dear friends, forex trading ma market ki upcoming moment ko predict karnay k liay pennant pattern use kr saktay hain, ye triangle pattern sa resemble kartay hain.
pennants pattern.
ye aik continue chart pattern ha jo tb daikhnay ko milta ha jb market thori consolidation k baad large upwards ya downward moment show karti ha, ye aik choti si symetrical triangle ki shape ka pattern hota ha, jo kafi sari candles k sath mil kar bnta ha ye triangle moments ki direction par depend karta ha k wo upward ha ya downward, jin ko hm bullish ya bearish pattern kahain gay, ye pennant pattern k aham characteristics b hain, apko pennant pattern ma mukhtalif shapes nazar ati hain jin ma flag poles, break out level aur khud pennant triangle pattern, pennant pattern flag pole ki surat ma start hota ha jo isko dusron sa differentiate karta ha aur is k 2 break outs hotay hain aik flaag pole k end ma aur dusra consolidation period k baad jahan sa upward ya downward trend start hotay hain,b
bullish pennant:
ye musalsal candlesticks k sath upward direction ma aur strong trend ma bnta ha, is ma flag k upar walay hisay sa pattern bnna start hota ha jo consolidation period ma break out honay k baad upward trend continue karta ha,
bearish pennant:
ye bullish pattern k opposite hota ha jis ma, bearish pennants continue pattern ma hotay hain, jo strong down trend ma hotay hain, ye b flag pole ki surat ma start ma start hotay hain aur price ma kuch rukawat k baat dobara downtrend ma ziada kami daikhi jati ha, ye rukawat aik kisam ka triangle bnati ha jisay pennant kahtay hain jis k baad break out hota ha aur phr down moment jari rehti ha, is break out par traders short trades kartay hain,
hmain forex ma apni learning ko best bnanay ki koshish karni chaiay ta k is k tools aur indicators k sath sath candles pattern ko b samajh sakain aur un k mutabik trading kar k achay results hasil karain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим