Jaiza: Market correction kesy leti hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Market correction kesy leti hy
    Dear friends, forex me market correction aim bht important factor hota hy market correction uss waqt kerti hai jab aik pehlay say defined price ko touch ker lain. Woh price uper end bhi ho sakti hai aur lower end pay bhi ho sakti hai. Forex market mai price correction kay baad market dobara price adjust kerti hai jo higher end ko touch kernay pay low price hoti hai aur lower end touch kernay pay high price set hoti hai. Correction mai ziada ter traders ki pehlay say opened trades mai kuch na kuch faraq zarur ata hai laikin itna ziada faraq bhi nahi ata kay bohat ziada he loss ho jaey. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn ki wajah say unhain profits earn hotay hain aur loss say bacha jaa sakta hai. Forex trading business mai traders ko achi learning aur experience gain ker kay he kaam kerna chaiye takay experience aur skills ki madad say achi trading ki jaa sakey. Aur forex jaisay aik achay business ko ziada arsay takk apnay profit kay liye use kia jaa sakey. Forex aik world wide business Hai jiss say unlimited earnings ki jaa sakti hain. Ye aik zaroori chez hy forex me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Market correction kesy leti hy

    Yes dear aapane bahut hi informative topic discussion ke liye select kiya hai no doubt market ki retracement ke Hawale se Humko bahut jyada information aapane Di Hai Jiski vajah se Hamen market retracement ke bare mein Kafi knowledge Hasil hua hai dear market retracement ko samajhne Ke Liye Main Bhi aapke sath Kuchh important information share karna chahta hun jo Main Apne experience ki basis per aapke sath share karunga.

    Correction / Retracement :

    Market correction ko retracement bhi Kaha jata hai dear jab market Kisi Ek trend mein move kar rahi Hoti Hai aur vah kuchh time ke liye reversal movement Karti Hai To isko correction Kaha jata hai for example Jab market bullish trend Mein ja rahi Hoti Hai To Kuchh movement karne ke bad Thodi Si behre stand Mein movement Karti Hai To isko market correction ya market retracement Kaha jata hai.

    dear Humko market correction retracement ka Kshetra Kaise Idea Hona chahie Kyunki Jab market retracement Karti Hai To sometime bahut Sare members confuse Hoke reversal trend Samjh kar market Mein entry Le lete hain Jiski vajah se unko bahut jyada nuksan hone ke chance hote hain isliye Agar Ham market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Humko market retracement ke Hawale se isase ke bare mein complete knowledge aur information honi chahie aur Jaise hi market retracement Karen To Ham isase acchi tarah scalping kar sake ya FIR retracement ke Hawale se Hamen complete details Hasil Ho Taki Ham kabhi bhi market Mein wrong entry Lekar Jyada nuksan na Karen.

    Market correction ke Hawale se Humko iska complete Idea Hona chahie aur Humko is baat ka idea Hona chahie ki market correction kab karti hai aur is correction karte hue Hamen kabhi bhi confusing Nahin Hona chahie aur kabhi bhi galat entry Mein trade Nahin Lagani chahie Agar Ham Aisa Karenge to ismein Humko bahut jyada nuksan hone ke chances ho sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Market correction kesy leti hy

      dear member market ki movement ke bare mein kuch bhi achi tarah se nahin kaha ja sakta hai kyun ke is ke bare mein kisi bhi member ko maloom nahin hota ki yeh kis tarah se move Karne wali hai aur yehi vajah hai ki phir members ko trading karne mein bhi kafi problem hoti hai aur un ko yah samajh nahin a Raha hota ke un members ko apni trading kis tarah se continue kar lena chahie is ke liye jab members market ko bahut zyada achi tarah se analyse kar lete hain to phir members ko koi bhi problem nahin hoti market ko analyse kar lena bahut zyada important hai aur is ke liye members ko acha experience bhi hasil hona chahie aur aise members bhi hain ki jin ko market se related koi bhi experience nahin hai yahi vajah hai ki un ko yah samajh nahin a Rahi hoti ke un ko market mein kis tarah se apni trades ko open karna hai is liye important baat yeh hai ki members ko har tarah se apni trading ko manage kar lene ke liye acha experience bhi hasil kar lena chahie aur yahi experience members ko zyada help bhi deta hai aur aise members ke Jo market se related kuch bhi information un ke pass nahin hai un ko apne senior members ke sath connected ho kar aur un se help Lena chahie aur yeh experience un se hasil kar ke aur is experience ko apne trading mein istemal karna chahie acha experience trading mein istemal karne se aur ache results members ko Mil jaate Hain aur is tarah se kisi bhi member ke liye acchi earning karna bhi possible ho jata hai

      اب آن لائن

      Working...
      X