If you are consistent, you are successful

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    YEs ya sai bat ha k agar ap rozan k mutabiq kam karay aur apna time day to ya possible ha k ap forex say acha earn kar saktay ha aur ya ap k liya faidamand bhi ho ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      ji bilkul sahi bat ki hai bht achi post hai es trhan ki posts sy kuch na kuch seekhny ko milta hai yeh kam sahi hai bht acha hai es liey sahi trhan sy kren
      • #618 Collapse

        ji han consistency ke sath he is me aap ko kamyabi mil pati hai jitna theek se or aap carefully is business me kam karte hain utna he zada is business me aap ka faida hota jata hai or aap ki earnings bhi tezi se barhti jati hain is me .
        • #619 Collapse

          if you are consistent, you are not so far from your success. Being consistent means that do not be disappointed with your unsuccessfulness or losses in the first time....aik successful trader hona bhot zarori hai.Ager hum aik Forex trading business k bary mein knowledge aur experience hasil karen to hum Forex trading business mein aik successful trader ban sakte ha
          • #620 Collapse

            my dear friends mujhe ic thread ki kuch samjh nai i. please koi mujhe easy language main bata sakta ha. mujhe yhe samjh nai a raha ke consistency ka kiaya matlab ha or ic kia kam ha.
            • #621 Collapse

              g dear theik kaha ap nay agar hum zaida taar apni profit earn karnay ka profit main trade close karnay ki apni line ko barqarar rakhtay hain to bila shuba is ka matlab yahi hai kay hum aik achay trader hain magar is tasalsul ko is consistancy ko qaim rakhna itna asaan nahi hai
              • #622 Collapse

                gee trading main success hasil krna ha to is main traeder ny experinece ko ziada krna hota h aoar trading ny lazmi yh bat krni ha jo aisa na krta ha aor pracicfe ho acha na krta ha woh kamayb jldi nhi ho pata ha
                • #623 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha agr hm is business me cosistent ha tu hm is business me success hasil kar sakty hain or hm apna career b asay asani se bana sakty hain or apni har dream b asani se pori kar sakty hain asy is business me ...
                  • #624 Collapse

                    dear bro yes bilkul ap ko market mai kafi arsa rhne k lie ye zarori nhi hai k ap k pas heavy investment ho tbhi ap kamyab trader hon ge nhi bal k zarori ye hai k ap faida uthane mai consistent hun chahe ap earning ko apni habit bana ly
                    • #625 Collapse

                      g ahn agar apke andar forex mein mustaqil mizaji haia ur ap is pe lagataar mehnat karte rehte hain aur kabhi bhi losses se haar nahi maante to ap phir is business mein zaroor kamiyab honge aur ap ek achi earning bhi is business se easily kar sakte hain.
                      • #626 Collapse

                        gee ye bat bilkul thek hay kay agr humari consistency achi hay to hum successfull hain . agar humari consistancy behter hay to hum trading ko achy tariky say kar sakty hain or is main ziada profit eaen kar sakty hain it,s all depend on your consistency
                        • #627 Collapse

                          g ap ne sahi kaha or main koshish b yahi karta hu k main consistent rahu or lose se bachta rahu lekin lose b is business ka hi hissa hai is liye agar lose ho b jaye to ap phir se try kre us se sikhe or dobara lose na karen.
                          • #628 Collapse

                            jee han dear ager ap consistantly forex mein profit hasil kerny lg gaye ho than is ka matlkab yeh hai k ap is mein successful ho gaye ho kyunki mostly successful trader loss ko deal kerna bht achy say janty hain tabhe to woh successful hain
                            • #629 Collapse

                              We can assess and define a successful trader like that who is consistent in his earnings and his growth level goes high on a consistent basis. There are some qualities that we can find in a successful trader that are experience, understanding and knowledge, good decision making and good planning.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                Bhai me to ab forex me new hun.Or me abhi forex se thhoda thhoda earning karraha hun.Firbhi me abhi tak consistent behni hun.Kiun ki me janta hun ki forex trading itna asan kam nehni he isme sucess paneke lie time lagta he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X