Trading baghair loss mumkin nahi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    bhai mai ap k bat sy bilkul mutafiq hu,bagair loss k hamain profit ho he nhe sakta,ham trading mai apny loss ko kam sy kam to zarur kar sakty hai par khatam nhe
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      yeh to bilkul ek aisy haqeeqat hai k ji ko koi b jhutlaa nahi saktaa lakin ye bat to mumkinhai k hum apni mehnat autr tujarbe is is risk ko kamaz kam kisi ha tak kam to kar saktey hain baaqi yeh to ek karobaar ka hissa hai hamain pareshaan b nahi honaa chahiye q k ye ek profitable business b to hai
      • #123 Collapse

        my dear forex ho ya chahey koi bhi bussiness ho har bussiness mein profit aur loss dono ek sath sath hi hain forex agar hum without learn aur without traning kay karey to appko loss honey chance hai aur agar app forex traning aur without laluch kay karey to app ko es say 100% profit hi earn ho ga kyun kay ye real aur profitable bussiness hai es mein profit hi profit hi hai aur loss kay chance just 10% aur profit kay chance 90% aur haan agar hum es ko micro lot size aur without laluch kay daily trade trade karey to es mein 99% profit kay hi chance hon gey his a beutyfull bussiness i like it forex insta bussiness
        • #124 Collapse

          mare bhai esa koe bi buniess nahi jis ma loss na ho.jo buniess karta hia os loss bi karta hia kahye na kahye.forex trading bi ak onlinew buniess hia is ma bi profit and loss hota hia.
          • #125 Collapse

            dear ap ki baat theek hai trading baghair loss k mumkin nahi hay kyun k is main har aik ko aik bar loss hota hi hai is liye mera nahi khayal k trading loss k baghair mumkin hay
            • #126 Collapse

              dear ye business hai or trading k ilawa bhi ager koi business hai tu aap aik baat jan lain k is main nuqsaan tu hota hi hai chahye ham kitney hi barey trader kyun na ho jayen, is liye is baat ki fikar na karain, banda haar kar hi jeet,ta hai, or kisi ki mehnat raigaan nhi jati.
              • #127 Collapse

                g han bagair loss k trading mumkin nahi hai buhat sari log aisy hain jo sochty hain k yaar forex main buhat paisa hai ya in k pass koi trick hai jis se ye earn kr lety hain but i think aisa koi bhi trader nahi hai jis ko loss nahi huya ho
                 
                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                • #128 Collapse

                  Yes this is impossible to earn without loss.You can loss some amount every time by working on this because this is not a perfect business for all.
                   
                  • #129 Collapse

                    ap ko 100% accurate signals day hamesha k lye, jitnay bhe big professional traders hain wo sab bhe loss kartay hain, yeh alag baat hay keh wo dosri jagha say cover kar laytay hain, lihaza ap log bhe apna mind bana lo k aisi na koi strategy hay aur na he koi indicator hay jis ki madad say ap 100% profit he kamao, lihaza mehnat karo, aur apna kaam halal karo.
                    • #130 Collapse

                      When i 'm understanding foreign exchange I've discovered someplace which a nicely smilled investor occasionally can make erros and therefore sncounters losig and that is the most popular point that can be fonud in each and every investor
                      • #131 Collapse

                        When i 'm undetrsanding foreign exchange I've discovered someplace which a nicely skilled investor occsionally can make errors and therefore encounters losing and that is the most ppoular point that can be fuond in each and every investor...
                        • #132 Collapse

                          jee han main ap se mutfiq hon ke agar ap forex trading main earning kerna chete hain to ye sirf iss surut main mumkin hi ke ap ko loss ka dar bi ho agar ap ko loss ho too ap iss ko recover ker sakoo profit hasil kerna iss tara mumkin hi
                           
                          • #133 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: madiha
                            Trading without a stop-loss is about the first or the second idea which comes to a mind of every Forex trader. I tried that too. Got burned on that several times. Now I never recommend trading without a stop-loss on leverage.
                            Wah bhai jaan ap ne b kamal krdi hy,pehly ap sawal to deakh kr read kr lety phir sawal k mutabiq jawab dety,ta k apko b faida hota aur baqi membrs ko b,is tarhan to apka acont block ho skta hy,ya phr apko in post ka bouns ni milega,agr ap waqia khuch kamana chahty ho to forum k roule ka bahot dhiyan rakho,
                            meri baat ka mind bilkul na krna.
                            shukria.
                            • #134 Collapse

                              dear mere khiyal say forex aik esa business hy jis may loss to hota hy lakin bad may ham kafi acha profit bi hasil karty hain ham koi bi business start karty hain to start may loss to hota hi hy lakin bad may ham profit bi kafi acha hasil hota hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                brother yeh tu ho nahi sakta hai k trading bina kisi loss ki ho trading may loss must hota hai loss un ko hota hai jo khud export kehtay hai brother our trading koi hamray mind say tu nahi chalti hai brother na hi kisi ki yeh tu governament ka kam hai k kis time who apnay hi currency ko strong kar day our kis time nahi so esay hi trading hoti hai tu kisi ko kiya pata hai brother market kis said par jani hai brother

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X