Dear friends, forex me market correction aim bht important factor hota hy market correction uss waqt kerti hai jab aik pehlay say defined price ko touch ker lain. Woh price uper end bhi ho sakti hai aur lower end pay bhi ho sakti hai. Forex market mai price correction kay baad market dobara price adjust kerti hai jo higher end ko touch kernay pay low price hoti hai aur lower end touch kernay pay high price set hoti hai. Correction mai ziada ter traders ki pehlay say opened trades mai kuch na kuch faraq zarur ata hai laikin itna ziada faraq bhi nahi ata kay bohat ziada he loss ho jaey. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn ki wajah say unhain profits earn hotay hain aur loss say bacha jaa sakta hai. Forex trading business mai traders ko achi learning aur experience gain ker kay he kaam kerna chaiye takay experience aur skills ki madad say achi trading ki jaa sakey. Aur forex jaisay aik achay business ko ziada arsay takk apnay profit kay liye use kia jaa sakey. Forex aik world wide business Hai jiss say unlimited earnings ki jaa sakti hain. Ye aik zaroori chez hy forex me
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим