Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????
ye har kisi ki apni passand hoti ha ka kaya hamen signal ko dekh kar kam karna chahye ha khety han ka nakal karny ka lye bhe akal ki zarorat hoti ha ap ko kaya pata jo banda signal de raha ha woh kitna acha kam karta ha or is main logo ka nuksan he hota ha acount tak wash ho jaty han ab aop na kaya karna ha khud sa market ko analysis karna ha ap loss karen ga lakin seekhen ga or 1 din kamyab bhe ho jaen ga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим