Trading mein sabr krna boht zaruri he.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein sabr krna boht zaruri he.
    All Dear Forex members Ap ko Forex trading mein Agr Loss bhi ho jata he Tu Us time hosla rkhna chahye aur himat see Kam lene chahye kyun Forex mein profit aur loss Tu chlta rehta he Tu har situation mein sabr see Kam Lena chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

    Forex Trading me hamen chaheye k sabar se kaam len. Kabhi bhi jaldi na karen aur na ye dekhen k jo trade me ne lagaye hai wo mere analysis k opposite q ja rahi hai. Forex trading sabar karne walo k leye aik behtareen zarya amdan hai. Q k jitna hum sabar sakon se trading karte hen otna hi is hamare leye acha profit bota hai. Forex trading me trade lagate bhi sabar wa tahamul se kaam lena chaheye na k jaldi karen is se hum aksar ghalat trade laga bethte hen aur pher is ka kafi bara nuqsan utha lete hen. Pehle hamen maerket ko achi tarah se janch kar aur pur sakon ho kar trade karna chaheye. Is se inshallah hamen kamyabi zaroor mele gi. jab tak demo per practice nhi karen ge tab tak real per kamyab nhi ho sakty hain. Saba re akare aur mehnat bahi karen. Achcha trader lalach ki wajah se nakam ho sakta hai. jab tak demo per practice nhi karen ge tab tak real per kamyab nhi ho sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

      ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha forex trading ek risky business hai aur market ki movement bhi flexible hoti hai isliye hamen trading ke dauran sabar karna chahie kyunkeh bazaukat hamen loss bhi ho jata hai loss Ki Surat mein bhi hamen sabar karna chahie isliye forex trading mein sabar Ka hona bahut jaruri hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

        hamen ismein Jeet jitna bhi sabar karna chahie to ham kar sakte hain aur issi mein bhi hamara jyada fayda ho sakta hai agar ham yah kam acche se karte rahte hain to main jyada hi fayda ho sakta hai aur apna kam nahin ho sakte aur jo log apne aap ko nakam samajhte hain to unki apni galti ho sakti hai lekin hamen agar is mein achcha kam karna chahie to ham apni mehnat ke sath kar sakte hain aur ismein har kisi ki acchi mehnat ho sakti hai lekin ko hamesha ke liye na kam nahin samajhna hoga agar vah apne aap ko nakam samajhte hain to unke apni galti hai lekin hamen is mein apne aap ko achcha insan samajhna chahie to ham acche se kam kar sakte hain aur issi mein hi hamara jyada fayda hota hai agar har insan kamyabi hasil karta hai to usko jyada kam mil sakta hai aur vah na kam nahin ho sakta lekin hamen agar apne aap ko kamyab hona chahie to sirf achcha kam karte rahana hoga aur issi mein hi hamara jyada fayda ho sakta hai aur ismein aur insaan ko soch kamyab ho jaate hain jab tak unke limit free ho jaati hai aur unka kam achcha ho jata hai aur bad mein unko jyada fayda ho sakta hai aur hamen bhi achcha ka milne ke liye na kami nahin ho sakti to bad mein hamen apne aap ko kamyab banane ke liye jitna kam karna chahie to ham ismein kar sakte hain aur issi mein hi hamara achcha kam ho sakta hai aur ham ismein mehnat karne se hamen koi na kami nahin ho sakti har insan mehnat kar sakta hai aur har kisi ko jyada fayda hasil ho sakta hai to isliye hamen bhi jyada fayda hasil karne ke liye jyada kam karna chahie agar hamara kam achcha hoga to hamen jyada main aakar ka mil sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

          dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn sabr k sath kam krna bahot zroori ha keun k jald bazi mn hmesha nuksan he hota ha aur jo log sabr k sath profitable position milnay pa trade lgatay hn aur loss mn bhi sabr sa kam letay hn to unki trade zroor profit mn bhi jati ha isliay sabr k sath kam krna zroori ha
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

            g bilkul agr hm me sbir nhi to hm aik achy trader nhi bn kty baz aokat aysa b ho jata h k hmari trader 2 2 din tk loss me chli jati hy to hmen sbir se kam lena chaioy q k loss b karobar ka hissa hy hmen sbir sy kam krna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

              Forex business mein sabar karna bhi zaroori hota hai kiok forex is traha ka business hai js mein profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai agr tu profit hota hai tu theek hai lakin agr loss hota hai tu hum ko is loss ko sabar se bardshat karna cahaiye aur forex mein aur ziada mehnat karni cahaiye aur forex mein js waja se loss hota hai us ko hum demo account par practice kar kay cover karna cahaiye phr hi forex business mein kaamyaab ho saktay han aur hum ko forex market se faida hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

                Je bilqul forex mn kamyabi hasil karna ka liya sahnir karna bhoot zaroori ha.. Is lya a0 forex trading mn saber karen or profit earn karen.
                ALLAH HAFFIZ.
                ALI GIVE UP!
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

                  Forex trading sabar karne walo k leye aik behtareen zarya amdan hai. Q k jitna hum sabar sakon se trading karte hen otna hi is hamare leye acha profit bota hai. Forex trading me trade lagate bhi sabar wa tahamul se kaam lena chaheye na k jaldi karen is se hum aksar ghalat trade laga bethte hen aur pher is ka kafi bara nuqsan utha lete hen. Pehle hamen maerket ko achi tarah se janch kar aur pur sakon ho kar trade karna chaheye. Is se inshallah hamen kamyabi zaroor mele gi. jab tak demo per practice nhi karen ge tab tak real per kamyab nhi ho sakty hain. Saba re akare aur mehnat bahi karen. Achcha trader lalach ki wajah se nakam ho sakta hai. jab tak demo per practice nhi karen ge tab tak real per kamyab nhi ho sakty hain. hamen agar apne aap ko kamyab hona chahie to sirf achcha kam karte rahana hoga aur issi mein hi hamara jyada fayda ho sakta hai aur ismein aur insaan ko soch kamyab ho jaate hain jab tak unke limit free ho jaati hai aur unka kam achcha ho jata hai aur bad mein unko jyada fayda ho sakta hai aur hamen bhi achcha ka milne ke liye na kami nahin ho sakti to bad mein hamen apne aap ko kamyab banane ke liye jitna kam karna chahie to ham ismein kar sakte hain aur issi mein hi hamara achcha kam ho sakta hai aur ham ismein mehnat karne se hamen koi na kami nahin ho sakti har insan mehnat kar sakta hai aur har kisi ko jyada fayda hasil ho sakta hai to isliye hamen bhi jyada fayda hasil karne ke liye jyada kam karna chahie agar hamara kam achcha hoga to hamen jyada main aakar ka mil sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

                    Sabar to bht he ziada achii Chex h hmain chahye keh ham log sabar us wqt krein jab hmary pas bht ziada analysis karny k lye bht ziada bonus ho or hmain agar nuksan b hojae to phr b hmain sabar karna chahte sabar bht ziada zarori h or hmain chahye keh ham log loss ko b Achii trha manage Kar k Agy jaen agar ham n kamyabi gain karni h to usko b sahii tariky s ly Kar chlain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

                      Dear apne bhut achi bat ke hay forex trading ek bhut acha aur kamyab business hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ka honaa bhut zadya zoure hota hay trading karny say phlye hume market ke analysis ke ko fallow karna chlye trading heshma soch samjh kar trading karna chlye trading heshma sabar ka sath trading karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

                        jee haan trading mein sabar karna bht zarori hy is liye chiaye kisc sy b oudhar ly kar forex trading main na karain wrna bht buri taiky sy phus jaye gy is sy behter hai Forum sy bonus kamye aur us py trading karian.ap ko pesy invest nahi karny chaheay, tab tak ap pakistani forex forum k zareay bonus jama kar k trading kar sakty hein jab ap ek successful trader ban jaen tab ap apna pesa invest kar sakty hein
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

                          Asslam Alaikum dear forex members trading me sbr krna waqei bht zruri hy or is k liye planning or trading skills ki bht zrurt hy bht sy log trading techniques or skill k bger trade shuru kr dety hn unko profit hasil krny ki bht jldi hoti hy jis se vo apna hi nuqsan kr beth'ty hen is liye zruri hy k pehly forex market ka mukammal knowledge len or phir hi trade shuru kren vrna nuqsan ka samna krna pr skta hy is trha forex me agr kbhi loss bhi ho jae to ghltion se seekh kr apny experience ko brhana chahiye himt nhi harni chahiye or demotivate nhi hona chahiye blky sbr se kam lena chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

                            trending mein sabar karna bht zarori hy phr he ap kamiyab ho sakty hain agar kesi se udhar leya howa hoga tu ap k mind per wo sawar rhega aur ap sahi trade nahi krwa paugay aur kesi ko partnar bnate hen tu bhi ye he chez hogi tu in dono batun se perhez kerna zroori hai app trading karte hain to app ko kam ager nahi ata to apka sara credit zaia hone ka chance hai is liye kam ko seekhna zarori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein sabr krna boht zaruri he.

                              G hy bilkul thk kha hy forex online business hy is main hm jitni subr sa soch semjh kr wark kra konwldg or experience hsil kra soch semjh kr strong analysis kra mouvmnt ko semjh qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X