Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko face krna chahye hosla paida krn.
    Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb. Forex trading me profit aur loss trade ka hissa hy. Agr kbi loss hu jay tu pareshan ni hona chahye balk us loss ki surat me loss ki reasons ko dekha jay aur us sy lessons Lia jay taa k hm next trade me kamyab hu sken.
    Agr hm aik ya 2 br loss kr Len tu iska ye matlb hargiz ni k hm trade ko chor den. Its the part of trade. Just learn krn aur next trade ki tyari ki jay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

    hamy loss ko face karna caeaey forex mai hamy saber sy kam karn aho ga forex aiak amm business jasa nahi hain hum is mai part tme be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam k r sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kair sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kamk arty hain to hamara account band ho jy ga
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

      Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye. forex koo her koi samj kar join kray or sabar kray. lalich he insan ke kamyabi ka sb say bra dushman hay. Aik kamyab traders ko kamyabi hasil krny k lyay Kia krna chahyay.Signal use karte hue market ko Khud Se zarur analysis Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

        Walaikum salam ji bilkul aapane sahi kaha loss ko bhi face karna chahie aur kabhi bhi loss ki vajah se khud Ko pareshani Mein nahin dalna chahie kyunki profit or loss is business ka hissa haiaur jitna ho sake complete focus ke sath kam karna chahie aur Dil laga Kar ke mehnat karni chahie aur agar loss Ho jaaye to apni use mistake ko correct karna chahie aur dubara hua mistake kabhi bhi future Mein nahin karni chahie jitna ho sake complete focus ke sath kam Karen aur hard work ke sath kam Karen Taki aur behtarin tarike se Forex ko samjha ja sake Forex ke business mein profit unlimited hai bus jarurat hai focus ki aur Dil laga kar ke kam karne ki aur mehnat ki aur dobara se try karne ki aur kabhi bhi hello uski vajah se pareshan Na Ho balki aur mehnat karke kam Karen aur Forex ko samajhne ki koshish karen dobara se prayog Karen kamyabi jarur milegi
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

          ismein agar hamen nuksan Ho jata hai to humko dekhna chahie ki hamara Jo bhi nuksan hoga to main usko acche se hi hi analyses karne ke liye acchi main ki jarurat hoti hai aur har insan ko kamyabi hasil karne ke liye jyada fayda ho sakta hai aur hamen Koi Na kami nahin ho sakti to isliye apne aap ko nakam Na samjho logon Ko nakam banate hain to unko jyada fayda ho sakta aur nahin hai aur vah achcha Kam nahin kar sakta lekin hamen agar khud Ko kamyab bana hai tu hamesha ke liye achcha kam karne se fayda mil sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Eman23 پيغام ديکھيے
            Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb. Forex trading me profit aur loss trade ka hissa hy. Agr kbi loss hu jay tu pareshan ni hona chahye balk us loss ki surat me loss ki reasons ko dekha jay aur us sy lessons Lia jay taa k hm next trade me kamyab hu sken.
            Agr hm aik ya 2 br loss kr Len tu iska ye matlb hargiz ni k hm trade ko chor den. Its the part of trade. Just learn krn aur next trade ki tyari ki jay.
            Walekum assalam ji bilkul Hamen always loss ko face karne ki Aadat Banani chahie aur Yahan Apne andar Itni Himmat Paida Karne chahie ke Ham Yahan losco bardast kar sakte Kyunki aap Usi Waqt loss ko bardasht kar sakte hain Jab Aap Yahan bahut Himmat ke sath kam lete hain acchi trading skills ke sath jawab kam Karte Hain To fir Apne dost ki recovery karna bhi Aasan ho jata hai lekin Agar Bar Bar loss hota Rahe to Fir Yahan per members Himmat Haar Jaate Hain Aise mein bhi aapko bahut Hosh Mein Aur Sabar ke sath kamina hota hai aur jo members Yahan Apna loss recover karna Jante Hain Aise Hi traders Hamesha Kamyab Hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

              Dear brother David Forex member Forex trading and then upon us and 50 50 ratio ke sath Chalte Hain agar aap log jo hai.
              Nuksan Hona Koi Badi baat nahin hai agar aap log jo hai isko follow karte hain aur apne Naksha dekho apni Lash ko aap log jo Haider Aur Ko Main Tum Dil Nahin Karte aur na hi lalach Mein aati hai aur na hi revenger trading Karte Hain To yakin aap log jo Jaega chat Reddit Hain Apne last ko Hamesha apni investment Sanjay samjhe agar aap log apni investment samjhe kya to aap log demotivate bhi nahin Honge aur Allah Ko face Karen Taka aap Logon ke andar motivation kar rahe aur aap log Dobara market ke andar Ek acche benefit ke sath bounce back Karen
              ​Forex is the Best Business of the world!
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                expert trader bhi wahi hota hy jo sirf aur sirf loss ko bear kary aur pher recover karny ki koshish karien aur phe bad main recover kar ly to pher mere khiyal sy wo expert trader kahlty hn jo trader loss ko accept nhe karty hn wo is market main nakam hn is lye hamein ism ian emhant karnyc haey aru per loss hony per kabhi bhi mayose nhe hona chaye worna pher hamein is mia kamyabi bhi nhe hosakty hy s hamein is main mehant karny chaye aur pher ziada sy ziada work karny ki koshish karny cahey jis sy ephrkafiz iada fiada bhi hosatk ahy ager ham loss ko accept karty hn to pehr ham ik acha aur expert trader bhi ban sakty hn
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                  dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr apko forex trading mn loss ho jay to loss ko sabr aur hauslay k sath loss ko brdasht krna chayay aur loss ko recover krnay ki koshish krni chayay aur us ghalti ko dobara repeat naen krni chayay jis sa apko pehlay loss howa ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                    Loss ho Jae To Hamen chahie usko face karne ka Achcha jajba Apne andar Forex Mein dalne Is Tarah Mein Koi Bhi pareshani Ka Alam hamare pass Nahin aaega Hamen fayda hi fayda Milega acchi kaun si se Milta hai isliye kamyabi ke liye good Achcha knowledge Hamesha kamyabi dilata Hai Ham Jab Bhi kam ko Achcha Karenge Forex cruel se bata bhi Karenge to hamare liye Jahan per kamyabi ke sath Achcha Sa Hamesha knowledge Bhi Milega isliye Apne kam ko Hamesha focus Nahin acche Mein Hamesha Hamesha Yahan per positive rakhte ho aapko karna hoga is profitable business main Hamesha profitable Hogi isliye Apne kam ko Khoob se Khoob karen to hi Kamyab Yad Kare Khoob se Khoob Hogi acche Waqt Mein Hamesha kamyabi hi Achcha fayda Hustle karne mein help Karti Hai Is Tarah profitable business ki Hamesha acchi kamyabi ko Hasil karne ka Achcha sa fayda hai
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                      dear aapki baat bilkul sahi hai Forex trading Mein ya FIR Kisi bhi Business mein profit or loss donon Sath Sath Chalte Hain agar aap acche aur expert trader Hain tab do aapko loss Nahin Hota lekin Jab aap up learning ke process Mein Ja Rahe hote hain to aapko loss bhi ho jata hai isiliye loss ko face karna expert per logon ka kam Hota Hai isiliye Mera aapko yah mashvara Hai Ki ki Jab Bhi aapko Kisi bhi Businessman loss Ho Jaaye to aap usko hosle aur Bardaasht ke sath recover karne ki koshish karen Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai ki jismein market ki moment ka Sahi Andha sirf expert log hi Laga sakte hain aur Vahi market ko acche tarike se samajhkar usmein trading kar sakte hain vah log jo ki abhi is form per Nahin hote hain unko acche se andaza nahin Hota kam karne ka aur unko Aksar loss bhi ho jata hai to aapko chahie ki agar aapko Forex trading Mein loss Ho Jaaye to usko bardasht Kar Ke face Karne Ki Ada dalen Kyon Ke expert trader banne ke liye aapko yah sari chijen case karni padati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                        Loss Ko Face Karny kalye Hamare andar Achcha Sa Hosla Hona chahie Is Tarah kamyabi Hamare Naseeb Mein Aaegi Hosla Nahin Hoga To Ham Forex Mein kam hardworking se bilkul nahin kar sakte isliye kamyabi Bihar se nahin kar sakte isliye Apne andar Hosla Paida Karen Forex Mein kam bahut acche Andaaz acchi khubsurti se Karen Tu Hi kamyabi aapke liye possible ho jayegi Is Tarah profitable business main aapko Har Surat Mein kamyabi Milegi Achcha fayda Milega ki koshish se kamyabi almost all time nahin milati hai
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                          Assalam.o.alaikum good morning dear forex members g han dear friends apki bat bilkul drust hy k Pakistan forex forum me kamyabi hasil krni hy to apko ye zahin mr lazmi rkhna chahiye k Pakistan forex forum me kam krty hoye apko los b hota hy or profit b koi b shoba ho ups and downs is a part of business and life koi shoba ho us me krty hoye apko los hota hy to apko esxse os se ghabrana nhi chahiye blky sbr se kam krna chahiye los ka samna los se dreien nhi agr apko 1 bar los howa to dutt k uska moqabla krein ziada se ziada mhnat or lagan se kam krna chahiye hardworking krni chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                            Forex trading kay doran multi times loss hota hay. Is loss say gabhrany ki bajaye is say seekhny ki koshish karain keh loss ki kia wujuhat hain. Aisy he traders jald kamyab ho jaty hain jo apny losses ko apni learning kay liye use karain. Loss say darna aur is say bachny ki efforts nai karna kabhi bhi forex main allow nai hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko face krna chahye hosla paida krn.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Eman23 پيغام ديکھيے
                              Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb. Forex trading me profit aur loss trade ka hissa hy. Agr kbi loss hu jay tu pareshan ni hona chahye balk us loss ki surat me loss ki reasons ko dekha jay aur us sy lessons Lia jay taa k hm next trade me kamyab hu sken.
                              Agr hm aik ya 2 br loss kr Len tu iska ye matlb hargiz ni k hm trade ko chor den. Its the part of trade. Just learn krn aur next trade ki tyari ki jay.
                              Jo log loss se ghabra kar kam nahe chortay wo aik din kamyab ho he jatay hain
                              Thank you for your attention

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X