kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????
    dear forex forum member mein aap sab say aaj ye pochana chahata hon kay kiya hamein market mein signals ko daikh kar trading karni chahye ya ham signals kay bagher hi trading mein acha benefits lay sakty hein is kay liye kuch guideline ki zarorat hai please riply.....???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

    Hamen market Mein signals ko follow karte hue kam karna chahie real signals ko follow karne ka Hamen bahut benefit hota hai ki Ham nuksan Ko khatm kar dete hain aur ham Achcha profit cancel kar lete hain Ek bahut bada business hai Hamen market Mein trading karte hue signals ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Agar Misal ke Taur per Hamen nuksan Ho Jaaye To Hamen karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

      breathing ke liye signals ka hona bahut jyada important hai kyunki signals ki vajah se har EK member ko acchi trading karne mein har mil jaati hai aur yah signals real hone chahie yah baat bhi bahut jyada important hai kyunki jab yah signal real nahin hote to yahi vajah hai ki FIR member ko trading mein in ki vajah se na kami Ho jaati hai
      • #4 Collapse

        Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

        Forex aik risky business hy jis mein kamyabi ky liye trader ko market ky flow mein rehna hoga or milne wali opportunity ko avail karna hoga. Opportunity avail karna tab mumkin hy ky trader signals ko study kare or sahi time py use kare isy trader kafi lamba arsa survive or behtreen earning kar sakta hy.
        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
        • #5 Collapse

          Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

          Ji bilkul Forex Mein kam karte hue Hamen signals ko dekh kar kam karna chahie Agar ham in signals ko ignore Karenge to usse Hamen kamyabi Hasil Nahin Hogi Agar ham Jyada profit Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen chahie ki Ham Forex ke rules signals everything Sab Ko follow Karen Taki ham apne business ko continue Rakh sake aur use se loss Nahin balke profit Hasil kar Saken Agar Ham signals ko follow Karenge To isase Hamen loss ke kam aur profit ke Jyada chances Honge
          • #6 Collapse

            Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

            Mera apko mashwara hai k kabi b Forex trading men kisi k signals per trading mat Karen warna apka learning process ruk jaye ga aur ap hamesha signals per he depend kartay rahain gay. Islye shuru se he apnay knowledge aur experience ki bunyad per trade Karen ta k bad men apko signals per depend na karna paray.
            • #7 Collapse

              Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

              ji bilkul Hamen Forex ke signal ko Dekhte Hue Hamesha mehnat ke sath kam karna chahie Agar Ham Forex ke signal ko dekh kar kam Karenge To Hamen Forex kosami Ne madad Milegi aur jab Ham trading ko acche tarike se samajh Jaenge to Fir Hamen trading Mein loss kam se kam hoga isliye Forex ke signal ko Hamesha samajhne ki koshish karen agar aap acche signals ko follow Karenge
              • #8 Collapse

                Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                dear forex forum member mein aap sab say aaj ye pochana chahata hon kay kiya hamein market mein signals ko daikh kar trading karni chahye ya ham signals kay bagher hi trading mein acha benefits lay sakty hein is kay liye kuch guideline ki zarorat hai please riply.....???
                Dear forex friend her wawt signels saho nahi joti he is waja se market ke khud analusis karni chaya aur jab market ke analysis kare ge to forex treading se esrning be hasil kar sake ge
                • #9 Collapse

                  Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

                  brother aapki baat bilkul theek hai main signal Ko Dekhkar trading Karni chahie Kyunki Agaram Forex message Nahin Ko Dekhkar trading Karenge To Ham Forex SH kamyabi Hasil kar sakte hain aur Main aapko yah batana chahta hun kya Ham Sabko Forex mein chor best kam karna hoga Kyunki Agaram Forex mein chor best kam Karenge To Hamen acchi kamyabi Hasil Ho Gai aur apni life ko change kar Sakenge aur Apna future bright karta
                  • #10 Collapse

                    Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

                    Ji aapane bilkul sahi Baat kahi hai ki Ham Jab Pakistan Forex trading kar rahe Hote Hain To Hamen Cygnus ko dekh kar hi training Karni chahie Kyunki signal the idea ho Chahta Hai Ki market ki moment ki taraf se Aaegi aur maarpeet movement Kitna aapko ho sakti hai aur Kitni down ho sakti hai isliye aur Hamen signals ko follow karna bahut hi important hai Taki Ham signals ko dekar Idea Laga sake ke Hamen gift rate Kitna profit de sakti hai Hamen chahie To Ham trading ke later Jyada Se Jyada Apne experian score increase Karen aur uske related completely information sake Ham acche se trade kar sake
                    • #11 Collapse

                      Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

                      bilkul Hamen chahie ki ham log Cygnus Ko Dekhkar trading Karen Kyunki Jitna Jyada ham log signals Ko Dekhkar trading karte hain aur Jyada ham log acche se Achcha profit Asar karne mein Kamyab ho sakte hain isliye bricks Mein Kam Karne Wale Har member ko chakeva trading karne se pahle acchi se karle Kyunki Jitna Jyada ham log signal koshish edit karte hain Apne Jyada ham log acche se cprofit Aaja karne mein Kamyab ho sakta lekin Jab ham log na Dekhe Koi Main Chali Jaati Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

                        Forex Mein Hamesha signals Ko Dekhkar kam Karen Kyunki Agar Ham signals ke according kam Karenge tabhi Ham Kamyab Honge Jitna jyada ho sake battery ke sapne kam ko complete karne ki koshish karen Ham Jitna acche se Apna Kam Karne Ki Koshish Karenge utna hi Hamara fayda Hoga remote na Jyada Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

                          Assalamu Alaikum dear Forex member ummid kar rahi hun kya aap log bilkul khairiyat se Honge aur apne kam ko imaandari ke sath saranjam de rahe Honge der member bilkul sahi kaha aap Logon Ne ki Hamen signal Ko Dekhkar trade Lagani chahie Hamen Aise Nahin Lagani chahie single Ko Dekhkar trade lagaenge to vah main profit De Jayegi isase Hamara fayda Hai Hamen hoga Hamen se Jabra begin hoga trade Lagane se pahle Hamen market coronavirus karna chahie Agar Lagate Waqt Hamen market ki samajh Na Aaye To Hamen Nahin Lagani chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

                            assalamu alaikum ji dost agar aapane Forex per kamyabi hun sar karni hai to aapko hamesha market ko analyse karna hoga kyunki jab aap market ko analyse karte Hain aur market ki movement ka aapko andaza ho jata hai ki market upar ja rahi hai yah market niche rahi hai to aap ko ek achcha signal Mil jata hai aur aap ek acche point se trade lagakar acchi earning hasil kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kiya hamein signals ko daikh kar trading karni chahye...?????

                              Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me signals bhe kaafi helpful ho sktey hain. Q keh agr ap juniors hain to apko signals k source se he trading karni chahye q keh is me loss k chances zarra kam hootey hain. Is tarha se apko experience bhe ho jae ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X