Loss ko face krna chahye hosla paida krn.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

    Agar hum forex trading mein loss ko face nahin kar sakty hain to hum es mein kmayab bhi nahin hoty hain jis tarah hum forex trading mein profit ko accept karty hain humein use tarah loss ko bhi accept karna chahiye aur humein loss se ghbarana nahin chahiye agar hum loss hone par presha nho jate hy aur tension mein trading karty hain to hyumein mazzeddd loss hota hy es liye humein loss se ghbarana nahin chahiye balkeh humein mehnat ky sath kam ko jare rakhna chahiye aur relax ho kar humein trading karne chahiye to hum apne loss ko recover kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

      g han humain loss ho jayto es ko face kurna chahiye agar hum es ko face kuray gay to he hum achaay say aapna next work kur pay gay lakin agar hum es trah say nhi kurtay hain or loss ko dhaikh kay dur jatay hain to hum achay say apna kam nhi kur saktay haain jis say humaain or bhi lolss hotaa hai or hum es ko cover nhi kur saktay hain to es liye humain loss ko recover kurna hai to es ko humain face kurna chahiye or himmat say apnaa kam kurna chahiye
      • #18 Collapse

        Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Eman23 پيغام ديکھيے
        Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb. Forex trading me profit aur loss trade ka hissa hy. Agr kbi loss hu jay tu pareshan ni hona chahye balk us loss ki surat me loss ki reasons ko dekha jay aur us sy lessons Lia jay taa k hm next trade me kamyab hu sken.
        Agr hm aik ya 2 br loss kr Len tu iska ye matlb hargiz ni k hm trade ko chor den. Its the part of trade. Just learn krn aur next trade ki tyari ki jay.
        Yes hamain himat our jazby se kam karna chahie
        • #19 Collapse

          Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

          Yahan aapko Agar loss hota hai to aapko Gabbar Nahin chahie Bal ke mehnat ulagin ke sath kam karna chahie Kyunki loss bhi aapki Zindagi Ka hissa Hai profit ke sath sath aapko nuksan bhi hota hai isliye main aapko kahunga ki aap unhen ghabrana nahin hai aur sirf mehnat karni hai mehnat Se Kabhi Bhi Insan na Kam Nahin Hota jhunjhun aap main aat Karenge aap information Lenge to aap ek Kamyab trader Ban jaenge
          • #20 Collapse

            Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

            profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me danger bhi kam hello hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me threat ya khatra zyada hota hai. forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka chance bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane ok leye khas usool hoten chicken jo foreign exchange trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi foreign exchange okay usool nahi thorne chaheye. forex koo her koi samj kar be a part of kray or sabar kray. lalich he insan ke kamyabi ka sb say bra dushman hay. Aik kamyab buyers ko kamyabi hasil krny ok lyay Kia krna chahyay.sign use karte hue market ko Khud Se zarur analysis Karen.
            • #21 Collapse

              Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

              Dear Forex Members Assalam o alaikum! G han hum main loss ko face karne ka hosla hona chahiye har business main profit ke saath saath loss bhi hota rehta hai hamein kabhi bhi loss hone per mehnat nahi chorni chahiye use face karna chahiye loss ko recover karne ki koshish karni chahiye hamein loss hamari mistakes hamari jaldbazi ki wajah se hota hai hamein apni mistakes ko analyse karna chahiye dekhna chahiye keh kahan pe hum se mistake hoyi hai phr usse correct karna chahiye takeh wohi mistake dobara na ho hamein loss ko hosle se face karna chahiye.
              • #22 Collapse

                Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                Ji haan bilkul theek baat hai, Profit aur Loss to Business ka hissa hai, is lye Jab Loss ho to Loss ko b Accept karna chahye, Jab b Loss ho to Sab se Pehle ye daikhna chhaye k Loss honay ki REason kya hai, Humen Loss ki Reason se Seekhnay ki Zaroorat hoti hai, ta K Next time Hum Wo Mistake na karen, Forex main Chahey koi Kitna hi EXperience rakhta ho , Lakin Loss hota zaroor hai, Bass humen Trade lagatay Waqt Hamesha Stoploss ka Use Lazmi karna chahye ta k Agr Market Humaray Against Chali b jaye to Humara Zayada Loss na ho.
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                  assalamu alaikum pyare bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai ki loss ko hamen face karna chahie aur loss ko jab tak ham face Nahin karenge tab tak ham kamyab Nahin ho sakte loss ko face karke hi ham log se prapt hasil karen to hi hamen kshetra Ada sabit ho sakte hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                    Salam their members umad Karti hun aap khairiyat se honge Bihar members bilkul theek Kaha aur yah Bhi kya fayda utha rahe honge g r members losco face karna chahie hosla paida karna chahie agar applause ko lekar pareshan ho jaenge to yah aapke liye bahut nuksan de hai agar aap logon ko aise face Karen kya aap kya sochenge loss hua hai to aap yah dekhen kya aapke kis mistake ki vajah se hua hai agar aap homestay theek kar lete hain to aap ke liye achha hai aur behtar hai aur a Gaya bahut sara fayda utha sakte hain agar aisa Nahin hota to yah aapke liye bhi namumkin hai kya fayda uthate Jo bande jald bazi karte hain aur har ko apna mukaddar man Lete Hain vah Kabhi kamyab Nahin ho sakte to jaruri hai kya aap apna mein kadar Na mane balke is ke liye mehnat ulagin ke sath kam Karen Haji to naseeb ki baat hai lekin Dil chhota Nahin Karen sabar se kam le Allah tala nahin karta
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                      Aslamualekm dear forex frend kese hen sub g bilkul si bat ke he apne quality base par kam krna chahye jitna zyada kam krenge otna zyada faeda apko he hoga hamen chahye k ham forex pe aen kam mehnatnor emandare ka sath agrbhamen loss hota he to darna ni chahye ose face krna chahye
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                        Assalamu Alaikum dear Forex member Pakistan from Forex gain loss ko face karna chahie aur aap khud Soch samajhkar fresh mint ke sath yah ko Apne trade Karni chahie Jitna Jyada Soch samajhkar freshman ke sath aap apne treat Karenge Aap To Nahin Jyada Chhapra Fir Bhi Hasil kar sakte hain aur Umeed karta hun sab log khairiyat Se Hi Honge aur Pakistan from fresh Mein acchi Tarah Se aap apna work kar rahe Honge Achcha kam kar rahe hain Ghar
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                          dear Forex member Assalamu alaikum aap sab khairiyat se honge on this topic per baat karni hai vah hai last ko face karna chahie balke hosla paida karna hoga agar aap chahte Hain ki aap ko profit jyada ho bolna jyada mile To aapane last ko face karna hai apne andar confidence improve karna hai taki aap kabhi bhi loss na ho aapko aap Dekha Hoga ki Jo log profit Hasil karte hain jyada bolna shastri karte hain unke kya wajah hoti hai main unki yahi vajah hote ki vah Kabhi blouse ki vajah se ghabrate nahin hai tension Nahin lete balki vah free hokar work aate Hain tabhi vah kamyab hote hain to hamen bhi shaitrawa karna hoga inshallah ham per jarur kamyab honge aur profit ki taraf jaenge thanks
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                            Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye. forex koo her koi samj kar join kray or sabar kray. lalich he insan ke kamyabi ka sb say bra dushman hay. Aik kamyab traders ko kamyabi hasil krny k lyay Kia krna chahyay.Signal use karte hue market ko Khud Se zarur analysis Karen.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X