us jb hum us ka sahi istmal krty hain....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                agar hum indicator ki theak say setting kar kay trading kareng ay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh es main theak say time dai kar trading karen kyun keh esmain theak say focus kar kay trading karnay main he faida hay ye aik bohat acha business hay esmain khoob time diana chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X