Trading baghair loss mumkin nahi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    mery khyal main hum forex trading main loss kay risk ko kam say kam kar sakty hay so hum agar esko khatam karna chahty hay to eskay liey bohat sara trading experince gain karnay ki need hoti hay tab he hum forex trading main kamyab earning kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      forex trading main agar ye chahty hay keh bgair loss trading karen to humay chahiey keh esko bohat deeply study karen aur demo account par bhi eski achy say pracctice karen tabhi hum kamyab hon gay
      • #1833 Collapse

        mery khyal main aisi baat bhi nahi hay agar hum trading main profit earn karna chahty hay to humay chahiey keh mehnat karen esmain tab he hum loss ki ratio ko kam say kam kar sakty hay
        • #1834 Collapse

          Jee bahi agar forex bohat hi easy hota tu puri duniya k log esy kar rahy hoty or hum yahi chaty hain k 1,2 din main ameer ban jey yeh mehnat ka kaam hai or time lagta hai khud ko manana main or jitna easy lagta utna hai nahi
          • #1835 Collapse

            loss k baghair tu kisi business man learn krna mushkil hu jata hai kun k ap business ki sahi tacts tub hi jaan sakty hain jub ap oc man loss krty hu oc k baad hi ap sahi follow up krty hu or justification search ker rehay huty hu.
            • #1836 Collapse

              ap ki batn kafi achi han and mn ap ka es oyara sa thread ko es trah sa byan krna chon ga ka dear daikhana jub tk ap log demo use krta hn emotion ap pr bahari nhn prta han es liya jub tk ap log ksi acha real accoount pr kam nhn krn ga tb ap ka pas skhna ka koi khas chance nhn hota ha demo account ap ka ap ki stretegy ko test krna ka liya hota ha but mza real account pr e ata ha
              • #1837 Collapse

                forex trading ke poore business mienkoi bhi asia trader nahi hai ke jiskko is mien loss na hota ho is mein har kisi ko hi loss hota hai bs is mien kamiyab wo hota hai jo apne losses ko manage karta hai.
                • #1838 Collapse

                  loss k sath trade ko krna kafi muksil si baat hai kun k is main hum k pass kaam ko krny k liay zada tar moka nahi hota hai jis say try kr lain k profit ko is tara say hum her ik time main earn kr saqty hain or isi ko follow krna ik tar say hum k liay teek hai
                  • #1839 Collapse

                    loss k sath trade ko krna or bina loss k yehi kaam ko krna hum krty to hain laikin ye ik part keh lain k is say hum ko moka nahi hota hai her ik time main market say k earn kr lain isi liay try kro k good trader ki tara say hum ko kaam krna hota hai
                    I LOVE PAK FORUM
                    • #1840 Collapse

                      g ye apkki aik bohat hi achi tbat hai kay koi bi trader aisa nai hai kay jis ko pehlay lost na hua ho kyu kay yaha pe peghlay lost hota hai is kya baad hi uch na kuch milna hota hai
                      • #1841 Collapse

                        mery khyal main forex trading main hum loss ki ratio ko kam say kam kar sakty hay agar hum apny knowledge ko ziada enhance kar kay trading karen gay tabhi so humay esmain mehnat karni chahiey
                        • #1842 Collapse

                          trading mai profit aur loss dono sath sath chalty hain. kyu k trading aik risky busienss hai. is liye ham ko is mai profit b ho sakta hai aur loss b. ham ko profit kamany aur loss sy bachny k liye trend ki direction mai trading karni chahiye.
                          • #1843 Collapse

                            Kha ge ye bilkul teek haik hai ke forex market mein ap ko lose ke elewa aur kuch be hasil nahi ho sakhta hai lekhan is ke saht ye be yaad rakhna zarori hia ke ke aik sahi trader kily yaha bohout kuch hai
                            • #1844 Collapse

                              mery khyal main agar hum theak say learning karen gay to humay market main loss ky ratio ko kam karny ka chance milta hay so humay forex trading ko sahi say learn karna chaihey tabi loss kam kar sakty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                agar hum forex trading bgair loss karna chahty hay to esmain humay apny experince ko bhi enhance karna hota hay aur forex trading kay bary main bhi sahi say learning karni hoti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X